Re: Yeh Review Skrill Wallet Per Mubni Hai(Title Edited By Rizwan Trader)
payment processor hai aur isay electronic payment method bhi kaha jata hai. Skrill ko taqreebun 20 saal honay waley hain. Skrill ki services kay peechay iss ki team kay 20 saaloo ki mehnat aur experience hain. Skrill nay hamesha say customer friendly policies ko tarjeeh di hai. Skrill ki sub say achi baat jo pichlay bohat say saalo say iss mai kaam kertay huay mujhay lagi woh iss kay country wise rules mai flexibility hai. Skrill aik aisa payment processor say jiss kay baad aur jiss say pehlay bohat say payment processors aey aur aisay ghaib ho gaey kay jaisay thay he nahi. Skrill nay ziada achi policies unn countries kay liye developed ki hain jaha abhi takk online businesses ko state ki protection haasil nahi hui hain jaisay kay Pakistan hai laikin phir bhi skrill her mumkin tareekay say Pakistan mai banks, visa aur Master cards, mobile wallets kay zariye kaam ker raha hai aur bohat achi services day raha hai. Jiss ka faida online business kernay waalo ko bohat ziada ho raha hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим