never depend on your luck all time

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2371 Collapse

    G my dear forex trading main har bar luck kam nahi ati humko luck ky ilawa mehnat bhe karni chahiay or apna experience ko bhrhana chahiay is is liay har bar luck par depend na karyn
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2372 Collapse

      G my dear forex trading main har bar luck kam nahi ati humko luck ky ilawa mehnat bhe karni chahiay or apna experience ko bhrhana chahiay is is liay har bar luck par depend na karyn or mehnat or apni malomat main izafa karyn
       
      • #2373 Collapse

        Ge haa janab bul kul thk kha hum forex may all time sucess ko luck py depend nahi kr skty koun k luck kbhy kbhy sath data hai any time nahi so jtna ho sky trading k bary may best knowldge earn kry ta k all time success hasil krty rhain koun k forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye
         
        • #2374 Collapse

          hum mai say bohat say log jub unhy kisi b field mai nakami hoti hai to vo apni luck ko blame krty hain hum nay is forex mai apna kaam is ko learnt kr k apny mind say kaam laity hovy is main trade lagani hai or pher agay ki kahani apni luck pay chor daini hai sub asha ho ga
          • #2375 Collapse

            bai ji forex trading aik real business hai ismein aaki luck ka to kaam hi nai hai ismein to sirf wo kamyab hai jo ismein expert hai or analysize kr ke trade dalta hai baaqi reh gai baat luck par depend karny ki to wo bilkul galt hai is business mein luck samaj kar karna hai to phir to gambling hui na ye iswaja se aaap trade ko kabi b luck smj kar na karain balky soch samj kar or anaysize kar ke trade dalain
             
            • #2376 Collapse

              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me luck se kam nahi krna chahye kyun k agr hm is business me luck se kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me luck se kam nahi krna chahe hmeshah apni mehnat se kam karna chahe
              • #2377 Collapse

                jnab hum jab trading karty hain to haumin is main har time luck par depend ho kar kam nai karna chahiye kun kay huamin is main loss b ho sakta hay or huamin agr profit hasil karna ho to haumin hard wrok karna ho ga ta k loss na ho
                • #2378 Collapse

                  g beh ap ne acah bart ke ahy k ahe luck par depandad neh rehan cy kun k suck ham kabeh bhe loss de sakta hay or ye loss ham se bardash nahe ho g to me bhie ap ko ayhe kahon g bhi jan,
                  • #2379 Collapse

                    never depend on your luck all time because forex trading is not a game or gamble. forex trading is very hard and most risky business. you should use skill, experience and proper knowledge to keep stay on forex.
                     
                    • #2380 Collapse

                      g ap ny bilkul thek kaha pr main kch or kahta hn g luck bndy ko mrwa b daiti pr aisa hota km b h i think luvk honi chayyay ya ni main is baary main kch ni kah skta bs luck is luck nd nothing more
                      • #2381 Collapse

                        G janab ap ny bilkul thk kaha hy ky humy depedn nai rhna chahyay ap ni luck pr bcz luck har dafa faida nai dyti hy so forex mai ap ko knwoledge or expeirence ky sath mahnat krni hoti hy.
                        • #2382 Collapse

                          you are absolutely right bro. ye 1 hard working kaam hy and is me luck chalta hy but us trha nahi jis trha log smjhty hyn. luck bhi tab chalta hy jab ap ne kaaam sahi kia ho trade sahi lagai ho is liye mehnat ko nahi chorna chahiye
                          • #2383 Collapse

                            Yes brother forex business mein kabhi kabhi luck kaam kar jata hay magar ye zaroori nahi k her waqat apko luck hi profit de kabhi kabhi nuqsaan bhi uthana partha hay ..
                            • #2384 Collapse

                              dear g ye buhat acha business hai is me ap lucke k opar depane nai karta hai bul k ap k pass is k bare me experiance or knowledge ka bi hona buhat hi zarori hai is k bager ap achy rade nai kar sakty agar ap k pass knowledge hi nai hai to ap kesy is me kamyab ho saky gay or experince ka bi hona bi zarori hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2385 Collapse

                                G haan forex aisa kaam nahi hay k is mai app apni luck pe kaam kareen gay to ye sab se badi bewaqoofi hoogi is lye is ko seekh k samajh k karna hi best hay q k jaab tak seekheen gay nahi to forex nahi samajh ayee gi
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X