Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?
    Mostly beginner traders ye question karty hey key "kia scalping trading kar key zeyda profit ki earning ho sakti hay" sab se pehli bat to ye hay key beginner traders ko kabi be zeyda profit earning karny key ley risky strategy ya trading ki technique ko use karny ki zarorat hi nahi, beginner traders ko apni learning par tawajo deni chaye zeyda profit ki earning par nahi huge profit ki earning key ley us key pass bahot time hota hay, jaha tak scalping trading strategy ki bat hay to es strategy se professional aur jo traders market ko beginner traders se zeyda achi tarha understand kar sakty wo es se faida le sakty hey otherwise ye trading strategy jetni profitable lagti hay es se be zeyda ye risky samji jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

    Bilkull ap ki bat sahi hy scalping bilkull he bakwass stregitie hy kiyon k ye bilkull he kisi kam ki nahein hy han news time per humein ye apply karni chahiye but wesy ye fazool hy humein apny ap per improvement karni chahiye taky loss sy bacha ja sagy
    😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
    • #3 Collapse

      Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

      Scalping trading forex trading main ek khas qisam ke istelah hy jis kay matlab hay boht mukhsatir waqt kay liye trading karna. Scalping wali trading karny waly trader ko scalpers bola jata hay. scalping waisy beginner traders ko bilkul ni karni chahye kiyun kay yeh boht he dangerous qisam ke trading hoti hay. Scalping sirf professional traders he karty hain aur wohi intehai short time main apna profit earn kay kay trades ko close kar dety hain. Scalping trading strategy say waqiayee boht ziada profit earn kiya ja sakta hay lekin sath sath is baat ka bhi khayal rakha jay kay ye boht he risky kaam hota hay. Market kay intehai darust analysis kay bad scalping say profit earn kiya ja sakta hay warna chand minutes main pura account he wash ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

        Pakistan Forex forum members threading ki different types and short term trading long term trading scalable aapko scalping trading hedging trading swing trading multiple type rating experience Hona bahut jaroori hai India members Pakistan Forex forum mein best strategy reversal trading scalping trading use ki Jati Hai instant trading support and resistance ki accordingly candlestick chart pattern see accordingly aapko pending orders instant as execution use karte hue trading Karni chahiye member Pakistan main aapko Forex trading bahut acchi Lagti Hai Lekin Yaha bahut difficult bhi hai aapka trading style hi aapka confidence hota hai Agar aapke paas technical deta hai to aap market Mein achha survive kar sakte ho
        • #5 Collapse

          Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

          sclping aik trading technique hai jis main aksar trador trading karty hain scalping main trading main apko time frame select krna hota hai jo k shoort time frame k sath apni trading karni hoti hai basically yah techniqure new tradors use karty hain or market main acha profot eran karny k bad market se niakl aty hain jis se unhain acha profit mil jata hai without risk k es k ilwa har trador es pattrn main apna desired profit set kta hai or market jub os point par a jati hai tu apni trading ko close kar k market se bahar a ajata hai q k un ko apny profit ko eran karny k bad apni trade ko close akrny main bhi koi pareshani nahi hoti hai es trading matohod ko aghr achi trha use kiya jay tu hum boht achi eraning kar skty hain jis main hmain loss hony k chances bhi boht kam ho jaty hain
          • #6 Collapse

            Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

            scalping trading strategy say profit zayada earn to nahi ho sakta hay. lakin ho bhi sakta hay. que kay yeah trading strategy loss nahi kerti aur jab loss hona hota hay tab ya to loss hota nahi hay ya to thora sa profit ho jata hay. lakin ager is strategy kay mutabiq profit hona hota hay to phir acha profit ho jata hay. jis say tamam trader apna loss recover ker saktay hain. que kay ager loss na ho aur har bar profit hota rahay to hi trader boht jald apnay losses ko recover ker leta hay. is liye scalping strategy trader ka loss recover ker sakti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

              Scalping ek trading style hai jis mein small changes of prices occur hote hain and jab humari trade execute hoti hai to wo profit mein jaati hai scalping one minute chart time frame pe utilize hota hai jab tak time frame small hai Dat type ki trading iss mein effecient saabit hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                forex mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky aik time table bana kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international business hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain or is business mai hamara koi boss nahi hain
                • #9 Collapse

                  Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                  Forex trading business mein scalping trading ki Aik technique Hy scalping wo hoti hy k hum market ko dekh kar samjh kar ziada lot size use kar k market mein in hotay han aur lot size ziada use kartay han aur Kam pip ka profit earn kar k market se out ho jatay Han aur market mein ziada lot size use kar k market mein in aur out ko hi scalping kehty han scalping mein kiok lot size ziada use Kiya jata hy is liye scalping se ziada profit bhi hota hy aur loss bhi ziada ho jata hy is liye scalping ko un Logon ko karna cahaiye jo log market ko samjh saktay han aur achy analysis kar saktay han aur jn ko forex trading business mein acha knewledge aur experience hota hy aur New trader ko kabhi bhi scalping nhi karni cahaiye kiok new trader ko knewledge aur experience Kam hota hy aur scalping se account bhi jaldi wash ho jata hy scalping experience trader k liye Hy jn ko knewledge aur experience ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                    Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy forex trading main ap yehe sochty Han k rat o rat ameer ban jany or is k key tariky dunty rehty han new traders yehe samjty Han k hum yahan sy ziada profit hasil Kar sakty han par uny andaza ni hota ha k asa karna both muskal ha scalping sy ap ziada sy ziada profit hasil kar sakty han par agr trade ap k ult ho ge to ap ko utna he ziada loss bi ho sakta ha is ley jab bi trading karny to pehly ache tahra analysis karny or phr us k bad trading karan or soch samj k news ko zahan main rakhty huy trading karny ta k ap ko loss na ho or ap easily successful hon
                    • #11 Collapse

                      Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                      forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy ache strategy bana kar isy use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hum scalping trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai hum bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat sat ache earning be deta hain is mai hamara koi be bos nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Mostly beginner traders ye question karty hey key "kia scalping trading kar key zeyda profit ki earning ho sakti hay" sab se pehli bat to ye hay key beginner traders ko kabi be zeyda profit earning karny key ley risky strategy ya trading ki technique ko use karny ki zarorat hi nahi, beginner traders ko apni learning par tawajo deni chaye zeyda profit ki earning par nahi huge profit ki earning key ley us key pass bahot time hota hay, jaha tak scalping trading strategy ki bat hay to es strategy se professional aur jo traders market ko beginner traders se zeyda achi tarha understand kar sakty wo es se faida le sakty hey otherwise ye trading strategy jetni profitable lagti hay es se be zeyda ye risky samji jati hay.
                        Dear friend forex trading main humy ziada risk lany ki zarorat ni ha or jo bi new trader han to uny earning k bejay learning ki tarif tawaja dani chae ha new trader jtni ziada learning karny gy un k ley utna he behtar ho ga wo maximum knowledge or experience hasil kar k ziada fayda hasil kar sakeny gy is ley sab sy pehly ache tahra learning karny or learning sy practice karny or practice sy apna experience ziada sy ziada karny or us k bad real account main trading karny jab real account main trading karny gy to ap knowledge or experience sy ziada fayda ho sakta ha is ley ap maximum knowledge or experience hasil karny or real account main behtar trading karny ta k ziada sy ziada profit hasil ho or ap kamyab ho sakeny
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                          scalping stratgey say profit ziada hota hai kyon ky ap trade bhi ziada karty hain scalping main profit ziada hony ky sath sath riks bhi ziada hota hai aur loss hony ky chanse bhee ziada hoty hain es lea ager ap aik new trader hain tu pehly scaling ap ko demo account main karni chahea aur achi tara say practice kar ky phir real account main shuru karni chaheay kyon ky scalp karny ky lea ap ky pas acha experience hona bohut he zrori hai phir he ap forex business main success ho sakty hain aur scalping trading main kamyab ban sakty hain es lea ap ko pehly long term tarding ko sekhna chaheay phir aysta aysta ap ko short term ky bary main khud experience ho jay ga jis say ap asani sy bgair koi mushkil ky scalping trading kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                            jee han brother forex mains scalping trading say ap acha earn kar sakty hain scalping main ap ko daily basis pay achy signal milty hain ap ky pas ager achi strategy hai tu ap scalping main bohut he high earning kare sakty hain ap kisi say ziada pesy dday kar koi achi se strategy sekh akr pehly uss maina chi tara say practice karain jab ap ko yakeen ho jay ab ap ko samjh ha scalping ki tu ap ko phir real account main invest kar ky kam krna chaheay phir he success ho sakty hain scalping trade ky sath stah ap ko yeh bhi ilam hona chaheay ky es main utna he ziada risk bhi hota hai jis qader profit fast hota hai wesy he ap ko loss bhi ho sakta hai es lea achi tarah say sekh kar phir trade karain sekhain bgair koi bhi stratgey ko real main apply na karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping trading strategy se kia profit zeyda earn ho sakta hay?

                              Forex market Mein scalping karne se Agar ham log property banaa sakte hain To isase Ham logon ko bahut hi jyada fayda Hoga Sakal Peene Ka Shakal pink karne se ham log forex market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain se Khatam karne se Ham Logon forex market mein bahut hi Achcha profit banaa sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X