Indicator ko Humesha us k rules k sath follow karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear Friend, i thinlk ke indicator ko mumesha us ke rules ke sath follow kerna achi bat hai per sath sath aap sab ko aik our kam bhi kerna chaye ke aap sab ko news per bhi bohut he zada dehan dena chaye takay apko kabhi bhee loss na uthana peray.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dekhiyeh mere khayal se ziada tar logon ko is bat ka ilm hi nahi k indicator use kiyeh jate hai to kesa. Or phir jab hum loss krte hai to loss hota hai bar bar. Indicator sirf ek confirmation like hota kyun k indicators sirf overbought and oversold situations se agah krta hai or kuch nahi.
      • #18 Collapse

        indicator insano ki trah kam nhi kr sakta is lie is per zayada bharosa nhi kr sakte. is ko hamesha use krne se nuqsan bhi ho sakta hy ye sirf wohi use kr sakta hy jis ko forex ka mukamal pata ho.
        • #19 Collapse

          Je haan indicators ko pehly tu smjhna hoga k kis tarha usko use krna hai, indicators hotay kya hain aur kis kis time inka use hota hai, aur in per kitni hadd tak depend krna hota hai, kyonk humayn forex trading main market anaylsis k sath sath indicators ka use kr k apni trade ko mazid behtr kr sakty hain jissay hamay acha profit earn ho sakta hai.
          • #20 Collapse

            aap ne bilkul thek kaha. aik new trader ko inn sab baton ko samajhnay aur apply karnay main time lagta hai. start main to sirf normal way se hi trading start karni chaiye. jab thora sa experience ho jaye to phir indicators ki taraf ana chaiye. indicators ko bhi pehlay demo account pe use karna chaiye, na ke live account pe.
            • #21 Collapse

              waisy to main indicators par yaqeen nahi krta lakin mjy indicators k bary main kafi kuch suna huwa hey main apny experience par trading krna pasand krta hun or ye bohat he acha hota hey mery liay k main apny experience ke base par trading kru or is say acha earn kar leta hun main..
              • #22 Collapse

                dear friend men smjhta hon k indicator k sath sath apne mind k bhi use bohat zaroori hai mere bhai wese tu ap kuch had tak sahi keh rhe ho lekin men samjhta hon indicator bhi kafi dafa loss de deta hai as bat se tu ap inkar nahi ker skte kiun k men kafi indicators ko watch ker rha hota hon wo do dafa agar profit dete hen tu ten dafa loss bhi dedete hen tu khali indicator per trade nahi kerna chaye ye aur study news ko bhi zehin men rakh ker trade ziyada behter hogaa mere khayal se
                • #23 Collapse

                  Indicato ko kabhi trading main use kerna cahiya .or kabhi nahi kerna cahiya.kue kay Indicator ki madad say hum ko trading maim kabhi kabhi acha profit mil jata hay.or kabhi kabhi ya hum ko loss bi daty hai.is liya ap apni trading main sara depend Indicator per nahi karain.kud apna knowledge bi trading main use karain..
                  • #24 Collapse

                    I has heard it before, but I not has a time or chance to get it or download it. But where I can get it? Please help me then. .....
                    • #25 Collapse

                      forex business m lakhun log invest karty hn or har kisi ka trading style alag or tradng strategy alag hoti hy, indicators hum ko help provide kar ty hn, kisi b indicator ko app pehly demo account py apply kar ky practice karin, zahir si baat hy ruless forex business m key ki hesiat rakhty hn, agar app kisi b indicator ko without rules apply karo gy tu result app ko wo nh mil sakain gy jo milny chahie.
                      • #26 Collapse

                        g han haar indicator ka kuch rule shotain hain ager ap un rules ko follow naikaro ga to ap markwt ka trend ko wrong direction main la jow ga . har indicator ka level hotain hain or or haar indicaotor ki aik alag sa input hoti ha jis .
                        • #27 Collapse

                          mere dost aap ne thek kaha hy but indiceter ko kis tarha use krna cahye main new trader hon mujhy bhe is k bary main zeyada ilam to nahe hy ge main pori trha se ise samjhn cahta hon gee...
                          • #28 Collapse

                            brother mere khyal sy humein forex ki pori knowldege honi chahye humein indicators ka sahara he nhi lena chahye indicators mostly newbie use krty hain qk wo abhi ziada knowldge nhi rkhte hain pr manula trading is better then indicators
                            • #29 Collapse

                              jee ha ap ne dear bhot thek kha ha indictor ko rules ka mutabhk hy use karna chay kyo ky wo automatically formulo se conect hota ha our ap easly ous ke movement ko acsess kar sakty ho lakin ous ky rules ky mutabhk
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                muja as ka bara mah aysa lata ha kah agra hamy as ko use karna ka bar ma kucj karn ahota ha yah ka achi kam ha jo ahmy bohot achi lagta ha yah jah tak be ho sakta ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X