Skrill Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai skrill say kam azz kam banks may 50 dollar say lay kar k transfers hoty hai,banks bhot fees kattay hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: muhblal پيغام ديکھيے
      Agar main Skrill Account say bank account main 20$ Withdraw karwaon.
      Kaya koi dost bata sakta hay exact mere account main kitni amount aye gi.
      Plz serious Ans Karain. Thanx
      dekhen mene aaj tak khud apne paisey withdrawal nahe ker wae bal key apni cousion se ker watee hoon to is bare mein mujhe correct information nahe hai jo mein aapko bata sakoo
      • #33 Collapse

        is mai jub bhi kaam kai jaye a jnab..sahi trha say hi kai ajye na jnab...is mai skrill ka account bhi bohat he acha hay jnab,,,mujhy bhi kafi acha lagta hay jnab..ok
        • #34 Collapse

          Dear ap jab Insta Forex se withdraw $20 karo gey to ap k Skrill account mein puri $20 amount hi aye gi means k koi transfer fee nahi hai or yeh bohat achi baat hai k full withdraw amount milti hai.
          • #35 Collapse

            Dear 20$ boht km amount hy ye trnsfr nahe ho sagain gy.Koun k khuch to bank wire fee hoti hy,minimum 25$,Skrills ki exact nahe pata phr dolar to rupees conversion fee ho ge,to minimum ap 100$ ka withdraw apnay bank acount main lain.
            • #36 Collapse

              bhai jan agr ap moneybookers sey bank ma transfer karna chahte ho to bhai is k charges kitna hon ga is bara ma ma to kuch nhe kaha sakhte wo is liye k ma ne abhe tak bank ma withdraw he nhe kya ap kar k dakho ap ko khud experience ho jye ga
               
              • #37 Collapse

                bhai jan ma is bara ma kuch nehe kaha sakhte kyun k ajj tak ma ne moenybookers sey apna bank account ma moeny transfer nhe ki is liye sorry dear
                 
                • #38 Collapse

                  Beloved 20$ boht kilometer total hy ye trnsfr nahe ho sagain gy. Koun ok khuch to help standard bank cord charge hoti hy, minimal 25$, Skrills ki precise nahe pata phr dolar to help rupees conversion charge ho ge, to help minimal ap 100$ ka take away apnay standard bank acount key lain.
                  • #39 Collapse

                    Iss transection k leay app ko phelay pata hoo k Skrills say bank ki bank wire fee kitne hy koin k kafi jaga pyy parha hy 25 usd fee hy to aap 20 usd kesay transfer karein gy minimum 100 dollar karein tb ap ko 7500 rupees mil jain gy
                    • #40 Collapse

                      JAnab is k about mujhe itna idea nai hai q k main new hn isliye aapko advice karo ga k aap skrill account main withdraw kar lo ye aapk liye best rahy ga aur is main cutting b zayda nai ho gi
                      • #41 Collapse

                        HAn ap withdraw karva sakt hain skrills ki fee bohat hi ka ai t ap ko ka iz ka bhi 17 dollars ap ka bank ain il ain ga agar ap 20 dollars withdraw lat hain. t ap is aont ka bhi withdarw la sakt hain ar wo bhi bht i ka cost par. skrills best option ai agar ap apn bank ain transfer lena cahty hain.
                        • #42 Collapse

                          Assalam O Alaikum, bhai jan main ne apnay skrill account se 57 dollars apnay bank account main transfer kerwaey they to pehlay to skrill walon ki bank transfer fee 3$ hai phir 54 dollars ki payment Rs 5250 mere bank account main aa gae thi magar phir uss main se bank ne 580 Rs charges bhi kaat liay they. Aap 20$ na hi kerwaen to achha hai.
                          • #43 Collapse

                            Well brother definitely ap apne skrill account se bank me transfer kar sakhte ho, but 20$ ke transaction pe ap ki fee zeyda charge hogi aur ap ko payment boht kam revive hogi, i think ap ko minimum 100$ ki bank transfer karni chahiye through skrill.
                            • #44 Collapse

                              g han ajai gi per ap mcb mai withdraw karenge to apko kam se kam fees bhi lage gi aur received bhi 1 week mai ho jai ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                very good question bhai ...Jab aap skrill to skrill transfer kartay hai then aap ki amount usi time tranfer ho jati ha but agar aap apnay bank account mai transfer karay ga too us mai takreeban 3 % amount ka aap ka account say kat liya jatay hain..means ka agar aap 100 $ trasfer kartay hai then aap ka account mai 97 $ ai gay ..Or is ma takreeban 2 to 3 days lagtay ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X