Ghalti ko tasleem karna chaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

    G han ap thek kah rahay han hamen apni galti ko tasleem karna chahiye kyu kay mistakes insan se hi hoti han koi bhi insan asa nahi ha jis se mistake na ho lakin jo log apni mistakes se sabq hasil karty han aur ik bar jo mistake kart han us ko life may dobra nahi karty wo kamyab ho jaty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

      Ji han dear aapane bilkul theek kaha hamen apni galtiyan ko taslim karna chahie aur unse learn karna chahie hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat Karen apni mistakes ko mind mein rakhen tabhi Ham apne kam mein acchi tarah kamyabi Hasil kar sakte hain tab hi ham Forex mein accha profit Hasil kar sakte hain hamen chahie ki Ham jyada se jyada learning Karen account per practice Karen tab hi kamyabi Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

        Assalamau Alaikum my dear bhai jan g han bilkul thek kaha hae ap ne yeh forex business hae is main kabhe kabhe mistakes ho he jate hain to hamen is main kabhe bhe ghabranan nhe cahiye balke hamen to cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam karte rahen agar hum se ki mistake ho bhe jae to hamen is main ghabrana nhe cahiye balke hamen cahiye ke hum apni mistakes ko khatam karne ke koshish kiya karen take hum is main kamayab ho saken jitna ache tarah se hum apna kam karte hain hum is main utna he ache tarah se aik trader ban sakte hain to hamen aik ache trader ke tarah is main kam karna cahiye take hum is main successful ho saken or is business main hum ache tarah se ache earning kar saken tab he hum is main kamayab ho sakte hain to hamen is main acha kam karna cahiye
        • #19 Collapse

          Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

          Apni ghalti ko har surat he tasleem krna chaye ap ko knowledge or experience hasil kerna ho ga kiyun k3eh forex boht risky business hai dear main to itna kahun ga keh ap kisi expert tarder ko dhondho us ko ustad banao or apo ik achey tarder ban saktey ho
          • #20 Collapse

            Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

            Humay har halat mei ghalti ko tasleem kr lena chaye hamesha real account main trdaing shoro karnay lagoo to sub sy pahlay apni investment ki money management karo aik role bnaoo or pir us role par focus karoo role ko break mat karo or subar sy kam lo ye aadat apnaoo achay trader ban jaoo gay.
            • #21 Collapse

              Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

              apni ghalti ko har surat he tasleem kr lena chaye humay jab hamaray pas experience hota hai to ham kam loss kartay hain aur hamara profit ziada barh jata hai forex trading main ak trader daily basis pay investment kar kay aur thora sa time spend kar kay daily profit bhe earn kar sakta hai
              • #22 Collapse

                Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                Humay har surat he apni mistakes ko tasleem kr lena chaye lazman profit earn karo ya aik he din mn itna profit earn kr lo jo app next 3 days mn loss bhi karo to khatam na ho yeh sab trader ki skills pr depend kr rha hota ha us ka ilawa market ki movement pr bhi depend krta ha.
                • #23 Collapse

                  Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                  Ghalti ko hamesha accept he kr lena chaye practice karnay say bana ja sakta hay aap ko chayei kay forex ko achi tarha say learn karay is ki har cheez ko understand karay takay aap forex ko understand kar sakay yeh aik lifetime business hay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                    Apni Galti Ko Man Lena Hi Sabse Badi kamyabi Hai Jab aap apni mistakes ko admit karte hain aur usko improve karne ki koshish Karte Hain To iska matlab hai aap ek acche trader Hain aur aapko pata hai ki mehnat aur Galti ko improve karna kya hota hai aur inke results aapko kitne mil sakte hain Jisne apni mistake ko admit Kiya aur usko improve karne ki koshish ki aur mehnat ki vah Kabhi Bhi Na Kam Nahin ho sakta
                    • #25 Collapse

                      Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                      Yes dear aapane sahi Kaha Forex mein main Ham ko kabhi bhi galti nahin Karni chahie kyunki Forex business mein main har kam soch samajh Kar karna hota hai agar Ham koi bhi mistake karenge to humko bahut jyada nuksan hoga agar humse Koi galti hoti hai tum humko apni galti ko talash karna chahie aur apni galti ko taslim karna chahie jab tak Ham apni galti ko accept nahin karenge tab tak Ham Forex mein kamyab hone ka soch bhi nahin sakte Forex mein kamyabi hasil hoti nahin karni padati hai aur Forex mein just mehnat karne wale log hi kamyab hote Hain agar mehnat nahin karenge to humko Forex se a achcha response nahin milega
                      • #26 Collapse

                        Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                        Agar Hamen trading Kar Ke nuksan hota hai to yah Hamari mistake ki vajah se hi hota hai agar Hamen trading Karke nuksan Ho Jaaye To Hamen apni mistake ko accept karna chahie aur use mistakes se learn Karke kam karna chahie
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #27 Collapse

                          Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                          Assalam o Alikum,

                          Agr hu msa forex k kaam ma ya trading ma koi mistake ho jati h jis ki wja sa hmein bonus kam ya profit kam milta h to hmein ye nai forex ko es k liye blame krna cheaye bulky hmein apni glti ko maanana cheaye r usy teak krna cheaye.
                          • #28 Collapse

                            Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                            Aap se Galti Ho Jaati Hai To usko Taslim karna chahie Kyunki Jo log Galti ko Taslim Nahin Karte vah Dobara Vahi Galti karte hain aur nuksan uthate hai isliye aapko chahie aap apni Galti ko Taslim Karen aur dobara Bugatti Dan Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                              Ji sir aapki baat bilkul theek hai k forex mein work karte hue humse different kiism ki mistake Ho jaati Hain lekin hamen pareshan hone ki zrurat nahin hoti Bal ke hamen apni mistake ko accept karte hue use correct karne ki try karne chahie aur hamen chahie ke apne loss ko accept karte hue hamen forex mein proceed karna chahie aur apni mistake ko tasleem kr k correction karne chahie... Tab Ham apni galti ko accept karte hue success Ho jaenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Ghalti ko tasleem karna chaye

                                g han dear hum ko forex men kam krty hoy agr koi hum sy ghalti ho jay to hmen usko tasleem krna chahye jb tk hum apni ghalti ko tasleem nhe kren gy hum trade men agy nh brh sken gy aur na he hum us men kamyabi hasil kr sken gy humko chahye k hum es men apkn ghalti ko tasleem krky usmen mehnat sy kam kren aur apni ghalti sy aindah seekhen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X