dear jaisa k ham har roz k hisaab say safar kartay hain kabhi ham car main safar kartay hain to kabhi ham apni bike pay safar kartay hain lakin jub kabhi hamko koi lamba safar karna hota hay to usk k liye haamray liye sab say best aur sab suitable safar sirf train ka he hota hay jis main ham araam say cahlphir bhi saktay hain aur sath sath hamko is main safar karnay k bahut sari facilities bhi milty hain jisk fawaid darj zail hain.
ADVANTAGES;
dear dusray tareekay say safar karnay main jub ham train main safar kartay hain to hamko us say aik to karai ka bhi kaafi fark parta hay aur jub hamko rest ki zarurat hay to hamko birt bhi mil sakta hay jis main ham aik lamhay k liye lait kar rest bhi kar saktay hain jub k aisi facilities kisi bhi aur tarha k safar kkarnay main nai hoty hain jub hamko kabhi washroom ki zarurat party hay to uski bhi facilities sirf train main he muyasar hoty hain kisi bhi aur tarha k safar main aisa kuch milna mumkin nai hota hay jub hamko kabhi bhookh lagty hay to ahmko wo bhi yahan say sab kuch mil sakta hay ya kisi bhi staion pay ruknay say ham aisa kuch hasil kar saktay hain qk jub train stop karty hay to uska stop karnay ka kuch limited time hota hay jis main ham kisi bhi station say hasil kar saktay hain is main safar karnay k liye ham iski tickets ko online bhi buy kar saktay hain ham har aik train k time uski speed aur wo kis wakt kahan pay hay aisa sab kuch ham internet say bhi check kar saktay hain.
DISADVANTAGES;
dear train main safar karnay ka koi bhi khaas nuksan nai hay albatta kabhi kbhi kisi cross ki wajha say isay bahut ziada delay karna parr sakta hay jis main hamari train ki timing main kaafi late ho sakty hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим