agar weekly market ka technical aur fundamental jaiza leya jaye to es key ley scalping trading bilkul be suit nahi karti hay, weekly market analyzing ki jaye to long term key base par hi trading karna zarori ho jata hay, aur agar scalping trading karni ho to es key ley kabi be weekly ya daily market ki analyzing nahi karni chaye scalping trading key ley small time ki market analyzing ki best hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим