USD/CAD is timet 1.4244 ki resistance line ko break kar chuka hai aur ab market price is resistance ko retest kar rahi hai retest karne ke baad ek bullish candle bhi bani hai jo buyers ki taraf se interest dikhati hai lekin abhi mazeed confirmation ki zarurat hai takay surety ho sake ke price sustain kar payegi ya nahi RSI is waqt 50 aur 70 ke beech mein hai jo moderate bullish momentum ko show karta hai lekin overbought zone se door hai jo is baat ki nishani hai ke price ke paas aur upward room hai 50 ki EMA price ke neeche hai jo overall bullish bias ko support karti hai agar price retest ke baad apni bullish momentum ko barqarar rakhti hai toh agla target upper resistance zone ho sakta hai lekin agar price fake breakout karti hai aur resistance ke neeche wapas aati hai toh short-term selling pressure develop ho sakta hai confirmation ke liye hamein agle kuch candles ki closing dekhni hogi agar bullish candles banti hain toh buyers ke liye acha signal milega lekin agar rejection candles banti hain toh market phir se range mein aa sakti hai is liye risk management zaroori hai RSI aur EMA dono buyers ke favour mein hain lekin market ka reaction agle kuch hours mein clear hoga agar price 1.4244 ke upar stable rehti hai toh upward continuation ki umeed hai warna retracement possible hai trading decisions lene se pehle confirmation signals par focus karna behtar hoga takay false breakouts se bacha ja sake mujhe yajkeen hai ap mere analysis samjh gaye hongy jis say ap ko aj ky din aik acha setup mil sakyga jis say ap acha profit bana skaty hain is say ap ko learning bhi mili hai ky kis tarah say ap market main analysis karty hain aur aj ka signal bhi ap ko mil gea hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим