Trade with or without a stop loss!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    Sop Loss aap ki trading me bohat zaruri hai is kay beghair trading bohat risky ho jati hai. Humen apni strategy kay mutabiq trading karny kay liay stop loss dena lazmi chahiay nahi tu agar achanak agar market aap kay against ho gai tu apko bohat ziada loss bear karna pary ga or aakhir kaar ho sakta hai kay aapka account wash ho jay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      ya to apna apna point of view hota han k kis ko take loss sout karta han kis ko nhe, but i think hamay take loss use karna chahiay bzc es say ham loss ki ratio ko kam kar saktay han...
      • #303 Collapse

        g haan bilkul bohut sa traders stop loss use bilkul b nahe karte ku k agar ap ki investment kam ha or ap kafi loss ma chale b jate haan to recover hone ka acha bhala chance hota ha... lekin agar investment kam ho to stop loss laga lena behter hota ha :)
        • #304 Collapse

          Trading with stop loss karin to wo safe trading hoti he or os waqt ap ki sincerety ka bhi pata chalta he k ap kesi trading karna chahty hein jab kay wo traders jo without using stop loss trading karty hein wo unsecure trading hoti he or ap sincere bhi nai hotay trading se.
           
          • #305 Collapse

            stop loss ke baghair trade krna buht hi galat tareeka hai kyon ke jb hm stop loss nahi lagate to agr us trade ke doran markeet ap ke against ap ki equity se zeyada chali jati hai to apka account finish ho jata hai
            • #306 Collapse

              forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main bohat se log investment ker ke achi trading ker ke earning hasil ker rehe hain agar ap ko bi forex trading main earning lene hi to ap ko cheye ke ap bi investment ker ke income hasil ker loo
               
              • #307 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: umar99 پيغام ديکھيے
                Many traders believe that the stop-loss limits their income, so they do not use it. Other traders never trade without a stop loss. Do you have any experieces about it!
                Mery khyal main forex trading main stop loss use karny main humari he safe side hoti hay kyun keh hum es trha ziada loss say bach sakty hay aur agar hum stop loss use na karen to humary ziada loss kay chance hoty hay.
                 
                • #308 Collapse

                  bhaiooooo 1 bat sun tarde me apne kabi b sl ko lgana mat bhlya warna apka account wash hu sakta ha ye kabi b na sochiya k apka balance bohat ha aur lots size bohat kam lihaza isko apnaye
                  • #309 Collapse

                    na na bhai ye hamaray lye bhot harmful sabit ho sakta hai kabhi b aesi ghalti mat karna stop loss na laganay say hamaray accounts tak b khalii ho jataty hain khas tor pay newbie to zror use kare isay.
                    • #310 Collapse

                      Main tu is ka use is liye nahi karta hoon ke main tu aik market ka trend aur market main se kam se kam pips ko nafe main hasil karta hoon aur main is liye bhi stop loss use nahi karta hoon ke main kam lot size use karta hoon aur is ko nafe main hi band karta hoon aur app ko bhi kam lot size use karna ho ga .
                         
                      • #311 Collapse

                        wesy yeh depend krta hy apke money management and strategy pr. Q k long term strategy me jub lot size msall use krty hain toh lazmi nahi stop loss use ke jay..lakin short term and scalping jesy highl ot use krny k ley stop loss better hoti hy....
                         
                        • #312 Collapse

                          dear hum ko stoploss zaror use karna chahye q k ye hum ko hamarey marzey ky mutabaq profit data hai aur hum ko hamarey marzey ky mutabaq lose sy bachta hai hum ko ye option trading ky doran zaror use karna chahye ais mai hamara fayda hai
                          • #313 Collapse

                            bhai ap ko chye jaab be ap trade karin to us me stop loss lazmi use karin us se ap ka account save rahy ga ap ka loss haad se zeyada nahi ho ga so stop loss boht hi acha ha ap hamesha use karin trade me
                            • #314 Collapse

                              boss yahan pe agar ap chate hain ke ap loss na karen or karte hain tu ose stop karna chate hain tu ap ko kafi ache se demo account mean percitces ki zarurat hoti hai ku ke agar wahan ap ache se trade karte hain or bet hojagte hain tu ap phr live mean bhi best trade klarskte hain....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                my dear humein trade kartey waqat stop loss aur take profit dono use karney chahiye agar hum aisa nai karey gey to humein loss ka chance hotey hai agar market app kay again nai jati to stop loss se hum save rahtey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X