Mera Behtreen Safar ki khas batain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera Behtreen Safar ki khas batain
    Dear Friends

    Mujey safar just woh acha lagta hai jab main safar karo tu clouds ho or rasty main halki halki hawa or rain be halki halki ho rahi ho .Safar jab shumali ilakajat ka ho tu phir kiya he baat hai. in mai ap Swat, malam jaba, balakot, kaghan ko shamil kar skaty hain yeh bhout behtreen ilaqay hain jaha pa acha mousam environment ko enjoy karty hain sath mai ap apny ap ko nature kay bhout kareeb patay hain jo kay ap ka mental health kay leye bhout acha hai.

    Ap apny safar mai kon say ilaqa or mousam pasand karty hain share kejey ga

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X