World economy ko analysis karny key fawaid

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    World economy ko analysis karny key fawaid
    world economy ko analysis karny key bahot se fawayed hoty hey currency trader agar world economy ko analysis karen gey to us ko clearly andaza ho ga key kes country ki currency value increase ho sakti hay aur kes country ki currency value down ho sakti hay, agar USA economy agar weak ho rahi ho to es key muqbly me jes country ki currency value me ezafa ho raha ho to us ko buy kia ja sakta hay aur US dollar ko sell karny se acha profit earn ho sakta hay, mostly traders world economies news par focus karny ki waja se hi trading performance ko behtar karny ki koshish karty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: World economy ko analysis karny key fawaid

    Economy ka bohat bara asar hota hai market par agar ap economy ki smajh ho gi to ap ko pata hoga k market ki movemnt kaya hogi or ye fundamental analysis k liye b bohat zroori hai agar ap economy ko dekhy gy or smjhy gy to ap long term trading karny k liye sahi rahy gy q k agar ap long term trading karna chahty hai to ap ko economy par nazar rakhna zroori hai.
    Forex market me b movement orignal economy ki base par hota hai agar ap ko economy ka knowledge hoga ya country k halat ka pata ho ga to ap ko pata hoga k currency strong ho rahi hai ya weak us hisab sy hi trading kary gy ap.
    • #3 Collapse

      Re: World economy ko analysis karny key fawaid

      forex trading main world economy ko analysis krna sa ham ko pata chalta ha ka kis country ki curreuncy up ho rehe ha or kis country ki curency down ho rahe ha phr jis country ki curency up h rahe hoti ha us sa dollor ko sell krna sa ap ko acha profit mil sakta ha new traders ko bhe chaiya ka world economy ka analysis ki knowldege hasil kren or is ko smjhen is sa unko kafi faida ho sakta ha aksar kamyab traders world economy ko dekh kar trade karty han jis ki wajha sa unki trade kafi profitable sabit hoti ha
      • #4 Collapse

        Re: World economy ko analysis karny key fawaid

        international financial system ko evaluation karny key bahot se fawayed hoty good day currency dealer agar world financial system ko analysis karen gey to us ko sincerely andaza ho ga key kes united states of america ki currency fee growth ho sakti hay aur kes united states of america ki currency price down ho sakti hay, agar u.s.a. financial system agar weak ho rahi ho to es key muqbly me jes country ki foreign money value me ezafa ho raha ho to us ko buy kia ja sakta hay aur US dollar ko sell karny se acha earnings earn ho sakta hay, broadly speaking traders global economies news par attention karny ki waja se hello trading performance ko behtar karny ki koshish karty hey.
         
        • #5 Collapse

          Re: World economy ko analysis karny key fawaid

          Jnb aap nain bht achi bt share ki hai main aapki bt say agree karta hun isko hum fundamental analysis kehtay hain market main is waqat do qisam k analysis ko tarjih Di jaati hai
          Technical analysis
          Fundamental analysis
          Market k graph ko trading k liye use karnan technical analysis hota hai.
          Jub k kisi bhi mulk ki news ko daikh k trading karnan k is ki curruncy up jayegi ya down isko fundamental analysis kehtay hain.
          Aur aik kamyab trader k liye zaroori hai k woh donon pr tawajuh day tb hi woh kamyab trader ban payega.
          • #6 Collapse

            Re: World economy ko analysis karny key fawaid

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            world economy ko analysis karny key bahot se fawayed hoty hey currency trader agar world economy ko analysis karen gey to us ko clearly andaza ho ga key kes country ki currency value increase ho sakti hay aur kes country ki currency value down ho sakti hay, agar USA economy agar weak ho rahi ho to es key muqbly me jes country ki currency value me ezafa ho raha ho to us ko buy kia ja sakta hay aur US dollar ko sell karny se acha profit earn ho sakta hay, mostly traders world economies news par focus karny ki waja se hi trading performance ko behtar karny ki koshish karty hey.
            World ki economy ko analysis karne ke baad Palakkad trading Kare Tobo Forex trading se bahut jyada profit gain kar sakte hain Kyunki world economy ko dekhne ke baad trading karna bahut hi jyada profit full ho sakta hai aur trailer is se bahut jyada profit gain kar sakte hain qk AC analysis fundamental analysis Hote Hain Jo trading main aapko bahut jyada profit de sakte hain aur aap ko successful aur achi trading karne mein bhi bahut jyada help Karte Hain isliye World ki call me Ko Dekhkar reading karna bahut accha ho sakta hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: World economy ko analysis karny key fawaid

              international financial system ko analysis karny key bahot se fawayed hoty good day forex trader agar global economic system ko analysis karen gey to us ko without a doubt andaza ho ga key kes us of a ki currency cost increase ho sakti hay aur kes country ki forex value down ho sakti hay, agar usa financial system agar vulnerable ho rahi ho to es key muqbly me jes united states of america ki currency cost me ezafa ho raha ho to us ko purchase kia ja sakta hay aur US dollar ko promote karny se acha income earn ho sakta hay, in most cases traders international economies news par cognizance karny ki waja se hello buying and selling overall performance ko behtar karny ki koshish karty hi there.
               
              • #8 Collapse

                Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                Kissi bhi currency ki conditions pe country k political and economical conditions ka bahut zayada assar hota ha. Sayasi gehma gehmi ya buri economical conditions currency ko bhi down karti hain is liay international halaat ka ilm trading main ehamm ha.
                World economy k news se andaza ho jata ha currency ki future movement ka. Forex 24 hours electronic markeet ha is main kamyaabi k liay experts ki Rae yani opinion is ehtaram karna chahiye kiun k maximum unki Rae darust sabit hoti ha. Or jub markeet sahi na chal rahi ho to koi trade open na karain balkay achay or munasib waqt ka intekhaab karain. Strong signal ka wait karain or strong strategy apnaein.
                • #9 Collapse

                  Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                  Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon forex trading main jab tak world economic ko analysis ni karty han ap successful ni ho sakty han forex trading word economic ki both importance ha world news pe nazar hona both zarori ha is sy market ki movement ka anzada lagaya ja sakta ha kab kahan value move kar sakti ha is ley word economics k alawa bi forex trading main fundamental analysis bi both zarori han is ley forex trading main successful hony k ley jtni information ho jtna analysis kar sakty han karny ta k ap easily successful hon ache earning Kar sakeny or successful trader ban sakeny hum log analysis karty ni han or na word economic news dakhty Han bas trading start kar laty han is waja sy hum maximum loss karwa daty han or account wash karwa daty han
                  • #10 Collapse

                    Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                    Ji han world economy ko analysis karnay kay aik trader aor businessman ko bohat ziada fawaid han . World man mukhtalif countries ki currency un mamalik kay mulki halat kay peshe nazar up down hoti rehti han jis say market main bohat sari movement hoti hay to jo trader world economy ka tajzia karta rehta hay woh trading main bohat kam loss ka samna karta hay is soorat main woh us mulak ki currency khared leta hay jis ki currency ki value up ho rahi hoti hay value down honay wali currency ko sale kar data hay is tarah usay world economy ko analysis karay say trading main bohat sara profit hota hay aor is taran us ka business successful ho jata hay. Isi tarah usay mukhtalif Mattel ki value up down honay ka bhi ba khoobi andaza ho jata hay jo us kay business kay liay bohat behtar sabit hota hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                      Forex market ma trading aik art ha jis ma main do tareeqay hotay hian market ko analyse karnay ka jaisay
                      == Technical analysis
                      == Fundamental analyses.
                      To World economy ka knowledge hona fundamental analysis ma ata ha, agar ap forex ma ashi trading karna chahtay hian to ap ko mukhtalif countries ki economy ka baray pata hona chaye ta ap os currency pair k baray ma next movement ka andazah laga sakay is lye World economy ko analysis karnay k boaht sary faiday hain jaisay
                      a. market ko analyse karnay ma asani hoti ha
                      b. market k trend ka pata chal jata ha
                      c. News k bagair ap market ma entry ni lay skatay hian ni to loss ho k chances houn gay
                      d. High profile news pe market bohat taiz move karti ha is lye trading k chance zidah hotay hian
                      is lye hamain chaye k ham
                      == fundamental analysis ko ashi trah samjhain
                      == New calander k sath attach rahain
                      • #12 Collapse

                        Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                        Forex business ka pury ka pura daromadar Puri dunya kay moashi taur par mazboot countries par he hay. Puri dunya ke maeeshat is lehaz say forex traders kay liye boht ahmiyat rakhti hay. World economy ko analysis karny kay boht say benefits traders ko mil jaty hain. Is ka sab say bara fayda he yahi hota hay kay agar world economy strong ho rahi ho ge to forex market main hamesha tezi ay ge aur is market main trading volume boht barh jay ga aur traders kay boht ziada profit kamany ka source bany ga. Agar ham world economy py attention ni dety to blind trading karty hain to ho sakta hay kay wo hamary boht ziada loss main jay.
                        • #13 Collapse

                          Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                          Instagram account verified karna Koi Jyada Mushkil kaam Nahin Hai Isme hamacher zvonko verify karne ke liye Hamare Paas national ID card Ka Hona last nahi hai Hamare Paas Agar Hum student hai tu domicile Canal Hashmi hai agar Hamare Paas Nahi Hai To Hum Apne Naam par koi bhi utility bill le kar Apne account ko verify kar sakte hain ya Ek acche wala stability wala Businessman Jayega Hum Sabke Liye earning karne ke liye account
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                            Agar Hum Kisi country ke economic condition ko dekh kar uski currency pair trading karte hain tu usse Hum logo ko bahut fayda hota hai isliye Hum Sab Logo Ko Kisi Matlab Ki Itna Main condition ko dekh kar ke trading Karni chahiye economic condition ko dekh kar galti se trading karne se Kafi achha profit mil sakta hai
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: World economy ko analysis karny key fawaid

                              World economy ko analysis kernay kay boht saray fiday hotay hain. jesay kay world economy ko analysis kernay walay trader ko fundamental analysis per aboor ho jata hay aur wo tamam currency ki economy kay abray main boht achi trah say jan jata hay aur dosra us say trader ko us country ki economic condition ka andaza ho jata hay kay is country main kitnay log job less hian aur is country ki kia production hay aur next is main kia izafa ya kami ho sakti hay. is liye world economy say trader ko fundamental analysis ka sahi knowledge hasil hota hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X