Trailing stop

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    pat nahi is am papp kya kah sakty hain ma iss ma sirf yahi kah sakti hon mujhy is k bary nmakuch nahi pat hai kyun k many abhi tak koi trading nhai ki hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      app ko jab yeh pata ho ke app ki trade kuch time ke bad return ho jye ge aur app ko loss na ho jye tu app is ko use kar ke is s apne profit ko safe kar sakte hay is iye kuch log is ko use karte hay aur is tarha se bhi kuch kam profit ko le kar zada loss se safe reh jate hay .
       
      • #18 Collapse

        yes dear exactly..trailing stop har trader kay liye bohat important haii.mein abi new hun forex mein or demo account mein practice kar raha but mein trailing stop demo mein use karta hun aur mujhe is se kafi help milti hai.
        • #19 Collapse

          trailing stop loss is a very good thing to use when trading because through trailing stop loss we can secure more pip as the trade progresses but i must warn that you must understand the use before applying
          • #20 Collapse

            app jab aik trae ko laga dete haya ur app ko dekhne main ata hay ke jis currency pair main app kam kar rehe hay is main app ko kuch point hi nafa chahye tu app ko Trailing stop use karne se yeh pips mil jate hay jitne ka app ne Trailing stop lagaya hut hay .
               
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
              Trailing stop aik aisa tool hay jo bohat importance rakhta hay aur is ko aik tara ka lock bhi keh saktay hain jo hamaray profits ko lock kar k rakhta hay, jab hum koi bhi trade kholtay hain aur hamaye market par yaqeen nahi hota keh market kaha jaye gi to us soorat may trailing stop ka use kia jata hay, is may jo points set kiay jatay hain to trailing stop un points k baad stop loss laga dayta hay, lakin yeh us soorat may hota hay k market apki favor may jaye.

              Baaz dafa aisa hota hay k market peak par ja kar reverse ho jati hay, aur speedy wapis ati hay, aisay time may execution mushkil ho jata hay aur requotes ka masla face karna parta hay, to aisay time may trailing stop bohat kaam ata hay. Is ko laganay ka tareeqa bohat hi saada hay, jab bhi trade open karain chahay instant executed ho ya pending order, us par right click karain, ap ko trailing stop nazar ajaye ga, us par jain aur points set kar dain.
              daer mai yahan pay new member hun or mai nay abi tak trading nai ki is liye trailing stop k barary mai zyada jankari nai rakhta hun agar ap ko knowledge hai to ap share ka k new members ko is k baray mai bata saktay hain is say un k knowledge mai izafa hoga
              • #22 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: ZXCVBNM
                thanks brother to post such useful information. ap ne bohat achi information psot ki hay jos ke traders ke liye nehayat mofeed hay but ap se ek sawal poochna tha ke trailing stop or stop loss me kya faraq hay iski mje kuch samjh nai ai
                Brother, trailing stop or stop loss may faraq sirf itna hay keh stop loss aik jagha fix hota hay, jab keh trailing stop market k sath move karta rehta hay, ap is may points fix kartay ho aur us points ki movement k baad ap ka trailing stop move karnay lagta hay, jaha tak k market move karay.
                 
                • #23 Collapse

                  Trailing stop ik acha tool hai.waisy to hum stop loss ko bhi use kar sakty hain.lekin jab koi bhi trade profit main chali jaati hai to end point tak profit leeny kay liey trailing stop ka use kia jaata hai.
                   
                  • #24 Collapse

                    Nice discussion topic. Trailing stop is a very smart and helpful tool in forex trading. Thanks to bring the information for us.
                    • #25 Collapse

                      Is ka use bhi acha hay per is ko app phile demo account per apply kare take app ko is ka acha use a jye aur app ko is ke use ain koi tension na ho aur app ko is ke use se fada hi ho aur app ko pata chale ke is ka use ki currency pair main acha hay aur kis tie karan hay aur kab karna buhat zada zaruri hay .
                         
                      • #26 Collapse

                        App ko jab profit mil raha ho aur app soch rehe ho ke is trade ko app abhi closed ahi karna chahte tu app ko is k use karna chahye ur app ka jina bhi profit ho ga safe huta jye ga aur jab market wapis ho ge tu app ki trade 15 point ke bad khud hi profit main band ho jye ge .
                           
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                          Trailing stop aik aisa tool hay jo bohat importance rakhta hay aur is ko aik tara ka lock bhi keh saktay hain jo hamaray profits ko lock kar k rakhta hay, jab hum koi bhi trade kholtay hain aur hamaye market par yaqeen nahi hota keh market kaha jaye gi to us soorat may trailing stop ka use kia jata hay, is may jo points set kiay jatay hain to trailing stop un points k baad stop loss laga dayta hay, lakin yeh us soorat may hota hay k market apki favor may jaye.

                          Baaz dafa aisa hota hay k market peak par ja kar reverse ho jati hay, aur speedy wapis ati hay, aisay time may execution mushkil ho jata hay aur requotes ka masla face karna parta hay, to aisay time may trailing stop bohat kaam ata hay. Is ko laganay ka tareeqa bohat hi saada hay, jab bhi trade open karain chahay instant executed ho ya pending order, us par right click karain, ap ko trailing stop nazar ajaye ga, us par jain aur points set kar dain.
                          Sir Trailing Stop Laganay ka tarikaa Tou Aap nay batayaa magar Main pochnaa Chahta hon k Trailing Stop k jo hum points Set kartay hain 15 ,20 and So on un Ka Kya Maqsaad hai orr Mazeed ye bhi batyeen k buy or sale ki Trade par Triling Stop kitnay points par lagana chahiye ??
                             
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #28 Collapse

                            yes dear friend trailing stop aik boht zaber dast option hai agar as option ko hum use kren tu humen stop loss lgane ki bhi zaroort nahi perti ye jis trha markeet k sath sath move hota hai as ka koe mesal nahi he is the best option in trading softwear
                            • #29 Collapse

                              ap stop loss apni he wajha sy kerwo gy agr ap koi galti kerty hy to ap phr he stop loss kerty ho agr ap achy sy work kerty hy to ap stop loss nahi kerwo gy or achi ni come hasil kerwo gy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                maray khial ma trailing forex trading ki beauty ha,or ya ap ko at least bankrupt hone sa zorror bacha lati ha,so oone off the best option of forex.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X