meta trader use karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    extremely enlightening post sibling. these are the essential data which another dealer require. meta broker is a huge programming and there are numerous different alternatives which we utilize when we have atleast 1 month encounter on exchanging which help us in making great benefit.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      jee dear me ne mt4 ko kafi use karna samaja he lakin dear muje is baat ki samaj nahi aa rahi he ke ham expert advisor ko kese use kar skate hen or hamko robot kese batata he ya khud hi trade lagata he please iske bare me bhe share karren me ne kafi search ki muje use samaj nahi aya
      • #93 Collapse

        fantastic i appricate you bht acha smjhny ki koushish ki hai aap ny . or mery bhi kuch points clear hoa hai . about meta trader used krny ky . navigate r script or advisor ky bry mai bht acha btaya aap ny . mai aap sy yh pochna chahta ho ky hum new indicator ksy install kr skty hai . or koi aisa idicator bty jo bht commen used hota hai . mai RSI stoch stochrsi bear & bull or zigzag ky bry mai janta ho lkin iss mai bhi knowledge brhana chahta ho .
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: decentsoft786
          thanks brother app ney buhat achi information di he es sey mujey meta trader use kerna agea he. stop loss lagana trail lagana sell limit buy limit kesey lagatey he. app ney buhat acha thread open kea he thank bhai .
          meta trader ko learn kerna buhat zaroori he keon ager hum es ko learn ney karein ghay tu teak sey order ney laga saktey and or teak sey sl and take profit ney laga saktey. jo key buhat important es es business mien.
          • #95 Collapse

            newbies kay liye useful hai.is tarah ki sharing hum sabhi ko karni chahiey acha knoweldge share kia ha sb k liy chahe woh new trader hon hum gar nai hi be hotay to ham mobile par be trade kar sakty hay.
            • #96 Collapse

              sir bohat shukria ap ny yeh informatic artical post kia is se bohat c help mil saky g aur galti ki gunjaish kam ho g aur use krny men asan ho ga, thnx
              • #97 Collapse

                Great in addition to great document. I will be impressed to learn ones document. This details you notable can be so imperative that you recognize for the trader. Respect.
                • #98 Collapse

                  dear aap nay kafi achi post ki hay lakin nichay jo id ka mashwara diyah hay wo es forum kay rule kay khilaf hay asa na ho kay aap ka account ban ho jaia or phir pachtana paray.
                  • #99 Collapse

                    dear brother Nice and awesome article. I am amazed to read your article. The points that you marked is so important to know for a forex trader. Regards.
                     
                    • #100 Collapse

                      bhai jaan meta trader ki ap nay bohut hi achay tareekay say definition samjha di main is main yeah add kerna chahun gi kay ap ko insta forex trading kay liye jo software deyta hain wo meta trader hota hain main nay abhi tak two hi meta trader kay baray main suna hain mt4 and mt5
                       
                      • #101 Collapse

                        bhai jan g ap is ma meta trader ko easy se use kar sakty hai ap is k bare ma learn be kar sakty hain or is ko ap is ma read kar sakty hain ...
                        • #102 Collapse

                          Nice and awesome article. I am amazed to read your article. The points that you marked is so important to know for a forex trader. Regards.
                          • #103 Collapse

                            My dear friends Asalam o Alaikum , i really want
                            to say one thing that forex trading is not a game
                            of children so if you want to be a good trader
                            then please learn all rules of trading and follow that , learn about
                            trading from those who know trading and its
                            basic and practice on demo account then you
                            can be get profit otherwise you
                            are gonna face loss . .. please work hard and be
                            a
                            successful person ... that ' s allllll my
                            friends.......................,,,,,,,,,,,,,,,,ツ
                            thank you very much ...........................,,,,,,,,,,,,, :)
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Dosto is thread may ap ko may meta traders k baray may kuch maloomat dayna chahta ho, ta keh jo newbies hain wo meta trader ko achi tarha say samajh jaye, aur ap meta trader ko broker ki website say bhi download kar saktay hain.

                              Pahli baat yeh keh meta trader hota kia hay? Meta trader aik platform hota hay jis ki madad say ap trading kar saktay ho, yeh business jis ko buy /sell of currency pair kaha jata hay, is ka buy / sell ap meta trader say he kartay ho, meta trader ki picture may ap ko pata chalay ga k meta trader hota kia hay?

                              [ATTACH=CONFIG]188[/ATTACH]

                              Is meta trader may bohat sari cheezain hain jo samajhnay wali hain, sab say oper hay menu bar, jo sab ko he pata hay, us say neechay tool bar, jo may nay oper wali picture may wazeh kar diya hay, us say neechay bhi tool bar he hay. Mazeed ko may cover karnay ki koshish karta ho, ta keh ap logo ki samajh may achay say ajaye.

                              Market Watch: yeh side k column may mojud hay jaisa k oper ki picture may dikhaya gaya hay, yeh har meta trader may hota hay, aur is may he saray trading instruments hotay hain, ap online meta trader may prices ko change hotay huay bhi is may dekh saktay ho. Is may ap modification bhi kar saktay ho.

                              Navigator: Yeh column market watch k neechy hota hay by default, ap is may kuch folders ko dekhain gay, jis may Accounts, Indicators, Expert Advisers, Custom Indicators aur Script k folders hongay.

                              Accounts: sab say pahla folder account ka hota hay, jis may ap k banaye huay accounts ko jo ap nay login kiay hotay hain wo sab details say line wise nazar atay hain, jaisay keh ap nay aik account banaya USD ka aur dosra Euro ka, to ap ka wo account pahlay aye ga jis ko ap nay pahlay login kia hoga, dosra us k neechay.

                              Indicators: us k baad ap ko accounts k neechay indicator ka folder nazar aye ga, is folder may ap ko wo indicators milay gay jo ap k meta trader may by default hotay hain. Ap yeh indicators apnay ksi bhi chart par laga saktay ho. aur un indicators ki settings bhi kar saktay ho.

                              Expert Adviser: Is folder may ap ko by default expert advisers milay gay, jin ko hum robots bhi kehtay hain, kuch robots ko by default miltay hain aur kuch ko hum install bhi kar saktay hain, jis ki thread is forum may already open hay. Aur us may he ap ko expert adviser ko kis tarha say use kia jaye, yeh bhi likha hay.

                              Custom Indicator: Dosto yeh bhi aik indicator ka folder hay, lakin is may jo indicators hain wo thoray alag hotay hain, jaisa keh ap ko zigzag ka indicator, oper walay folders may nahi milay ga, lakin is folder may mil jaye ga, aur dosray jo indicators ap install kartay hain wo bhi ziada tar isi folder may miltay hain.

                              Script: Dosto is folder may ap ko scripts ki aik list milay gi, jis ki madad say ap apni trading ko chala saktay hain, kuch applications ko use kar saktay hain, even signals bhi send kar saktay hain. Waisay to bohat saray kaam hain, lakin newbies ulajh na jaye, is waja say sara kuch mukhtasar bataya hay.

                              Terminal: Yeh sab say big section hota hay, charts k baad, meta trader may, yeh neechay hota hay, aur is may bhi kaafi sections hotay hain, wo may agli thread may discuss karo ga, lakin yeh bata do k isi terminal may ap k open / closed trades show hotay hain, history bhi show hoti hay, aur signals wagaira bhi show hotay hain, yeh thori bohat shru ki maloomat hay un logo k lye jin ko meta trader ka pata nahi hay.

                              Koi bhi question is matter say related ho to karain, inshaallah answer milay ga.
                              brother thanks for posting such a nice information in this forum it will help the new members like me in this forum. i do not about forex trading i just knew that there is huge investment huge profit and huge loss in forex trading and do not know that how to use it but now i have known about it that how to bring to use it.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bhai g m,ay sajta hun app ney bukhat hi achi detail mujay deya hai i realy n like kayun kay may new hum aur ya detail maray leya may sagta hum bukhat achi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X