ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye Forex mai Spread kya Hota hai :(..
    Bid aor ask price main jitna faraq hoga wo spread hoga.
    Agar ap Eur/Usd pe trade kar rahy ho aor uska exchange rate ye hai,
    bid price=1.34567
    ask price=1.34570.
    spread=3
    Mene Jitna asan kar k samjhana tha samjhane ki koshish ki hai dosto umeed hai ap logo ko samajh agye hogi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mein spred ka matlab profit aur loss kay darmyan ka fasla ha Mene Jitna asan kar k samjhana tha samjhane ki koshish ki hai dosto umeed hai ap logo ko samajh agye hogi
    • #3 Collapse

      Assalam - u - alaikum bhai jaan aap ne bilkul sahi kaha hai or ye sab asaani se samajh bhi aa jati hai or ye bohat kaam kee cheeze hai thanks for post or aesi hi posts kerte rahe
      • #4 Collapse

        Apart from short term trading there is not other reason to worry about spread. I check spread when I'm on short term but for longer term I don't think spread has much effect. But this might be subjective though
        • #5 Collapse

          Forex me bid price or ask price ke darmian jo fark ho ga us ko spread khtay hain ye ak tarha se aap ke broker ka comition bhi hota he.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: salmanmemon پيغام ديکھيے
            Bid aor ask price main jitna faraq hoga wo spread hoga.
            Agar ap Eur/Usd pe trade kar rahy ho aor uska exchange rate ye hai,
            bid price=1.34567
            ask price=1.34570.
            spread=3
            Mene Jitna asan kar k samjhana tha samjhane ki koshish ki hai dosto umeed hai ap logo ko samajh agye hogi
            Maire dost ap ne boht acha smjhaya hai or biht se traders smjh bhi gae hnge main is main kuch or izafa karna chahta hun mere dosto spred to ap samajh gae k kya hoti hai lekin ye spread kyun hoti hai ye ap ko bata dun spread asal main broker ka commission hot hai yani k agar USD/JPY ki buying 120.23 or sell 120.20 hai is pair main 3 pips ki spread hai or ap us pair ko buy krte hain to wo ap k pas 120.20 per open hogi or ap 3 pips minus main honge ye 3 pips broker ka commission hota hai.
            AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
            • #7 Collapse

              bhai jaan pips ke dermiyaani space speard kahlata hai ye bohat hi zarori hota hai aik bisnuss man ke liye ager ap ko ye use karna aata hai to you wil be a good traders.
              • #8 Collapse

                g bhai g ap ny bilkul sahi kaha hy ye jo spread hy ye do values mslan k bid or ask ya sell or buy k bech ki values ka difference hota hy, ap ksi bhi pair ko agr le len tu apko uski do valuse nazr aen gi terminal pr ek sell or ek buy ki un mn jo diffrence hoga usy hm spread khte hn, new logon k liye ye ek choti c chez but ahm chez hy :)
                Spend Each Day Trying To Be A Little Wiser Than You Were When You Woke Up.
                :) MR. TRADER :)
                • #9 Collapse

                  dear aap ka jo trader hay ya us ki earning hoti hay jo kay wo aap say layta rahta hay baaz traders kam laytay hane or baaz ziyada ab may aap ko aik trader bata raha hoon jo kay aap ko withdraw instant dayta hay ******.com ya insta say kam spread kat ta hay laykin iss may aap ko nuqsan hay quen kay iss may forum say bonus nahi dal sakta. iss kay ilawa aik octafx.com bi hay jo kay sab say kam spread kat ta hay laykin iss may bi nuqsan hay iss may bi aap ko pocket money say paysa daalna hota hay jab kay iss lihaz say may insta ko sab say best manta hoon. quen kay ya paysa aap kay liya khud dalta hay.
                  • #10 Collapse

                    Yai spread har broker k alag say Hoyty hain aur isko company Ka commission b kaha jata hy jis pair k spread zayada haimain chai k us pair par zayada trading na krain profit km hoti hain
                    • #11 Collapse

                      spread ko apne bouth he achi trah sa explain kia ha jis sa new beginor ko bouth he easy r asani sa samj aa jye ga lakin ma yaha new traders ko ya adivce b dna chahta ho ka app jab new trading start karo to app aus curency ma thread kary
                      • #12 Collapse

                        yes you are right aap ki koshish achi hai new traders ki knowledge main izaafa ho ga aisi hi posting ki is forum pe zaroorat hai
                        • #13 Collapse

                          forex mai spread buy and sell k diffierence rate ko kehtayhain jaisay k app koi cheez buy kartay hain 50 ki to jaab app wo sell kartay hain to us ki price 45 jaisay hoogi
                          • #14 Collapse

                            Spread buying or selling price main difference ko khty hain jiss ko pips main measure kia jata hai spread har pair main hota hai forex ka. jo ka har broker charged karta hai kun ke wo hum ko itna facilities aur services provide karta hai aur ye humy tab pay karna hota jab bhi hum order ko apny closed karty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear ma ap ki is at sa agree ho ka forex trading ma spread kia hota ha dear spread trading ma bid or ask ka ka darmiab jo comishion
                              hota ha osy spread khty ha.or jasy hi hum trad lgaty ha jitna spread hota ha wo mines ma ho gata ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X