News k impact kis kisam k hotay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yar ap ny buht hi helpful thread diya ha ma janta hon jab new atti ha ya kisi b crunny ki confrence hoti ha tab market ki movement buht fast hoti ha ager tab apki trade market ki movement k against lagi ho tu apka balance seconds ma khtam ho sakta ha market ki movement tab tez hoti ha jab market ma data atta ha lakin jab data atta ha tu uski news pehly sy update ho jati ha isi liye hmain chahiye jab data aye tu koi b trade na krain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      han ji aisa hi hota hai jab koi news ati hai tu market yak dum se dosri taraf chali jati hai kabhi tu is main fida hota hai aur kabhi kabhi loss ho jata hai humien chiya ke hum news ko made nazer rakh rakh apni trade ko open kya karen ta ke humine koi loss na ho
      • #33 Collapse

        Well main apni scalping mai jab news impact ko follow karta ho tu main sudden impact se achy pips hasil kaar leta ho or jab news impact se market apni movement ko pura kar leti hai tu bounce back hoti hai tab b mai apni trade ko open kar leta ho.Jab mujey fundamental analysis ka trend clear na ho tu main koi b trade open naih karta ho es main.
        Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
        • #34 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Well main apni scalping mai jab news impact ko follow karta ho tu main sudden impact se achy pips hasil kaar leta ho or jab news impact se market apni movement ko pura kar leti hai tu bounce back hoti hai tab b mai apni trade ko open kar leta ho.Jab mujey fundamental analysis ka trend clear na ho tu main koi b trade open naih karta ho es main.
          Ap bohat acha kartay ho, shayed isi waja say ap ka loss ka ratio kam hay profits say, mazeed logo ko bhe isi tarha say hazir dimaghi say kaam layna chahiyay.
             
          • #35 Collapse

            news ke forex ma bhot impitant rankht hein hum ko is ko zarore follow karn cheny bhot best tading ka liye ya hum ko market ke move ka mantbk batn hein hum ko tarding ma is ko zarore denkhn cheny
            • #36 Collapse

              dear ap ne boht zabardast baaten batayen hen jo k mere liye boht helpful hon ge kyun k me trading me new hon aur trading seekh raha hon
              • #37 Collapse

                bhai ap nay bohhat acha or bohat brioef kar kay market ka impact bataya hey forex tradingmay kah kiss tarhan forex market ka impact news pay parta hey or jis say hum trading trading aik acha andaz may kar saktay hain or market ko beh predict kar saktay hain kah ais news kay impact say market kis point pay move ho jaye gi.
                East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
                • #38 Collapse

                  very informative post shared by you. these are very helpful for new traders. lakin aik cheez main pochna chahta hon ke trade market pe zayada tar America ki news hi impact dalti hai ya phir Europe aur baki countries ki news bhi impact dalti hain.
                  • #39 Collapse

                    bhai jaan news ka effect is tara sey hota hey key jab aap ney aik trade lagayi hoti hey or uska trend buy mey hota hey or jaisa hee news negative aa jaye tho us ka effect aap key trade pey parh jata hey wo change ho key sell mey chala jata hey
                    • #40 Collapse

                      Bohat say log yi be nahe jantay hongay kay impect kay kya matlab hay is kay meaning hay asar hona to trading per news kay teen qisam kay hotay hain ik high impect ,second medium impect, thrid low impect .so is kay baad news ka forex per asar kerta hay depend on market
                      • #41 Collapse

                        me nay bhot bar bhot sari koshish ki hai k me news ko samjh sako lekin mjhay aj tak is ki samjh nahi ae the lekin aj aap ki is post nay mjhay bhot sa knowledge day dya hai news k baray me.
                        • #42 Collapse

                          Wow aap ki Analysis tu buht he achi hain lagta hy aap ny kafi time forex ko achi tarha sy read kia hy or kafi kch loss kr k aap es muqam pr puhanchy hain k market ko es tarha sy analyst krty hain. Bcoz ma na ab tk sirf itna suna tha k ksi bhe currency k news sy us ki movement pr farq parta hy mgr wo news kis qism ki hugi or us ka asar ktna rahyga ye nhe pta tha. ap ny kafi concept clear krdiy. Thanks for it
                          • #43 Collapse

                            bhot acha kaha apne achi information di hy apne news ki help bhi leeni chahiey ik trader ko,
                            or khud b mehmat krega or samjhe ga business ko to kam asani se hoga or ziyada aern kr skke ga
                            • #44 Collapse

                              jee janab news mukhtalif time mey aathi hey jo bilku hee traders ko hila key rak deti hey or baaz trader profit kar letey hey or baaz traders ko khaak channa parh jat ahey forex mey news ka effect boht khatarnaak hey is sey bachiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                news s humy trend k bohat information milty ha yani trend ka kia ho ga is k waja s pata chal jata ha k up ho ga ya down ho ga is k waja s humy pata chal jata ha is ka forex m bohat asr parta ha is k waj as humy achi information milty ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X