dear ham is life main kisi bhi kaam ko start kartay hain to hamko jub tak apni adaat change karnay main ham kamyaab nai hotay hain ham kabhi bhi us kaam main kamyaab nai ho saktay hain aur agar haamri adaat achi hain to hamko us kaam main bahut jaldi say samjh bhi ayege aur hamko yeh bho pata chal jata hay k ham nay jis kaam ko start karna hay usay kaisay start karna hay aur uski kahan pay end karni hay is liye hamko apnay kaam main kamyaabi ki bunyaad apni achi aur buri adaat say rakhnay say ham kamyaab ho sakty hain is baray main apka kia khyal hay ap kis hisaab say inko manage kar saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим