Re: yeh review insurance companies per mabni ha :
INSURANCE COMPANIES
dear Respected members insurance companies kay baray mai apnay zaror suna hoga kay ye kaisay kaam karti hai aor konsay cheezo ko cover karti hai ajj kal buhot see insurance companies mojood hai jo apko mukhtalif cheezo ko secure karnay kay leye offers karti hai inmai apke health coverages be ajati hai aor inventory coverage be aab ye depend karta hai kay konsi insurance company best services daite hai aor aap konsay insurance company ka intekhab kartay hai pakistan mai agar insurance company ke baath ki jaye tho zehan mai sirf ik he name aata hai jesko state life insurance kaha jata hai ye government ki taraf say kaam kar rahe hai aor million of customers eskay services say faida ota rahay hai insurance hasil karnay kay leye pehlay apko apna data in companies kay saath registered karna hota hai baad mai ye apko ik specific number ya card provide karta hai jeskay baad jo cheezay insurance company cover karti ho wo aap b asaani dobara hasil kar saktay hai lekan yaad rahay ye companies apsay har year paisay charge kartay hai taab he aapki insurance active rehti hai agar aap paisay submit na karday tho apki insurance khatm hojati hai yani har year apko apna insurance card renew karna hota hai
Faide
Insurance kay saath agar apko health ka koi masla ajaye tho wo kharja jaat apki insurance company cover karti hai eskay saath saath agar kesi inventory jokay insurance cover karti ho ya cars waghaira ko koi nuqsaan ponch jayee tho wo be apki insurance company cover karti hai es tarha ik platform say aap future kay damages ko cover kartay hai lehaza insurance apkay leye ik acha option hoga agar aap esko afford kar saktay ho
Nuksanat
Insurance companies buhot slow kaam karti hai jaab apko koi damages waghaira hojaye tho pir eska process buhot slwo hota hai kay apko paisay dey eskay saath saath har year ye companies apnay commission aor fee increased karti rehti hai jeski waja say aam admi kay leye inke services ko hasil karna buhot ziyada mushkil ho chuka hai insurance company kay branches bari cities mai mojood hai lekan choti cities mai nahe jeski waja say esko asaani say access nahe kiya ja sakta

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим