A review on 2.0 Multimedia Speakers for Laptop :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    A review on 2.0 Multimedia Speakers for Laptop :
    Assalam o Alaikum dear friends ham sab jante hai k laptop ya computer k sat jo in ka apna spkaear attach hota hai wo bohat small range ka hota hai so agar hame songs wgera sunne hai to hame portable multimedia Speakers ko attach karna hota hai so hamara aaj ka ye review laptop k sat attach hone wale chote USB multimedia speakers par mabni hai so aj ham is review main speakers ko discus karen he our in se milne wale faide and nuksaan ka jaiza le ge :

    2.0 Multimedia Speakers ::

    dear friends 2.0 multimedia speakers ese speakers hote ha jo k 12v par chalte hai our in ki awaz in ki quality k lehaz se hoti hai ye boofer to nahi hoti hai lekin laptop k liye ye best hote hai aap agar akele hain our acha music suna chahte hai to aap in speaker kar use kar sakte hai dear friends in ki ye khasiyat hoti hai k in ko izaafi energy ki zaroorat nahi hoti hai aap in ko just laptop ki USD connected option k sat use kar sakte hai is k ilawa ye chargeable b mail jate hai jin ko ham mobiel wgera par b sun sakte hai ye best quality k hote hai our laptop k awaz ko increase karne k liye use hote hai aam toor par saste hote hai our ye asaani se mill jate hai ye different design main market main dastyab hain


    Click image for larger version

Name:	speakers.jpg
Views:	1
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12470141

    Advantages ::

    dear friends in k mandrja zail Advantages hote hai

    • ye laptop k sat use ho sakte hai our in ki quality achi hoti hai
    • ye saste hote hai
    • differents design our colours main market main dastyab hai
    • in ko use kare k liye izafi energy ki zarorat nahi ha laptop ya pc k sat direct connect hote hai
    • sada music sunne k liye best hai



    DisAdvantages ::

    dear friends in k kuch disAdvantages bhi hai

    • ye boofer nahi hote hai is liye in se ham good quality or zayda base wala music nahi sun sakte hai
    • ye aam toor par jaldi kharab ho jate hai
    • in ki awaz kam hoti hai
    • size main chote hote hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037

اب آن لائن

Working...
X