EUR/USD, 2022
1.0635 ka hadaf, jo 2020 ki kam tarin satah hai, pahle hi hasil kiya ja chuka hai. Sath hi, maujudah mandi ka rujhan yah batata hai keh jodi ke pas nuqsanat ko badhane ka har ek mauqa hai. Halankeh, ek counter-trend scenario mumkin hai kiyunkeh aaj ke macroeconomic calendar me ECB ki sadar Christine Lagarde ki taqreer shamil hai. Is se pahle, markazi bank ke kuch ohdedaron ne July me sud ki sherah badhane ke apne irade ki bat ki thi. Agar Lagarde ne aaj achanak sakhti ka ailan kiya to, euro acchi tarah se paltaw kar sakta hai. Mai apni short positions band kar di hai. Ab mai Lagarde ke bayan ka intezar karunga. Agar woh dubara khamosh rahti hai to, euro/dollar ki jodi mumkena taur par 1.05 ki satah par pahunch jayega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим