Stop Lose zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    g han bht zruri hai stop loss. agr apko trade lga k kahin jana hai r aaap us wkt coputer screen k agay ni h beth sktay toi bht imopo hai apkay lie stop loss, takay aap ko agr loss hora bhi hai to pura na hojae, jitna aap ka capital hai sara na doobay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      stop loss sey hama account wash nahin hota hay ise liye main samajehta hoon zaroori hay kiyunkay ap har wqt computer k saath nahin hotey aur Pakistan main loadsheding boht hoti hay tu stop loss apply karna chayie kiyun kay market kisi waqt behi against main ja sakti hay ya ap ager computer k samaney ziyada waqt guzartey hain tu manually trade close karlain. Taham Stop loss aik achi option hay.
      • #93 Collapse

        g haan stop loss buhat zaroori hy forex trading main. . .stop loss buhat he acha tool hy forex trading main jo traders stop loss ka istemal jaanty hain wo kaamyaab rehty hain. . .is loss limted ho jata hy or account wash hony sy bach jata hy. . .
        • #94 Collapse

          ji hane dear stop loss zarori hay us wakat jab kay aap ko ya andaza ho jay kay aap ka account wash ho sakta hay to aap iss ko roknay kay liya istimal kar saktay ho. laykin iss say aap ko loss phir bi milay gaa agar aap ki equity ziyada hay to agar aap stop loss nahi bi lagatay ho to bi masla nahi hay quen kay aap ka backup aap ko bacha layta hay.
          • #95 Collapse

            Forex trading stop loss aur take profit ki buht ehmyeet hy aur stop loss lagna zaroori tu nhi likn is ko lagany ka matlab hy k ap buht barye loss se bach sakty han aur stop loss ap k loss ko kam karta hy agr ap bath kar trading kar rahy han tu theek hy agr ap live trading nhi kar rahy tu phr ap ko stop loss lagna zaroori hy kiok market ka kuch pata nhi hota k kab kis tarf move kar jaye
            • #96 Collapse

              yea dear ma ap ki is bat sa agree ho ka forex ma ziada kamiab kon hota ha jis ka pas ak acha knowledge hota ha ya phir jin ka
              pas ak achi kmai ho dear forex ma jis ka pas ak acha knowledge ha wo is ma kamiab ha ku ka forex ma sirf experience hi kam ata ha.
               
              • #97 Collapse

                g han jab hum forex par trading krty hen our apny bonus ko trading par lgaty hen to hamen loss profit dono ka samna krna par skta ha.es lia jab loss hta hva nzar aiy to hamen stop loss kr dena chahy our trading ko stop ke dena chahy.
                • #98 Collapse

                  yes dear ma ap ki is bat sa agee ho ka forex trading ma stop loss zarori ha ku ka stop loss sa hi hum bht ziada loss sa bach sakty ha
                  is lia humy jab bhi trade lgani chy humy os ma stope loss zaror istamal kary.phir hum is ma kamiab ho sakty ha.
                   
                  • #99 Collapse

                    mere khiyal main risk management karne k baad trade ki jaae to stop loss zaroori nahee hai balk hamari trade itne volume ki honi chaye k agar loss main bhi jaae to equity wo loss bardasht kar le
                    • #100 Collapse

                      Forex market is important stop lose use. More people used stop loss in the forex market. I like the stop lose and save the capital in the good forex trader solution.
                      • #101 Collapse

                        Brother stop loss lagana zaroori to nahi hay kafi logon ko mein ne dekha hay k wo stop looss kabhi use hi nahi karte mein kar apko lagay k mein ne jo tradeb laghud bhi isko bahot kam hi use kartha hun lagayi hey wo nuqsaan mein jaye gi to ap stop loss laga sakte hen...
                        • #102 Collapse

                          Yah ager app apni trade main stop loss use nahe kerty hain to pher ap ka account wash hony ka purey chance hoon gy ager app aik achy trader bana hy to tp our sl must use karein
                          • #103 Collapse

                            stop loss lagany se hi hamara capital safe reh sakta hay market me bochal any ki waja se aksar account wash ho jaty hey es k ley stop loss har order me lagana zarori hay
                            • #104 Collapse

                              stop loss bohaatzaroori ho gaya hai ager hi is ain yeh use kertay hain to is say huamin aik faida yeh b ho sakt hai k hum ksis b beray loss say buch saktay hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Mere nazar main bhai stop loss zarori nahi hai q k h rocove ka chans jo hota hai wo ga dete hain bad main arman kar te hain k stopp loss na ho ta to recvord ho ja te is liye main to stopp loss nahi lagta tp lago wi sahi hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X