meta trader use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    meta trader ki ap ny bohat hi achay tareekay sy tareef ker di hy ma issss ma ya jama kerna chati hn kay ap ko insta forex trading ky liya jo cheezain detay hain wo meta trading hota hy main ny abhi tak only two he meta trader k naam suna hy. mata4 ALONG WITH mata all 5
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      is mai kaam karny ka hum ko bohat he maza bhi ata hay jnab,,trading aik bohat he acha business hay jnab,,si mai hum ko chay e k hum sahi trha sya hi kaam karin janb,,
       
      • #108 Collapse

        met atrdae jo9 hai wo app k li abohgat hee uesful,hia and app ko is ko use karn achyee andapp ko soch samj kar trad karn achyee yee appmk lia bohat best hian janb and faid bee bohat hai
        • #109 Collapse

          Boahat hiachi batain btai hain ap ne. in se hum ko kafi kuch pata chal gia hai. kia hum meta trader 5 par apny aaam account jo hum meta trder 4 par use karty hain wo open kar sakty hain. ya meta trader 5 ka liye account alag hoty hain.
          • #110 Collapse

            meta trader ki ap ny bohat hi achay tareekay sy tareef ker di hy ma issss ma ya jama kerna chati hn kay ap ko insta forex trading ky liya jo cheezain detay hain wo meta trading hota hy main ny abhi tak 2 he meta trader k naam suna hy. mata4 AND mata several
            • #111 Collapse

              really educational publish sibling. they are the fundamental info that a brand new investor need. meta investor is really a really large software program as well as there are lots of other available choices that all of us make use of whenever we possess atleast 30 days encounter upon buying and selling that really help all of us for making great revenue.
              • #112 Collapse

                really educational publish sibling. they are the fundamental info that a brand new investor need. meta investor is really a really large software program as well as there are lots of other available choices that all of us make use of whenever we possess atleast 30 days encounter upon buying and selling that really help all of us for making great revenue.
                • #113 Collapse

                  truly academic submit brother. they're the essential data which a fresh buyer require. meta buyer is often a truly big software package in addition to there are numerous additional options which most of us take advantage of once we have atleast thirty days experience on exchanging that actually assist most of us to make excellent income.
                  • #114 Collapse

                    g hain humay atrding main meta 5 trader hi use karna chay kuo k es main lerage bi zayada ho jata hain or humay tarding main klhai bi problem bi nahi hoti
                    • #115 Collapse

                      • #116 Collapse

                        The size of the account balance play a vital role in trading and traders can not get good practice with 50000$ account. They can not learn money management in this way so it is advisable to use low balance demo accounts
                        • #117 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                          Dosto is thread may ap ko may meta traders k baray may kuch maloomat dayna chahta ho, ta keh jo newbies hain wo meta trader ko achi tarha say samajh jaye, aur ap meta trader ko broker ki website say bhi download kar saktay hain.

                          Pahli baat yeh keh meta trader hota kia hay? Meta trader aik platform hota hay jis ki madad say ap trading kar saktay ho, yeh business jis ko buy /sell of currency pair kaha jata hay, is ka buy / sell ap meta trader say he kartay ho, meta trader ki picture may ap ko pata chalay ga k meta trader hota kia hay?

                          [ATTACH=CONFIG]188[/ATTACH]

                          Is meta trader may bohat sari cheezain hain jo samajhnay wali hain, sab say oper hay menu bar, jo sab ko he pata hay, us say neechay tool bar, jo may nay oper wali picture may wazeh kar diya hay, us say neechay bhi tool bar he hay. Mazeed ko may cover karnay ki koshish karta ho, ta keh ap logo ki samajh may achay say ajaye.

                          Market Watch: yeh side k column may mojud hay jaisa k oper ki picture may dikhaya gaya hay, yeh har meta trader may hota hay, aur is may he saray trading instruments hotay hain, ap online meta trader may prices ko change hotay huay bhi is may dekh saktay ho. Is may ap modification bhi kar saktay ho.

                          Navigator: Yeh column market watch k neechy hota hay by default, ap is may kuch folders ko dekhain gay, jis may Accounts, Indicators, Expert Advisers, Custom Indicators aur Script k folders hongay.

                          Accounts: sab say pahla folder account ka hota hay, jis may ap k banaye huay accounts ko jo ap nay login kiay hotay hain wo sab details say line wise nazar atay hain, jaisay keh ap nay aik account banaya USD ka aur dosra Euro ka, to ap ka wo account pahlay aye ga jis ko ap nay pahlay login kia hoga, dosra us k neechay.

                          Indicators: us k baad ap ko accounts k neechay indicator ka folder nazar aye ga, is folder may ap ko wo indicators milay gay jo ap k meta trader may by default hotay hain. Ap yeh indicators apnay ksi bhi chart par laga saktay ho. aur un indicators ki settings bhi kar saktay ho.

                          Expert Adviser: Is folder may ap ko by default expert advisers milay gay, jin ko hum robots bhi kehtay hain, kuch robots ko by default miltay hain aur kuch ko hum install bhi kar saktay hain, jis ki thread is forum may already open hay. Aur us may he ap ko expert adviser ko kis tarha say use kia jaye, yeh bhi likha hay.

                          Custom Indicator: Dosto yeh bhi aik indicator ka folder hay, lakin is may jo indicators hain wo thoray alag hotay hain, jaisa keh ap ko zigzag ka indicator, oper walay folders may nahi milay ga, lakin is folder may mil jaye ga, aur dosray jo indicators ap install kartay hain wo bhi ziada tar isi folder may miltay hain.

                          Script: Dosto is folder may ap ko scripts ki aik list milay gi, jis ki madad say ap apni trading ko chala saktay hain, kuch applications ko use kar saktay hain, even signals bhi send kar saktay hain. Waisay to bohat saray kaam hain, lakin newbies ulajh na jaye, is waja say sara kuch mukhtasar bataya hay.

                          Terminal: Yeh sab say big section hota hay, charts k baad, meta trader may, yeh neechay hota hay, aur is may bhi kaafi sections hotay hain, wo may agli thread may discuss karo ga, lakin yeh bata do k isi terminal may ap k open / closed trades show hotay hain, history bhi show hoti hay, aur signals wagaira bhi show hotay hain, yeh thori bohat shru ki maloomat hay un logo k lye jin ko meta trader ka pata nahi hay.

                          Koi bhi question is matter say related ho to karain, inshaallah answer milay ga.
                          Assalam-o-alaikum my seniour and jouniour members in forex!!!!!
                          How are you?????I hope you are fine and in good health....
                          Dear brother i really like your article ya text i totally understand.....i really like your article
                          thnks
                          • #118 Collapse

                            bhai agar apnay kamyab trader bun'na hay tou is kay liye sub se eham bat yeah hay kay apko properly meta trader 4 ka istemaal ana chahye because yeah basic platform hay forex trading kay liye jis me kaam ker kay apnay trading kerni hoti hay tou is ki mukammal maollomat hasil kerna sub trades kay liye zaruri hay
                            • #119 Collapse

                              jee bhai jan thanks bhtbht aap ne hamy itna acah knowldge dya hai me b abi ne ho mgr me 2th month purana ho isi liye mje y sab pata hai alredy .phr b aap ki thread bht achi thi bhai ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                mein bi mt4 use karta hoon aur is business mein aap ko effort kar ky acha profit make kartay ho aur is business mein ap work kar ky happy rehtay ho aur demo practice bohaat achi hai aur is men aap ko emotional aur greedy sy avoid karna hota hia aur yeh acha hia.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X