The psychological factor of the most important reasons for success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    The psychological factor of the most important reasons for success
    The psychological factor of the most important reasons for success in the field of forex
    Many of us succeed and achieve profits in fake accounts. But may lose when the actual trading accounts
    Who has proposals to solve this problem, I have a lot of traders Fletkdm out and discuss together
    Thank you.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asalam o elekum dear friends psychological factor forex field men baht hi importence rakhta hy kamayabi k liey. main ap ki bat se agree krta hon.
    • #3 Collapse

      asslamo alaikum bhai jan mujhy ap ki bat muakaml itfaq hay forex trading may ap ko apnay mind ko phisically active rakhna parta hay ta k physically theak rayh sako
      • #4 Collapse

        is mai app ka question to wesay kafi acha hi hay janb,,elkin is mai kahs tor par sochnay ki bhi kahjsi zaruirat hti hay janb,..jo ka kaha mushkil kaam lagta hay mujhy jnab,,ok
        • #5 Collapse

          Us ki main wja ye aa jati hy k jab bhe hum real account main trading start kertay hain to aik greed factor aa jata hy our hum log aik din main rich banany k chakr main apna sab khuch loss ker ditay hain our khuch bhe nahe rheta hy
          • #6 Collapse

            gee bhai hmein apne trading mein success ke lie important factor forex trading ke smjhne hien aur hm apne trading mein jo chezien face krte hein aur jo problems hmein apne trading mein ate hien un ko smjhna he phr hm apne trading mein sahih kam kr ke success hasil krte hien
            • #7 Collapse

              Yes ye sb say important factor hai us main wohi trader success hasil kerta hai jo us factor ko samjh leta hai or pher wo us say ache earning ker sagta hai
              • #8 Collapse

                Demo account main hum confidence key sath trading kartey hain aur yehi waja hoti hy keh successful ho jatey hain jabkeh real account main hum small confidence key sath kam kartey hain aur loss utha letay hain. Hamain real account main trading key doran confidence high rakhna chaheye aur relax mind key sath kam karna chaheye.
                • #9 Collapse

                  Ap ki baat theak hai. Likan mery kgayal say ap es market mai es waqat take zada earning nahi Basil kr sakty his waqat take ap ko complete knowledge na ho.
                  • #10 Collapse

                    Market may kaamnkarty howy har trafer kinye khowahish hotibha k wo market may kaamnkar k aonay laye ak auchy wala caputal ko generate karye jab k market is ko lose ki traf laynjatibha
                    • #11 Collapse

                      insan ki is market me aik bohat hi jo important cheez hai wo hai pshycological point jis ka is business me aik bohat hi hath hota jhai kay ye apkay mood pe boaht hi depend karti hai kay agar apka mood bohat hia cha hai tu ap aika chi soch saktay hai
                      • #12 Collapse

                        Yeh natural hota hy keh hum demo account main to profit bana letay hain lekan jab real account main aatey hain to loss utha letay hain. Hamain apni is weakness par qabu pana chaheye aur apni internal feelings ko strong banana chaheye takeh jab real account main bhi kam karain gey to nuqsan na ho aur confidence key sath kam kar sakain.
                        • #13 Collapse

                          humain trade main agr kam karna hay to humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga humain is main apny ap ko perfect ho kar kam karn aho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bhai ap ka sawl bhut acha hai ap ke bat bhe ache lage mujha jab ap is ko sekh lata hain tabhe ap ko is market ke snmjh ati hai is mein har choti si choti chez bhe bahut aham hai is mein ap ko galti ka chance ni milta hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X