Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay
    peyaray dosto main aapsay swaal pochna chahta ho kay Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay kwonkay hum may say jo new banday hein unhein ye he nahi pta kay kay ye poocha kya gya h
    aapkay jwaab ka main muntzir rahoon ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

    Forex trading Mein lot size aapki bahut jyada important role play karti hai aapke account ki safety ke liye agar aap Bada lot size Lagate Hain To usse Aapke Kaun ke Wash hone ke chance bahut jyada hote hain lekin profit ke Kaun Se Bhi Jyada hote hain aur Umra sabse bada lot size standard lot size hota hai Sabse Chhota lot size 0.01 ka hota hai jo ki aap apne different currency pair ya commodities par istemal kar sakte hain aur agar aap lot size ko properly utilised Karte Hain To aap safe reh kar Ek acchi trade kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

      News ki 3 types hoti hai. aik hoti hai low impact 2nd medium or 3 high impact. ap ka capital bara hai or kafi acha hai tu ap just high impact ki news pay work karo. koi aisi trades open na karian high impact mai jis kay ap kay analysis complete na ho ya knowledge na ho.Koshish karain kay news pay just scalping karian. us se ap ko faida hoga kay ap bhout kam time mai acha earn kar lo gy or koshish karian kay jab ap scalping karain tu time frame ko be kam se kam use karian es tarha ap ko technical analysis karny ko nahi milyga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

        Is minimum or maximum Koi laat nahin hai yah aapki hi bonus party part karta hai ki aapka account kitna bada hai agar aapka account bada hai to aap hi chahie Laut use kar sakte hain iske alava agar aapka account chhota hai to aap ka amlet istemal Karen aur dusra ladka Dal log leverage se bhi hai agar Ham accountkiller average maximum kar den usmein hamara kafi Sara fayda ho jata hai badi language ke sath Ham badla thi isliye use kar sakte hain aur agar leverage kam Ho to hamara market kam rah jata haito acchi aur badi badi lats istemal karke.
        • #5 Collapse

          Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

          Dear minimum lot size ap 0.01 ki rakh sakte ho aur maximum tu ap ke account pe depend kerta hai ke ap ka account kitni ziyada bardasht ker sakta hai lot. Us hisab se ap ko broker allow kre ga. Lekin mera mashwara yeh hai ke ap maximum lot size na lagaen us se ap ko nuqsan ho ga. Ap apne account ka size check karaen aur lot calculater aik software ap ko Google play store se mil jaye ga us ko download ker laen. Phir ussi se lot size 2% risk k hisab se nikal ke laga laen.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

            Trading ki meri Man mohini man rakha aap kyon per depend karta hai ki aapki account mein aur aapke valid box ke andar kitni rakam hai to usko dekhkar aap trade laga sakte hain aur aapki bardasht bhi ismein hoti kya aap kis kadar trade bardasht kar sakte hain Nahin to a minimum point 0.02 Karke isko start karen
            • #7 Collapse

              Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

              jab ap lot size ko use karty hain tu woh ap kay capital pay depend karti hai ap ka capital jitna bara ho ga or ap same lot like 1 ki use karian gy tu ap ko woh risk level ap kay capital kay hisab se day gi. koshish karian kay achy analysis be ho tu 20% se zaida risk ko involve na karian. us ka bad mai ap ko nuqsan yeh hoga kay ap zaida loss kar lain gy ya account ko wash kar lo gy.
               
              • #8 Collapse

                Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

                Forex Trading ma lot size both important hoti h agr hum sai time pa sai lot size lagte h to humeri trade profit ma jte h.forex trading ma minimum lot size 0.01 hota h aur mixium size 1 Hota h . Lot size humae investment account k hisab sy lagna chaye ta k humae profit zayida sy zayida ho sakyae
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

                  New Trader k lye Hamesha Sb se Choti Lot ko e Use karna chahye, jo k 0.01 ha, Beshak Apke pass 1000 dollars ka account b ha to Apko start main 0.01 ki Lot e istamal karni chaye, jab tk Apka Experience nai ho jata trading main tb tk Lot size ko na barhaen, Bohat saray Log Start main Lot size bara laga lete hain jis k Unka bohat zayada loss ho jata ha ya to account e wash ho jata ha.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ki minimum lot kitni hoti hay or maximum kitni hoti hay

                    0.01 ki lot aik standard lot hoti hai jo kay ap trading main kar sakty hain. yeh ap kay leverage pay depend be karta hai kay ap ka leverage jitna bara hoga tu standard lot sy ap ko us kadar profit or loss kam or zaida be ho sakta hai. aik ideal leverage jo trading kay leye hota hai woh 1:150 hota hai. ap ager capital bara hai ap ka experience acha hai tu ap es sy bara lay sakty hain.yeh ap pay depend karta hai kay ap nay kon sa leverage chose kar kay apni trade ko behtar bana sakty hain.
                     

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X