Ya review bank of england par mabni ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review bank of england par mabni ha ?
    Salam:

    umeed karta hun ap sab kariyat sa hun ga aj ma jis topic pa ap sab sa bat karu ga wo bank of england ky bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han.
    introdection:
    bank of england ak bohat acha bank ha ya bank kafi bara ha aor ya bank kafi kubsorat bhi ha bank of england bartaniya ka markazi bank ha aor wo model ha jis ki bunyad par zada tar jadeed markazi banku ki bunyad rakhi gai ha angrazi hakumat na banker ki hasiyat sa kam karny ky liya 1694 ma is bank ko kaim kiya gya tha aor ab bhi hakumat bartaniya ku banku ma sa ak ha aor ya duniya ka 8wa kadeem bank ha is ki foundation sa astake holer ki niji malkiyat thi jab tak ky itli wazarat ny 1946 ma is ko kumi karar nahi diya ya bank ak azad awami tanzeem ban gya jo 1998 ma mukamla tur par traseri ki malkiyat ma tha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ky bara ma share karu ga.
    advantages:
    is bank ky bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya ak bohat acha apr bohat bara bank ha is bank ki look bohat kubsorat ha aor is bank ky pas kafi asasa majood ha is bank ki security bohat achi ha ya bank kafi famous ha is bank ma ham jitny chahy utna pese rakhwa sakty han aor is bank ma rush bhi zada nahi hota ha is bank ny bohat zada taraki kar li ha ham is ma apna account bhi open karwa sakty han is ma bohat mulazmin kam karty han ya bank apny mulazmin ko achi salary deta han yaha ky mulazmin apny custemers sa bohat acha pesh ata han aor is bank ka mahool bhi bohat acha ha ya bank bahtreen banku ma sa ak ha.
    disadvantages:
    is bank ky koi khas nuksan nahi han bs ya bank bahar ky mulak ma ha aor is ky koi nuksan nahi han is ky bas faidy thy jo mena apky sath share kiya.

اب آن لائن

Working...
X