Bachpan kay shoq or Adult Life kay shouq
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bachpan kay shoq or Adult Life kay shouq
    Dear Friends

    Jab hum baray ho jaty hain like 18 years ki age sy aghy brh jaty hain tu hum apny shoq ko aksar change kar laity hain. bachpan kay jo shoq hoty hain woh humary samny joke ya phir humary kaam waly shoq nahi rehty hain. humara souch ka level automatically change ho jata hai. like bachpan mai ap ko stories book parhny ka shouq hota hai tu ap ki age jab zaida hoti jati hai yeh shoq kudh ba kudh kam hota jata hai.

    Ap kay shoq ka level barh jata hai. phir ap games, internet or baqi cheezo ki tarf mashghool ho jaty hain lekin ap apny achy shoq ko maintain karty hain tu ap ko bad mai faida yeh hoga kay ap sahi sy apni life ko enjoy kar sakain gy


    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X