Karobar bina experience kay na karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Karobar bina experience kay na karain.
    Dear Friends

    Kamyab karobar kay leye ap ka experience us mai hona bara zarori hai. ap jab tak business mai experience nahi rahkty hain tu ap ki kamyabi mumkin nahi hai. esleye jo be kam ap shoro karain us ka experience gain karain us kay bad es ka start lain gy tu ap ko phir us mai kamyabi mumkin hai.

    Ap ko cheye jo business ap karna chahty hain us mai ap apna shouq daikhain kis had tak hai or market ka jaiza lain jis sy ap ko pata chaly jis sy ap ko yeh asani ho sakay kay ap ko kaisy es business ko aghy lay kar barhna hai. ap ko kisi or kay sath mulazmat kar kay ya phir free mai kam kar kay ap waha ap apna time day kay seekh sakty hain kay business kaisy kiya jata hai or kaisy ap apny business ko aghy lay kay barh sakty hain

    Ap apny karobar ko jis tarha aghy barhna chahty hain tu us kay leye zarori hai kay ap ko us sy sahi tarha faida othnay ka pata ho. ap ko pata ho kaisy ap ny us ka start laina hai or kaisy es kay disadvantage sy ap bach kay kamyab ho skaty hain

    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X