strategy using indicators

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes abdullah aap ne best indicator btaae han lakin meray hayyal me trader ko fully indicator per trust nai kerna chahiay jab bi koi news release hoti ha to marker uncertain move kerti ha us time indicator kaam nai kertay is liay trader ko news ,analysis ore indicator ko mila ker hi trading kerni chaahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      mai jada tar stoch aur RSI ko use ker ta ho es mai over buy aur over sell ko amaj ker trend ka kafe haad tak thek pata lag jata hai jes sa trade laga kafe asan ho jata hai.
      • #33 Collapse

        i am new membber,,,,, mujhy es k bary man abhi zeada pta nahan ha agli bar zroor coments karon ga in shah allah.
        • #34 Collapse

          bhai app nai ye buhaat startegy share ki ha main zaida tar scapling karta hon aur sideway wali market main mujay aksar scapling main masla hota tha ab app ki iss startegy se apni trading ko mahzeed bahtaar kar loon ga
          • #35 Collapse

            bhai is strategy ka mujhe pata tha pehly bhi and aap ne bhi aaj post kardi hai or me in indicators ko use karta rehta hun lekin ziada tar me Bollinger Bands ko use karta hun us se acha khasa profit milta hai mujhko me jald aap se apni Bollinger bands ki strategy bhi share karun ga .
            • #36 Collapse

              doston me to aap ko mashwara don ga k kabhi b indicators pay yakeen mat karye ga ku k iss kaam me hame bhot profit k sath sath bhot loss b ho sakta hai.so take care.
              • #37 Collapse

                Dear ap ko strategy is waqt faida diti ha jab ap aik achay knowledge or experience k sath trading krtay hain or ap ka pas aik acha backup hota ha. ap is ki madad say trading krty hain. is main hun nay bb or RSI ko use krna hota ha.
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali99 پيغام ديکھيے
                  Dear ap ko strategy is waqt faida diti ha jab ap aik achay knowledge or experience k sath trading krtay hain or ap ka pas aik acha backup hota ha. ap is ki madad say trading krty hain. is main hun nay bb or RSI ko use krna hota ha.
                  Ap nay sahi farmaya, may aik cheez aur add kar do, strategy to bohat mil jati hain, lakin us strategy ko sahi jagha use karna aur sahi time par karna, yeh he sab say aham kaam hay.
                     
                  • #39 Collapse

                    jee balkul thek kha ha abdullah dear ya aik best strategy ha our new trader ko bh is ko learn karna chay ko wo trading karty hovy indicator ko kesy use kar sakty ha our is ky kya faydy ha to ap is stratgy ko read out kary
                    • #40 Collapse

                      dear iss market main aap yakeeni profit bana saktay hain. lekin us k lye kuch baatein zehn main rakhein means k aap aik sy zyda strategies py mukammal aboor hasil karein or seekhein. phr us k baad apni investment achi rakhey. third ye k aap k pas backup lazmi hona chahye. phr trade or profit dono he achi hoti hain.
                       
                      • #41 Collapse

                        Dear ap ki strategy to kafi achi he magar ye strategy sirf scalping kay liye he, long term trading in indicators ki help se possible nai he, ap scalping kar sakty hein in indicators ki help se, magar long terms ki trades ap kuch or indicators or trend line se ki ja sakti hein.
                        • #42 Collapse

                          candlestick pattern b bot acha indicator ha agr wo b thik sa use kia jy toh hm ko trends ka achi tara pata chal skta ha or candles toh her uptrend or down trend ka pata easily da dati hn
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Dude پيغام ديکھيے
                            Dear ap ki strategy to kafi achi he magar ye strategy sirf scalping kay liye he, long term trading in indicators ki help se possible nai he, ap scalping kar sakty hein in indicators ki help se, magar long terms ki trades ap kuch or indicators or trend line se ki ja sakti hein.
                            Brother, agar long term trading karna hay to big time frame may dekho in indicators ko, fractals ko dekho, aur dosray indicators ki madad lo, aur phir dekho k trading kis kisam ki kar saktay ho, practice to karo pahlay.
                               
                            • #44 Collapse

                              indicators sirf apko hint detey hai market kis direction main ja rahe hai.again just remember one thing ke ye sirf tools he hai indicators per depend nahi kerna chaiye news per per focus karo kyun ke wo actual market ke position btate hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                This strategy is good but not for all traders because they must follow up on the fly so that is the decision in any transaction will complete any transaction will be closed

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X