yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha
    dear current world situation ko dekhay tu is wakt corona virus world me human ko effect kar raha ha or har insan ki koshish ha ke wo is virus se mehfooz rehay is virus se mehfooz rehnay ke liey ehtyati tadabeer tu lazmi ha par agr ap Apne immune system ko strong rakhte hain tu ap is virus se bach sakte hain
    Apne immune system ko strong karne ke liey tarshi food like lemon ka istemal karne se ap Apne immune system ko strong bana sakte hain
    kyuke lemon germs ko kill karne me kafi musar dawa ke tour par jana jata ha or yeh ap ke andar jo germs or bectaria hotay hain in ko khatam kar deta ha kafi had tak agr ap ka immune system strong ha tu ap virus se bhi bach sakte hain

    faiday : advantages
    agr ap lemon ka daily use karte hain tu aik day me jo germs dust ke zariey ap ki nose or mouth se andar chalay jatay hain yeh kafi had tak un ko khatam kar de ga or ap ko jo normal me nazla ya zulam hota ha os se bhi mehfooz rakhay ga

    nuksanat : disadvantages
    lenom ki mukdar kam use karni chahie agr ap ko throat yani ke galay ki bimari ha ya ap ko agr tarshi or khatti chezoo se alargi ha tu ap ka throat kharab ho sakta ha ap ko lemon half lemon use karna chahie agr throat ki problem ha ya Doctor ke mashwaray se use kare
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

    Dear aapane bilkul Bahut Der acchi baat ki hai bilkul sahi kaha hai aaj kal Ke Jo Halat hai coronavirus ki vajah se bahut jyada log pareshan hai aur iska abhi tak Koi Ilaaj bhi ijaajat nahin Hua Hai Kisi Mulk Mein Iske Koi medicine Pyar Nahin Ki Hai Hamen ismein sirf Itihaas hi karni padati hai Kyunki aajkal kya Halat bahut jyada kharab hai ISI ki vajah se lockdown bhi hai aur Hamen Apne immune system ko strong karna hai agar Ham Apne immune system ko strong kar lete hain to yah virus Mein Itni jyada hai pata nahin karta hai agar Kisi Ko Ho bhi jata hai agar uska immune system strong hoga to usmein aapko Jyada nuksan Nahin Hoga To Hamen Jaisa ki aapane kaha hai ki lemon Ka istemal Karna chahie Kyunki is yah Hamare immune system ko strong kar deta hai aur Hamen usse fayda hota hai aur aajkal Jis Tarah ke halat Hai Hamen lemon ka istemal Jyada karna chahie aur Khud ko bahut Itihaas ke sath safety Mein Rakhna chahie Taki Ham is virus se bacch sakain.
    • #3 Collapse

      Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

      Ji mere bhai aapane bahut achcha trade banaya hai main aapki baat se agri karta hun hamen apne immune system ko agar strong banana hai to hamen vegetable istemal karni chahie sabziyon mein vitamins bahut zyada hote hain aur hamen is se apna immune system strong banane mein madad mil sakti hai forex trading market mein bhi aapko maloom hona chahie agar aapane kam karna hai to aapka mind fresh ho aur aap abhi aap kam kar sakte ho isliye aapko aapane jismani ka khyal rakhna hai aur acche aur healthy ka istemal karna hai is waqt currently word keep situation bahut nazuk hai aur aur sare log critical situation se guzar rahe hain isliye aapko trading market mein bhi aur vaise bhi aam jindagi mein soch samajh Kar aur apni khurak ko banane ke liye acha food istemal karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

        Dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais time dekhy to dunia mai zayda log hai jo ais mai corona virus ki waja se bemar ho rahy hai ap ne agar ais se bachna hai to ap ko ais mai safety precaution leni chaye kun k ye virus bahot hi jald pehl raha hai ais mai ap ne agar bachna hai to ap ko ais mai khud hi ghar mai rahy aor baqion ko bhi safe rakhy ais mai ap ko fruit khanay chaye aor ais k sath sath ap ko pani ka zayda istemal karna chaye agar ap pani kam peety hai to ye virus ap ki sans wali nali mai chal jata hai jis ki waja se ye ap ko effected kar sakta hai agar ye virus ap k maidy mai chala jata hai aor waha ja k khatam ho jata hai ais liay pani zayda se zayda peeye ta k ap ko masala hi na aye.
        • #5 Collapse

          Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

          dear brother aapko yah pata hai ki Jab Insan bimar hota hai to uska nijami in hazam kamjor Ho Jata Hai Jiski vajah Se Usko Masjid bimariyan lag Jaati Hain Agar aapka nijami in hazam strong hoga to aapko Bimari bahut hi kam lagti hai ismein aapko yah fayda hota hai ki agar aap apni sehat Ka Khyal rakhte hain aur aapko Chhoti Bimari Lagti Hai vah vaise Hi khatm Ho Jaati Hai Uske liye aapko medicine Nahin leni padati Jaise aajkal aapko Pata Hai coronavirus Kafi Jyada fail chuka hai agar aapka nijami intezaam Kafi Jyada stronge hoga to use per aapko yah fayda Hoga Ki Agar aapko yah Bimari starting Mein lagi ho sakta hai aapko ismein medicine na leni Pade aur yah Bimari aapki auto per hi theek ho jaaye.
          • #6 Collapse

            Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

            gee han bhai ap ne bilkal thek kaha hai hume apney body sestem ko strong krne k liye kuc cheezuo ko lazmi lazmi krna hota ha jese k hume is main apni sehat ka be khiyall rakhna hota ha hum sab ko pata ha k is main kam krne k liye hamre paas fresh mind ka hona lazmi ha fresh mind hamra tab hi hota ha jab hamri sehat achi hoti ha hume is main immune system o strong krna hota ha hume zada se zada pani ka istamal krna hota ha hum is main jitna zada pani ka use krein gey itni hi hamri sehat achi rhe gey hume is main zada ta sabziuo ka istamal krna hota ha kuch log masale wali cheez zada use krte hein is waja se hi hamri sehat kharab hoti ha hume sab se bhari mistake k hum daily pani kam pete hein jis ki waja se hume sab se zada nuqsan hota ha pani ka use zada krna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

              Currently jo puri world main aik virus chal raha hai jisy covd-19 ka name dia gia hai yeh bahot tezi sy puri world main phel raha hai tou is ka abhi tak koi elaj Daryafat nehi hua jis sy ham isko control ker sakain hamain is per qaboo pana hai tou bas aik hi tareeqa hai ky ham apna immune system strong ker lain ky agar hamain yeh virus effect kerta bhi hai tou hamain swearly damage na kery ky jin members ka immune system strong hota hai woh is virus sy fight ker ky survive ker jaty hain jin ka immune system weak hota hai woh survive nehi ker sakty so hamain apny immune system ko strong kerna hai ky jab tak koi medicine daryafat nehi hoti so hamain isky liay sirf yeh kerna hoga ky aik half ready (kacha) apple aur aik lemon ka juice ka aik glass bana ker aur koi cheez nehi dalni siwaey apple aur lemon ky agar zarurat ho tou kuch water daal lain is main aur aik glass juice ka ban jaey tou daily suba aur shaam lain tou is sy hamara immune system bahot zyada strong ho jata hai jis sy ham is virus ka Muqabla ker sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                human immune system strong hony se health par es ka asaar acha hota hay esy bahot se tareeqy hey jes ki waja se insaan key human immune system ki strengths strong ho sakti hay,

                1. kabi be smoke nahi karna chaye es ka effect health par bahot hi negative ho sakta hay,
                2. Drank (alcohol) se parez karna zarori hay
                3. daily base par fruits aur vegetables zeyada eat karny chaye es se human immune system strong hony key sath maintain be rehta hay,
                4. infraction se se bachny key ley insaan key ley hands ko washed karny key sath kahny peeny ki cheezu me safai ka khayal rakna zaori hay.,
                5. physical base par esy steps par amaal karna chaye jes ki waja se health achi rahy, hamy daily sports aur walking par zeyada depend karna chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                  Ji han dear aapane bilkul hi Jabardast Aswal Kiye Hain aajkal coronavirus se bahut hi log mutasir ho rahe hain aur yah koshish kar rahe hain kaise bacha Ja sake is se bachne ke liye kya ahtyat jaruri hai uske sath sath immune system ko strong karna chahie immune system ko majboot karne ke liye Hamen varjish Karni chahie aur uske sath sath Hamen acchi khurak ki bahut jarurat hai tab hi Ham Apna immune system majbut kar sakte hain Shukriya.
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                    ASSALAM O ALAIKUM
                    HMARI khurak,neend or exercise hmare strength of immune response pr bht zyada assar andaz hoti hn .
                    FRUITS:
                    citrus fruites,red bell peppers, brocoli hmare immune system k liye bht zrori hn.
                    EGGS:
                    hmari body k immune ki proper functioning k lie vitamin E,D zinc selenium jo k eggs me mojud hoty hn bht zrori hn.
                    MORE SOME POINTS FOR STRONG IMMUNE:
                    1)smoking ni krni chahiye.
                    2)apni khurak me vegetables or fruits ki zyada miqqdar ko use krna chahiye.
                    3)regularly exercise krni chahiye.
                    4)munasib miqdar me neend leni chahiye , 8 ghnty tk.
                    5)probiotic supplements ka use regularly krna chahiye.
                    6)suger or oily cheezon ka estemal km krna chahiye.
                    7)hmko hydrate rehna chahiye.
                    8)or stress level lo bhi manage krna chahiye.
                    9)khana peet bhr k ni khana khana chahiye.
                    10)khany k bad 100 qdm tk zror chlna chahiye.
                    11)doodh ik mukamal giza h , esy hmein apni diet me shamil krna chahiye.
                    en points ko follow krte huwe hm immune ko strong kr skty hn.
                    nuts ,yogurt ,garlic etc bht important hn immune k liye.
                    agr hm en cheezon ka estamal na krein tou hmara immune system weak ho skta h or following disorders ka baess bn skta h.
                    1)blood disorders.
                    2)digestive problems.
                    3)delayed growth and development.
                    4)infection of infected organs.
                    en tmam bimariyon or problems se bchny k liye proper nend, diet or exercise zror krni chahiye.
                    • #11 Collapse

                      Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                      Dear member ajkal jo corona virus ki waja say sari dunya may deaths rate zayada say zayada hota ja raha hay aor zayada tar old age Kay logg iss virus ki waja say effected ho rahy hay Kyun Kay unka ake certain age may immune system strong nai hota balkay weak hota hay jiss ki waja say wo jald hi iss virus ka victom ban jatay hay magar jab haum apney immune system ko strong karney Kay liye apni diet may citrus fruits eggs aur vitamins ka zayada istamaal karna parta hay aur sath hi haumay warm water ka istamaal karna chahiye takay hamaray throat may koi germs ya koi infection na ho sakay.

                      ADVANTAGES:

                      Haumay kisi bhi disease say khud ko bachanay Kay liye kuch tadabeer karna parti hay aur apney immune system ko strong karney Kay liye hameshs apni diet pay focus karna hota hay.haumay jab bhi water peena hay to koshish kerni chahiye kay hamesha warm water istamaal karay aur din may ake ya do bar warm water may lemon juice Kay thoray say drop pour karay hameshs fresh fruits aur vegetables ka zayada istamaal karay aur chicken ko apni diet may daily basis pay na istamaal karay.

                      Disadvantegs:

                      Haumay apni health ka bhaut zayada khyal rakhna hota hay iss Kay liye haum hamesha apney liye wo diet select kartay hay Jo haumay theak lagti hay aur hamary immune system ko strong karti hay.haumay lemon ya citrus fruits khanay say pehlay apni health status ko dekhtay hoye hi iss ko apni diet may Shamal karna chahiye Kyun Kay zayada citrus laynay say gala kharaab honay ki y bhi ban sakta hay lehaza hamesha soch samujh Kay apni diet ka khyal rakhna hota hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                        Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy.
                        Ji han doston Yahan per bahut hi acchi baat ki ja rahi hai Jaisa ki Aajkal coronavirus Hai Aur Har Insan ko effect Kar Raha Hai Har Kisi Ki Koshish yahi hai ki is virus se bacha Ja sake uske liye Kuchh hatati tadabir Bhi hain lekin Apne man system ko strong Rakhna bhi bahut jaruri hai Apne immune system ko strong karne ke liye lemon ka istemal Karen isase aap apne man system ko strong kar sakte hain.
                        FAIDAY...
                        Lemon ka istemal karne se immune system strong ho jata hai Kyunki yah jobs Kokil karta hai agar aap daily lemon ka istemal Karte Hain Jo Jo jumps Nagaur Munh Kesari aapke andar Jaate Hain ya Kafi had Tak engines ko khatm Kar Dega Jo routine main aapko najla jukam normal rahata hai use bhi Mehfooz Kar Dega lemon Hamare immune system ke liye bahut bada aur Moasar sabit Hota Hai.
                        NUKSANAT...
                        Vaise to Lemon Hamare jumps ko khatm karne mein bahut help karta hai lekin iska use kam karna chahie aur kha store per UN Logon Ko Jeene gale ki koi Bimari Hai unhen lemon half use karna chahie yah doctor ke mashhur se use karna chahie lemon aur dusri Khatti cheezon se unhen parhej karne chahie unhen lemon ko use karna chahie lekin kam miqdar Mein tar ke apne immune system ko bhi strong Rakh Sakte.THANKX
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: yeh review human immune system ko strong karne par mubni ha

                          Assalam walekum Pyare Bhai Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Hamen in Moon system strong hone se health per is Ka Asar Achcha hota hai ise bahut se tarike Hain Jaisi ke Jiski vajah se Insan ke a home and ammonium system ki strong ho sakti hai kabhi bhi nahin karna chahie is ka affect health per bahut hi negative ho sakta hai aur drink se pahele karna jaruri hai daily base per fruits aur vegetables Jyada Ek karne chahie isase Hamen ine monium system strong hone ke sath maintain bhi rahata hai daily base per fruits aur aur information se bhi bachne ke liye Insan ke liye hands ko washid karne ke sath Kahane pahnane ki chijen mein Safai Ka Khyal Rakhna jaruri hai Kisi cal base per iji steps per Amal karna chahie jis ki vajah se health acchi Rahe Hamen daily support aur wall Kan per Jyada depend karna chahie Kyon Ke currently Jo ke pure world mein ek virus chal raha hai Jaisa ke a cupboard 19 ka naam Diya Gaya Hai yah bahut Teri se pure word mein fail raha hai to iska abhi tak Koi Ilaaj Dariya ft Nahin Hua jisse Ham is ko control kar sake Hamen is per Kabu Pana Hai to bus ek hi Tarika hai ki Ham Apne a ammonium system strong kar le Agar Hamen ya virus effect Karta Bhi Hai To Hamen main damage na karne ke kejo members ka in ammonium system strong hota hai vah is virus se fight Karke bhej sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham minimum system ko strong Se strong Banaye sake Ham is Khatarnak virus se bacha sake

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X