EUR/JPY Technical Analysis (6-6-2024):
Pair price action ke mutabiq ooper move karega. Main 169.30 level par aaj buy order kholne ki sifarish karta hoon. Agar price 168.40 level ko downside mein break karti hai, to yeh short-term bullish outlook ko invalidate kar dega.
Is bull move ka projected target 170.72 hai. Magar safe trading ke liye aap apni trading position ka aadha hissa 169.99 level par close kar sakte hain.
Weekly Outlook:
Kal market 168.45 level par open hui thi. Kal ke trading session mein yeh 169.98 ka high aur 168.37 ka low touch kiya. To, kal ka trading range takriban 161 pips tha, aur market sentiment bullish hai. Market weekly support level (S1) par trade kar rahi hai. Yeh yahan se upside ki taraf bullish move continue kar sakti hai.
Daily Outlook:
Market ka daily bias bullish hai. Meri strategy ke tamaam indicators bullish move signal kar rahe hain.
RSI14 50 level ke ooper move kar raha hai.
MACD apni zero histogram line ke ooper move kar raha hai.
MA strategy market ki bullish strength ko represent kar rahi hai.
Ek bullish fractal pattern appear hua hai.
Hourly Outlook:
Market aane walay dino mein upward direction mein move karegi. Main kuch price actions neeche likh raha hoon.
Pair bullish triangle mein move kar raha hai.
Yeh EMA-30 ke ooper move kar raha hai.
Yeh daily pivot level ke ooper move kar raha hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим