demo account

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    demo account
    hmen caheay kai hm start mai demo account bnaen or uspr practice krky sekhain or phr new account bnaen real taky hmen achy sai trading a jaey or ab hm ziyada earning krsken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: demo account

    dear friend hr business mn kamyabi experience sa he milti ha forex trading ka experience hasil krnay k liay demo account bahot achha tool ha agr ap demo pa achhi practice sa experience gain kr len to ap forex trading mn kamyabi hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: demo account

      Dear forex members forex ma kamyabi chaty hain to is k liye good analyse hard work lazmi ha apko chae phly ap market ko analyse krny k liye demoo account pr practice krain phr ja k real account pa trade start krain issy ap ko market k bary ma pta chal jae ga or ap trade b sai kr lain
      • #4 Collapse

        Re: demo account

        sahi kaha aap nay kuch bhi karny sy pehly aapko usky bary me ilam leena zarori hota hy usky baary seekhna zarori hota hy is leay apko direct trading start nahi karni chaiye pehly apko demo account py practice karna chaiye aur sath sath usy jo aap seelh rahy hen practical krna chiye yahi aik apki kamybi ka rasta hy k seekhna aur knowledge hasik karna sab sy zaada zrori hota hy phr aap jab kaam shuru karty hen to experience hona shuru ho jaata hy aur loss profit k rules apko samajh any lgty hen
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: demo account

          Agar hm demo account par kam karain gay to hmaien zyada experience milly ga jis say hm nah sirf achi trading kar sakty hain balky is say hmaien acha profit bhi hasil ho ga demo account par practice karnay say hmaien hmari mistakes ka bhi pta chal jata hai aur hm unhain repeat nahi karty
          • #6 Collapse

            Re: demo account

            ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan product Mein kaam karte hain to hamein chahiye Pakistan Forex Ko Jab Bhi join karna hota hai to Hame join karte hi demo account? Karna chahiye Kyunki demo account Agar Hum istemal Karenge To Ham Pakistan Forex ke account mein bhi bahut accha trade kar sakte hain aur bahut hi accha profit bhi kar sakte hain thanks
            • #7 Collapse

              Re: demo account

              demo account humain bhot fidaa data ha humain demo account main kam karna chaiye humain jis sy yeh fidaa hasil hota ha k hum iss main acha fidaa hasil kar paahtye hain jis sy hum apni trading ko start kar pahtye hain demo account har new trader k liya bhot best ha jis sy woh knowledge ko gain kar pahtye hain apna or new member k liya be bhot best ha
              • #8 Collapse

                Re: demo account

                G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k demo account hi bahut acha teacher hy is sy hume sekhna chahiy agr hum sy ek mistake ho jay to apmi galti ko note krna chahiy or isy dohrana to bilkul bhi nh chahiy
                • #9 Collapse

                  Re: demo account

                  demo hamy as a teacher guide karta hain hum is mai kam karty hain to hamy acha bonus earn kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara or unique business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: demo account

                    Doston Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ke real account trading main kaam karne se pahle Hamein demo account se practice karni chahiye Kyunki demo account mein dummy currency Sambhal Hoti Hai jisse samalka Ke Hum Jyada Se Jyada experience Hasil kar sakte hain aur Is Tarah uske baad Agar Hum real account mein trade Karte Hain Tu Hamare Paas experience Hota Hai Aur Is Tarah Hamein Lash ke chances kam se kam Hote Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: demo account

                      Assalamualaikum Ji bhajan aapne bilkul theek kahan hai ki Pakistan Pariksha Mein demo account ki bahut Jada important hai Kyunki Hum isko istemaal Karke experience Hasil karte hain aur ya fayda Hamein real account mein kamyabi ke sath Hota Hai Shukriya
                      Visit My Profile
                      • #12 Collapse

                        Re: demo account

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: jannatansari پيغام ديکھيے
                        hmen caheay kai hm start mai demo account bnaen or uspr practice krky sekhain or phr new account bnaen real taky hmen achy sai trading a jaey or ab hm ziyada earning krsken
                        Demo counter trading mein bahut useful Hota Hai Jab traders Forex trading main kaam karna Chahe to unko chahiye keva demo kaun se apni trading fast card Lele is Seva real account mein bhi acchi trading kar Sakenge
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: demo account

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: jannatansari پيغام ديکھيے
                          hmen caheay kai hm start mai demo account bnaen or uspr practice krky sekhain or phr new account bnaen real taky hmen achy sai trading a jaey or ab hm ziyada earning krsken
                          Assalamu Alaikum ji bhaijaan Forex trading business ko sikhane ke liye Hamein demo account Diya Gaya Hai Joker Hamara Ek bahut accha Dost Hai Jis Ke Dariya Se Hum market ki moment ko samajhne mein Main Saniya Hasil kar sakte hain isliye demo account par Jyada Se Jyada kam karna chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: demo account

                            DEAR ap ki bat sahi hai as main hamen chahiy hai kee ham deo ka ismain use kare agar ham as main demo ka use kare gee tu hamen as main experience mile gaa as liy hamen chahiy hai kee ham as main kam kae tu as main demo ka use kart rihna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sake gee as main
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: demo account

                              G han hum demo account se ache trading experice hasil kar sakte han kyon k best trading lk liye hamari demo account par practise bahut zarori hai jitna ziyada experince ho ga utna hi ap profit hasil kar sakein ge to demo account ik best opportunity hai jis main hum practise kar sakte han our learning bhi hasil karte han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X