dear ham kisi shop main kaam kartay hain ham kisi office main kaam kartay hain to usk liye haamray pass aik acha comuter ka hona bahut ziada lazmi hy jisk sath sath agar hamari hard drive chotty hay to hamain usay kabhi bhi use nai karna chaye qo is liye k agar ham chotty hard drive ko change na kartay hain to jub wo complete full ho jaty hay to ham ko usay phir bhi change karna he hoga jisk liye better yahi hay k ham usay pehlay he big laga kar kaam karain hard drive k faiday aur nuksaan darj zail hain jinki help say ham is review ko smajh saktay hain aur sath sath ham bhi aisa kar saktay hin jisk karnay main hamain koi bhi nuksan nai hay balk hamko faida he hoga.
ADVANTAGES;
dear members agar hamaik mobile shop main kaam karaty hain to hamko big hard drive k sath kaam karnay main ziad faida is liye hay qk aaj kal hd ka dour hai jis main ham feel kar saktay hain ham yeh samjh saktay hain k aik moovie bhi kam say ka 1 gb main convert hoty hay to usk liye agar ham big hard drive say kaam ko satart kartay hain to ham apnay computers main ziada kuch data rakhnay main ziada kuch faida hasil kar saktay hain jis main hamaray pass har aik movie ka hon abahut lazmi hay taa k ham apni shop ko mukammal tour pay continue kar saktay hain big hard drive main jitni ziada moovies honge hamin us say utna he ziada earn karnay main faida hay.
DISADVANTAGES;
dear agar ham apnay computer k hisaab say apni drive ko change nai karaty hain to haamra computer usay kabhi bhi supprt nai kars aktay hain jisk liye ham j bhi new hard drive ko buy kartay hain wo hamaray liye nuksaan deh sabit ho sakty hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим