Jaiza: Introduction of Global Forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Introduction of Global Forex market
    Global Forex market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Introduction of Global Forex market

    Yes dear ye aik bahot hi bari market hai jo k online hum ais mai kaam kar sakty hai ais market mai hum ne currency mai kaam karna hota hai aor ais mai ye hai k hum jab ais mai koi bhi pair buy ya sell karty hai to aus mai hum ko fiada hota hai aus k liay ye hai k hum jab ais mai trade lagaty hai to aus mai hum ko ye pata hota hai k ais mai jo trade lagani hai wo kyn lagani hai jaisy agar ap ne dekha ho to ais mai usd strong ho raha ho to aus time hum ais mai trade lagaty hai usd k jitny pairs hoty hai aun ko buy karty hai aisy hi ais mai her pairs ko dekha jata hai k aus mai jo currency hai wo strong ho rahe hai ya weak ho rahe hai aus k hisab se trade lagaty hai aor market moment bhi ausi k hisba se karti hai aor hum ko aus trade par tab profit hota hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Introduction of Global Forex market

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
      Global Forex market
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne Kafi acche posco start Kiya Hai aapne Sahi Kaha trader Kela hota hai ki wo Kisi bhi currency ki value price ke mutabik uski buying or selling kar sakta hai forex market Mein different currencies ko anytime change kiya Ja sakta hai investor ko aasani se broker trading karne ke liye platform Deta Hai Jis Mein anytime currency ko by Aircel kar sakta hai Jaise Hame MT4 or mt5 ka terminal liya gaya hai Jis Ke Dariya Se Hum aasani Se trading kar rahe hain aur new joiners ke liye BA bahut Aasan hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Introduction of Global Forex market

        Dear forex trader asalam o alikum umeed karta hoon aap kheriyat say hon gay main ap ki baat say agree karta hoon kun kay forex trading online bussiness hay aut pori dunia main isay koe bhi insaan kahi bhi baith kay kar sakta hay is liay ye hain bahit hi barha globle bussinesa hay is main ham currency pa kar sakty hain ya phir kisi bhi currency kay pair pa krtay hain aisi currency pa krty hain jo kay pori dunia main use ki jati ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Introduction of Global Forex market

          forex market dunia ka sb se bara plateform ha jahan par curruncies k khareedo farokht hoti ha. is market ko rozana ki buniaad par hone walee tabdeeli se mapa jata ha. is currencies ko khredda or becha jata ha. is market ka hujam bht bara ha. is baat ka andaza is bat se laga sakte han k is market ka daily turn over us$ 5 trrillion ha. sarmaey ki gardash jitni is market me nazar ati ha utni or kisi b market nae daikhi gaee. is me trader curruncies khareed bhi sakte han or un ko apas me exchange bhi kr sakte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Introduction of Global Forex market

            Assalamu alaikum bhai Mere Khayal Se Global indicator Forex of Pakistan is very good is se bahut Sare logo ko bahut hi accha fayda Asar hua hai aur logo ko Apne talent rakho Sahi tarike Se use karne ka moka mila hai
            Removed by Moderator.

            اب آن لائن

            Working...
            X