Trading signals ki testing zarori hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading signals ki testing zarori hay
    Trading systems ya indicators jo key traders key decisions leny me important ho sakty hey esy signals ko without testing key kabi be use nahi karna chaye, sab se behtar ye hay key demo account jes ko testing platform kaha jata hay esy signals ko test karna chaye, otherwise many indicators esy hey jo key bahot achy signals providers hey es ki testing be esy ley zarori hay key es ko samjna aur es ko follow karna traders key ley etna asaan nahi ho sakta, popular jo be indicators hey jes ko agar test na kia jaye to es ko understand nahi kia ja sakta (RSI, Moving average, MACD)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading signals ki testing zarori hay

    Wese to forex mein apko signal leny nahin chaiye. khud ko is qabil bnana chaiye k signal bana skain.lekin agr phir bhi ap signal lena chahty hn to pehly ap signals ko chk karain demo account pr agr trofitable hn to phr ap apny real account pr apply kr skty hn.
    • #3 Collapse

      Re: Trading signals ki testing zarori hay

      Dear forex trading mein ap ko jo app di gai hai mt4 us mein kafi sary trading ky indicator mojood hain. Ap un ki madad se apni trading ki skills ko improve ker sakty hain.
      Lakin important ye hai ky ap ko un indicator ka sahi istamal ata ho. Ap sab se pehly un indicators ko achy se study kerna ho ga. Phir un ko test kerna ho ga. Ab sawal ye hai ky test kasy kiya jaye.
      To dear indicators ko test kerny ka sab se behtreen treeqa ye hai ky ap kisi bji pair ko lain. Aur us per koi indicator aply kerein. Ferz kero ky ap moving average ky do alehda value ky indicator lety hain.
      Ab ap ny kerna ye hai ky ap us pair ki pechy history mein chaly jain. Aur ab observe kerein ky ye indicator kis treh kaam ker raha hai. Aur sahi kaam ker bhi raha hai ky nahi.
      Ab ap ko is indicator ky kaam kerny ka andaza ho giya ho ga. Ab ap is ko ab chart per aply kerein.
      Aur abhi tehrein is ko real account per aply na kerein. Balky demo per pehly is ko chek kerein is indicator ky mutabiq kisi pair ko analyse ker ky us per trade lagain.
      Aur phir dekhein ky kiya results ata hai.
      Is se ap ko pata chal jaye ga ky indicator kis had tak kaam kerta hai.
      Indicators hamesha teek kaam bhi nahi kerty. In per 100% bharosa bhi nahi kiya ja sakta.
      • #4 Collapse

        Re: Trading signals ki testing zarori hay

        G han bilkul expert traders key nazar me jo indicator acha samja jata hay us ki testing be karna zarori hay, without testing key na to koi indicator use karna chaye aur na hi koi apni esi strategy jes ko ham ne pehly use na kia ho, demo account me ye allow hay key kesi be indicator result ka andaza karny key ley us ki testing ho sakti hay, RSI aur MACD ye esy indicators hey jes ki ham ne bahot tareef sunni hay agar ham es ko test karny ki koshish nahi karen gey to hamy es ko use karny ka tareeqa be nahi aye ga aur nahi es ko ham samaj sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: Trading signals ki testing zarori hay

          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
          Trading systems ya indicators jo key traders key decisions leny me important ho sakty hey esy signals ko without testing key kabi be use nahi karna chaye, sab se behtar ye hay key demo account jes ko testing platform kaha jata hay esy signals ko test karna chaye, otherwise many indicators esy hey jo key bahot achy signals providers hey es ki testing be esy ley zarori hay key es ko samjna aur es ko follow karna traders key ley etna asaan nahi ho sakta, popular jo be indicators hey jes ko agar test na kia jaye to es ko understand nahi kia ja sakta (RSI, Moving average, MACD)
          Assalamualaikum ji Bhaijaan fish market market mein bahut Sare fake indicators or signals Diye ja rahe hai Joker Hamare Liye both Mushkil Paida kar sakte hain isliye Hame chahiye Ke Hum sabse pahle signal bhejne wale platform ko test Karle usse aapko Sahi signal Mil Rahe Hain ki nahi mil rahe agar aap aisa nahi karenge to aap apne capital ko bahut jyada nuksaan bolenge aur jo Hamare popular indicators Hai Jaisa k ISI Ek accha indicator hai asap acche signal Hasil kar sakte hain aur aap Jab Bhi Kisi signal Ja indicator ko use kare uski information Hasil karne ke baad kare
          • #6 Collapse

            Re: Trading signals ki testing zarori hay

            G Bilkul dear ap ne theek kaha hai main ap ki bat se agree krta hon jub bhe trading kren tu indicator ya signal ko pehly test kr lena chahye or test krne ke liye demo account ek acha way hai ap ke liye hamesha os time order lagaye jb tk ap 100% sure na ho jaye ke ap ne jo position open ki hai wo yaqenan profit main he jaye gye then ap koie order lagaye tb ja ke ap profit earn kr paye gyen
            • #7 Collapse

              Re: Trading signals ki testing zarori hay

              Dear jahn tak mera experience hai ap ko kabi b koi free trading signals nhn de ga aur jo de ga wo kam b sahi nhn karte hon gy chahe wo ache hon ya bure ap ko os mai se faida hasil karna boht he muskil ho jata hai es liye ap se kaha jata hai k es business ko ap learn karo ta k ap ko idea ho jaye k ye business ap ne kese karna hai aur ap kese es busienss ko aage le kar chal skte ho aur sath sath apni es trading ko b mazeed behtar tarha se le kar chal skte ho lehaza ap ko faida hiasl ho ga aur ap acha earn b karo gy aur apni life ko b set karo gy....
              • #8 Collapse

                Re: Trading signals ki testing zarori hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Trading systems ya indicators jo key traders key decisions leny me important ho sakty hey esy signals ko without testing key kabi be use nahi karna chaye, sab se behtar ye hay key demo account jes ko testing platform kaha jata hay esy signals ko test karna chaye, otherwise many indicators esy hey jo key bahot achy signals providers hey es ki testing be esy ley zarori hay key es ko samjna aur es ko follow karna traders key ley etna asaan nahi ho sakta, popular jo be indicators hey jes ko agar test na kia jaye to es ko understand nahi kia ja sakta (RSI, Moving average, MACD)
                first of all the main aap ko kahunga ke aap signals pad Band Karke trading nahi Kare Toh Jyada better hai qk usse aap pooch pooch le nahi kar Sakenge Agar phir bhi aap signals pe kaam karna chahte hain to uske liye aapko chahiye ke aajkal Kumar geet Main Apne demo account mein single pocha karne Agar signals aapko demo account a continuous process dekhte hain to real account pe signals to use kare Varna signals to use Karke trading Na Kare
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Trading signals ki testing zarori hay

                  g han apki bat sahi hai demo account aik testing platform hai jis main hum apni trading ko test kar skty hain jis main hum andaza lga skty hain k hum apni trading ko kis trha se kar skty hain or um es main kitna profit earn kar skty hain es liye trading main aghr hum demo account ko use krty hain tu hum apni trading ko kafi bhtr kar skty hain es liye hmary pass yah aik best trading platform hai testing ka bhi option hmain milta hai or demo account ko use karny se hmari trading ability bhi increse ho jati hai jo k hmay expiernce k liye boht faida mnd sabit hoti hai tu hmain demo account use karna chahye apni trading ki ability ko increse krny k liye
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading signals ki testing zarori hay

                    Sir mera to apko ye mushara hain k apko is kisi k signal par bhorsa nahi karna chahye apko is kisi par bhorsa nahi karna chahye tab ja kar ap is mein apke pass zada expriences aaye ga apko signals k zariye is trade nahi karni chahye apko is mein zada se zada mehnat karni chahye aur is mein khud hi trade karni chahye
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading signals ki testing zarori hay

                      Assalamualaikum dayabhai I think testing bahut hi jyada important hai is se aapko apna kaam mein busy rehta hai aur aap apne kaam ko bahut easily handle kar sakte hain jisse aap logo ko bahut hai achha experience Hota Hai
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading signals ki testing zarori hay

                        g han bhai ap ki bat shai hai main apki bat se sehmat hun forex trading main har trha ki startgy or testing k liye hum demo account use kar skty hain demo account par test kar skty hain forex trading main jub hum apni trading ko chek kar skty hain tu os k liye hmain demo account use karna parhta hai demo account aik testing paltform hai jis main hum apni trading ko chek akr skty hain k hum aghr es trading palning ko apnaty hain tu hmain es main loss hoga yah k profot hoga jub k demo account main bht achi trha andza ho jta hai tu hmain koi bhi startgy ka confidence na ho tu hum demo account par osko test kar skty hain hum indicators ko bhi chek kar skty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading signals ki testing zarori hay

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                          Trading systems ya indicators jo key traders key decisions leny me important ho sakty hey esy signals ko without testing key kabi be use nahi karna chaye, sab se behtar ye hay key demo account jes ko testing platform kaha jata hay esy signals ko test karna chaye, otherwise many indicators esy hey jo key bahot achy signals providers hey es ki testing be esy ley zarori hay key es ko samjna aur es ko follow karna traders key ley etna asaan nahi ho sakta, popular jo be indicators hey jes ko agar test na kia jaye to es ko understand nahi kia ja sakta (RSI, Moving average, MACD)
                          First of all, aap ko kahunga ke aap trading karne ke liye signal score use Hi Na Kare qk signals Hayat reading table loss ho sakta hai aur Hame Unse signal uske liye bhi pay karna padta hai lekin agar aap Phir Bhi signal speed reading karna chahte hain to uske liye aap pehle phone signal score demo account pe test Kare Agar aapko continue demo account pay signals is a profit hota hai tu real account pay on signals ko use karne
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading signals ki testing zarori hay

                            Ha g yah bat theak hai signal daina waly to kai site hai per ham her site ki signal ko real account main use nahe kar skty . to is lai pahly ham apny account ki bejay demo per check kar laina chahay or agr wo demo per acha result dai to phir ham ko usy apny real account per use karna hota hai ,. is lai to demo account sab log k lai mufeed hai chahy ho new trader hai ya old q k new trader to learn he demo per karian . q k agr wo direct real account per a jaty hai to yah ho ga k un ko loss ho ga . or mumkan hai k wo forex ko chore dian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading signals ki testing zarori hay

                              Dear forex trader asslam o alikum umeed karta hoon kayvap kheriyat say hoon gay main apki baaat say agree karta hoon xsahi kaha ap nay hamen analysis ko bhi achi tarha karnay chahiay us pa testing achi tarha karni chahiya ye na ho kay ap just nazar daikhen aur bas jo indicator acha samja jata hay us ki testing be karna zarori hay, without testing key na to koi indicator use karna chaye aur na hi koi apni esi strategy jes ko ham ne pehly use na kia ho, demo account me ye allow hay key kesi be indicator result ka andaza karny key ley us ki testing ho sakti hay, RSI aur MACD ye esy indicators hey jes ki ham ne bahot tareef sunni hay agar ham es ko test karny ki koshish nahi karen gey to hamy es ko use karny ka tareeqa be nahi aye ga aur nahi es ko ham samaj sakty hey.har aik cheez i testing bahut zaruri nhy tab hi aap nachi tradinjg kar paen hgay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X