forex aur robot

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex aur robot
    bhia apko mera preference yehi ahi ke ap robot ka istemal ni krey may be ye hai ke vo apko stating ke profit dedey but last me apka accoutn wash ho kr hi robot khatam hota hn so be ware of that shit :) :)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee bhai robort ka mujhy experince nhe he waisy mein yhe khon ge keh forex mein apni trading khod ache kr sket hien is mein mhnt krien aor apni trading ko sahih manon mein smjh kr work krein to faida hota ha
     
    • #3 Collapse

      Maen dear usi leay forex main robot ki favour main nahe hoon our humean manual trading kerni chahy ager money management ker k trading karean gay to kabhe bhe humera account wash nahe ho ga
      • #4 Collapse

        dear mai ne abi tak forex mai koi autosoftware indicator type kch b use nhn kiya aur na he mai ye use karne mai interested hon q k mere khiyal k mutabik forex already bht he simply business hy agar ap es ko seekh k aur smjh k karo gy tu he ap ko faida ho ga....
        • #5 Collapse

          G forex trading business mein hum ko khud trading karni cahaiye aur robot se trading nhi karni cahaiye kiok agr hum khud trading karain gay tu hum forex trading ki learning knowledge aur experience hisal kar sakty han aur agr robot se trading karty han tu learning knowledge aur experience hisal nhi kar sakty han
          • #6 Collapse

            Es mai tou koi sku nahi k forex market mai lo0gg robot ky sath bhe kam krtay hai. likan es waqat tak robot trading zada popular nahi hai. es waja say logg manual trading style ko prefer datay hai.
            • #7 Collapse

              forex trading robort sy bhi ki ja sagti hy robort softwere hoty hy jo k khod hi market ko samaj k trading krty hy par is k liya bhot zead abalance hona choya to tab hi is my kam kiya ja sagta hy wasy ham ko robort trading nai krni choya khod trading krni chiya is sy ham ko forex sekhny ko milti hy robort sy ham trading krna bhol jaty hy
              • #8 Collapse

                gee bhai forex trading mein robot istemal kia jata he lakin jahan tk mein smjhte hon to hmein apne trading mein robot ka istemal nhe krna chahe aur hm apne trading mein apne ache experience se trading krein aur acha profit hasil kr skein ge
                 
                • #9 Collapse

                  Aaj kal forex market main boht sy robot aa gy hy jo trader use kar ray hy robot to her koi apny mt4 main insatl kar lata hy lakn un ko as ki setting ka pata ni hota boaht sy robot hy jo ascha work karty hy lakn agher un ki setting theek trah ki jay to ap un sy asch khsa fyda utha sakty hy lakn agher ap robot ka sath munal trade bi karty rahy to as main ki trading bi improve ho gi
                  • #10 Collapse

                    Main nay jo robot ka use diekha hai us main yahi hoa hai k 3000 usd ka account aik din main wash hoa hai or wo bhe major pair k oper trade say to manual trading theek hai
                    • #11 Collapse

                      Forex aur roboot actually forex aik business hain jis mein buhat se toll hain jis ki help se trading ki jati hain un tools mein aik famous tool hain jis ka name roboot hai aur roboot se muraad wo tool jis ko aap aik dafa active kr do phir khud hi kaam huta rahy ga mtlb khud hi trading huti rahy gi.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: forex aur robot

                        Robot sy murad woh software hai jo ap kay trading capital ko apny sath lay kay chalta hai.matlub ap ka capital robot use karta hai.Woh kudh ap kay capital sy trade kay stoploss, take profit etc lagaye ga or kudh he apny account ki trades ko band kary ga. es mai ap ki strategy kisi kam nahi aye gi woh apni builtin strategy ko he use kar kay trade ko open ya close karyga. yeh ap pay depend karta hai kay ap nay karna kiya hai. es ko use karna hai ya manual trade karni hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X