Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?
    Dear brothers forum pe ap sub logon ne yeh bat note ki ho gi k ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kartay hen aur juniors ko kam log thanks kartay hen iss liay tamam members se request hey k woh her achi thread aur posts ko zaroor thanks karen kiun k thanks ki waja se acha bonus milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

    Dear bilkal ap ki bat thek ha forum main esa hi hovrha jis ko thanks kro badle main ap ko thanks krein ga warna nai hume is main har achi post ur thread main thanks krna chaiye agr apne dost ki post achi ha tu zahror thanks krein agr nai ha tu nai krna chaiye befasol thanks be bonas kam aa sakta ha
    • #3 Collapse

      Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

      jub log forex join krty hain tu apny friends bna lety hain un se madad lety hain our un ko faida deny k liy thanks bolty hain
       
      • #4 Collapse

        Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

        jub log forex join krty hain tu apny friends bna lety hain un se madad lety hain our un ko faida deny k liy thanks bolty hain
         
        • #5 Collapse

          Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

          G pak forex forum par hum ko har us post ko thanks karna cahaiye jo post ya thread achi quality ka ho aur us mein forex trading business ka knewledge aur experience aur information ho wo post dost ki ho ya kise dosray ki hum ko achi knewledge aur information ki post ko thanks karain gay tu hi us ka faida ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

            ap na bilkul theak kaha forum pa kuch logon na group bnay howay hn aur woh sirf apnay doston ki posting pa he thanks krtay hn lekin meray khial mn aisa naen hona chayay balkay hr achhi post chahay kisi ki bhi usay thanks zroor krna chayay
            • #7 Collapse

              Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

              Forum par zaidaa tar log group bana kar ek dosryy ko thnkss kartyy hai jo kyy sheii ni hai aisaa ni karnaa chiyee mil jul kar kamm karnaa chiyee subb ko forum par jo postss informative ho ous par thnkss lazmi karnaa chiyee iss syy forum par mazeed informative postss uplode hotii rahii geii our knowledge hasl hotaaa rhyy ga..
              • #8 Collapse

                Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                G bhai aapne bilkul sahi kaha hai aisa nahi hona chahiye Hamen koshish Karni chahi ke Jis post ya thread se Hamein kuch learn karne ka mauka Mile usko thanks zarur de ta ki post aur thread karne wala encourage Ho aur mazeed informative post aur Threads create Karen Jis Se Hum Apni information ko improve kar ke acchi trading aur acchi earning ko possible Bana saken.
                • #9 Collapse

                  Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                  forum mai hum aik account bana kar kam karty hain hamy acha bonus milta hain hamare learning mai azafa hota hain or agar forum mai kam karty howe hum sy koi mistake ho jy to hum isy durust kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                    forum hamara dost hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex trading students ky liye bohat ache job hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                      forum mai hamy ache qulaity ke posts py thanks karna chaye forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hamy greed ko avoid kar ky mahnet sy forex mai kam karna chahey forex aik international buisness hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                        As-Salaam-Alaikum Dosto Jo log Aisa Karte Hain ke por Pakistan form par Apne doston ko ya friends ko your family members ko thanks and like Dete Hain Tu Ya bol bhi kal kal karte hain Kyunki Hame the example iPhone logo ko Dena chahi Jin Logon ki Poshak equality acchi hai ki Unki quality ki vajah se Hamein bahut sara knowledge Milta hai aur Hamare thanks ki vajah se Unki quality proof hoti hai ki uski party acchi hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                          G han yeh baat to akser dekhny main ati hy keh forum per ziada ter members sirf aik dosry ko hi likes dety rehty hain. Keon keh forum per kuch aisi post bhi dekhny ko milti hain keh post main koi khas information nhen hoti per us post ko kai likes mily hoty hain to is sey yeh baat sabit hoti hy keh yeh seb post ko nhen dekhty belkeh fake likes dety hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forum pe ziyada tar log apnay friends ko hi thanks kiun kartay hen?

                            Jee bilkul Apne thik kaha hai ya Ek galat baat hai hamein chahiye ke Forex trading Mein Jo Bhi acchi post Ho use par thanks jaroor Karen chai ke woh aapka friend ho javo aapka friend na ho Hamein Ek acchi post par jaroor thanks Dena chahiye Kyunki is says aap Dono Ko fayda Hoga aur aapka knowledge bhi badhega aur post Karne Wale Ka moral Bhi Hoga Is Tarah aap ek Accha kaam karke Ek dusre ko fayda pahuncha sakte hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X