Jesy hi hamara bonus ata hai tou kuch trades main hamain acha profit bhi hasil ho jata hai lekin kuch dino ky bahd market ki aesi movement hoti hai ky hamain market ki samajh hi nehi ati aur market kisi bhi direction main itna zyada move ker jati hain ky ham main sy aksar members ky accounts wash ho jaty hain