lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..
    dear agar ham sab forex main achay traders hain aur hamko kisi wajha say lose pay lose hota ja raha hay to hamko apnay cofidence k sath sath lose ki ghabrahat say apna mayar nai khona chaye q k lose to chand din ka mehmaan hota hay jo hawa ki trha ata hay aur hamko nuksaan day kr chala jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

    Dear paheli baat tou yeh hai kay forex aik business hai aur business mein loss bhi hota hai aur profit bhi aur agar business mein kisi ko loss hota hai tou uss sae oerashan ho ker apna zayada loss nahin kerna balkay khd per control kertay huay loss ko recover kernay ki planning kerain ta kay kamyabi ho sakay
    • #3 Collapse

      Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

      Dear friends kuch log forex main asaa hain ka agr un ka loss ho jay tho parsaan rahta hain huma cahia ka hum apna naffa ka saat saat apna loss ko bhi sbr kabool kia karin kio ka karobaar main naffa nuksaan lga rahta hain
      • #4 Collapse

        Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear agar ham sab forex main achay traders hain aur hamko kisi wajha say lose pay lose hota ja raha hay to hamko apnay cofidence k sath sath lose ki ghabrahat say apna mayar nai khona chaye q k lose to chand din ka mehmaan hota hay jo hawa ki trha ata hay aur hamko nuksaan day kr chala jata hay.
        Agar Hum Log ke dar se kam karna Chod Denge To Ham profit bhi nahi Na Sakenge hamein chahiye ke hum Apne mind Sher loss ko nikal De aur Kitna Jyada hard work Ho Karen aur proper analysis ke saath apni trading Karen
        • #5 Collapse

          Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

          forex aik big business hain hum is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market balm nahi hota hamy apne mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik legal business hain
          • #6 Collapse

            Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

            Assalamualaikum Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye k ziada profit Hasil kar sake r ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar sake r agr AP ko loss ho Jaye to preshan na hn balke mehnat krain r ziada time Forex trading Mein kaam karte hue aap ek accha experience Hasil Karke achha trade kar sake
            • #7 Collapse

              Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

              forex aik international business hain hamy is main apny emotion or galtio ko improve kar ky is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain yai aik real business hain
              • #8 Collapse

                Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

                اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                dear agar ham sab forex main achay traders hain aur hamko kisi wajha say lose pay lose hota ja raha hay to hamko apnay cofidence k sath sath lose ki ghabrahat say apna mayar nai khona chaye q k lose to chand din ka mehmaan hota hay jo hawa ki trha ata hay aur hamko nuksaan day kr chala jata hay.
                Loss Forex trading market ka ek important part hai aur traders ko Jyada loss kab Hota Hai Jab volos Se darkar trading Karte Hain Kabhi Bhi Apne mind mein nalain is traders ko rail LT Mein loss ho jayega
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

                  kay forex aik business hai aur business mein loss bhi hota hai aur profit bhi aur agar business mein kisi ko loss hota hai tou uss sae oerashan ho ker apna zayada loss nahin kerna balkay khd per control kertay huay main asaa hain ka agr un ka loss ho jay tho parsaan rahta hain huma cahia ka hum apna naffa ka saat saat apna loss karna Chod Denge To Ham profit bhi nahi Na Sakenge hamein chahiye ke hum Apne mind Sher loss ko nikal De aur Kitna Jyada is mai jab kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara account wash ho jata hain is mai market balm nahi hota hamy apne mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia
                  :1f615:Be Hard Go Straight:1f615:
                  • #10 Collapse

                    Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

                    Dear ap ne sahe kaha hai loss ki wajah se apna confident khona nahe chahye loss or profit 2no he har business ka hisa hai essa koie bhe business nahe hai jis main loss or profit na ho hamesha apna confident barkarar rakhen or practice kren demo per knowledge mazeed hasil kren jitna ziyadeh knowledge hoga loss hone ke chance utne he kam ho jate hain or profit bhe ap acha earn kr sakte ho
                    • #11 Collapse

                      Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

                      Forex trading main loss ka dar ki waja say hamen apnay asoolon per kabi bhi narmi nahi ker leni chahye. que kay ager loss hona hay to ho jana hay. is liye apnay rule ko hamesha follow kerna chahye. chahye us main loss ho ya profit is say trader ki trading ka mayyar bhi boht ala rahay ga aur trading bhi profit wali ho gi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: lose ki ghabrahat say hamko apna mayar girana nai chaye..

                        G sahi baat hai loss k darr ki waja se apna mayar nai girna chaye kun wo kehty ha na jo darr gaya wo mar gaya iss liye both soch samaj k business karna chye lakin ager sirf lye sochay gay k loss ho jay ga phir tu hum kuch b kaam nai kar sakty khud ko har kism k halat k liye ready rakhna chaye wasy b jeet or haar tu game ka hissa hota ha business ma kabi kabar loss b ho jata hai par himat nai harni chaye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X