yah review PEL microwave oven per mubni hai
assalamu alaikum doston aaj main aapko pahle microwave oven ke bare mein batana chahta hun sabse pahle main aapko company ka introduction dunga
introduction
PEL company 1956 mein ek technical collaboration AEG ke sath karke banai gai 1978 Mein PEL ko saigol group ne Hasil kar liya agale ane wale kai dalon mein PEL ny kai International companies ke sath ilhaq kiya jin mein General Electric Fujitsu Hitachi vagaira Shamil hain 2009 mein PEL company sole distributor ban gai LG Corporation ki Home Appliances ko distribute karne ke liye PEL ke operations do segment mein hote hain power aur appliances
power sector wo grid station aur energy metres banate hain Jab Ke appliances section mein vah home appliances jesy kek refrigerator air conditioner microwave oven banakar bhechty hain
advantages
1)microwave oven mein kam work mein khana garam hota hai ismein aap ek ja do minut ke andar khana garam kar sakte hain 2)is me test aur nutrition mein koi change nahin aati kyunki khana teji se garm hota hai aur yah khane ko jalata nahin hai isliye khane ka zika aur nutrition bekarar rahti hai ham khane ka zaika aur same nutrition microwave oven mein khane ko garam karne ke bad hasil kar sakte hain
3) microwave oven aasani se saaf ho jata hai hi hai kyunki ismein sirf ek hi chamber hota hai jise aap aasani say saaf kr sakty hain
4) microwave oven aap ko jama hua khana garam karne mein bhi help karta hai hai microwave oven ek behtarin option hai jama hue khane ko garam karne mein kyunki yah bahut thode se time main aapke khane ko bagair jalay garm kar deta hai
5)microwave oven kam bijali istemal karta hai kyunki ismein automatic on off ki option hoti hai aur jaise hi aapane jo time set kiya hota hai vah pura hota hai to microwave oven band ho jata hai isliye ismein power consumption kam hoti hai
6)microwave oven bacchon ke liye bahut jyada safe hai kyunki ismein na to gas leak hoti hai aur na hi isase koi dhuna nikalta hai aur kitchen mein heat bhi nahin paida hoti isliye yah behtarin option hai
disadvantages
1)radiation leakage: microwave oven se radiations nikalti hai jo keh sehat ke liye bahut jyada nuksan deh ho sakti hai
2)food poisoning: microwave oven kyon ke khane ko bahut jaldi garam karta hai jiski vajah se khana sari jagahon se ek jaisa garam nahin hota aur aapko food poisoning ka khatra rahata hai
3)give dry food: microwave oven per khana kyunki bahut jyada tej ji ke sath garm hota hai to ismein se water nikal jata hai aur khana khusk ho jata hai hi
4)microwave oven mein deep frying ki option nahin hoti jo log khane ko fry karna chahte hain unke liye microwave oven sahi nahin rahata
5)microwave oven mein khana garam karne se aapki immunity per bahut jyada asar padta hai aur aapki immunity kam ho jaati hai
6)microwave oven mein khana garam karne se aapko blood pressure ka masla bhi ho sakta hai hi
7)microwave oven me khana garam karne se kyunki radiation nikalti hai isliye cancer hone ka bhi khatra rahata hai isliye microwave oven ka istemal hamen kam se kam karna chahie
doston mein ummid karta hun aaj ka yah review aapke liye bahut jyada madad gar sabit hua hoga