Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

    Forex trading business mai traders ki common mistakes kuch ziada nahi hain. Bulkay kuch aisi makhsus mistakes hain jo Tarders baar baar repeat kertay rehtay hain aur Un oay control paana unn kay liye mushkil tou nahi nahi laikin challenging zarur hai.

    1. JALD BAAZI

    Traders market ki movement ko daikhtay he trades open kernay ki koshish kertay hain kay kahi woh movement khatam na ho jaey aur achay profits ka moqa zaya na ho jaey. Ye jald baazi traders ko nuqsaan daiti hai.

    2. GREED

    Traders jab ziada profit kay liye apna account balance daikhay baghair big lot size mai trades open kertay hain tou bhi unhain nuqsaan ka khadsha hota hai. Iss liye Tarders ko apni trades ko balance kay saath manage kerna chaiye

    3. NEWS VERIFICATIONS

    News ko verify nahi kertay aur baghair unhain confirm kiye trades open ker laitay hain halakaay news ko terminal pay time frames mai zarur past trends kay saath verify kerna chaiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

      Gee bilkul common mistake boht sari hoty hai jis main seb se zaida common mistake hoty hai wo yeh hai k hum over trading boht zaida karte ahi paisay k pichay pairs k dono tarf se trade karte hai jab thori nichay jaty hai market phir buy ya sale ka order laga daite hai isay over trading kehte hai sath main apny account ki risk ko management nai karte loss se bachnay ki koshash nai karte sath main trading ko sikh kar faida nai uthate
      • #33 Collapse

        Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

        Asalamualikum doston
        Doston common mistakes inky baary mai hamain discuss krna pary ga ap sub ny Bilkul thek kaha hai forex trade krty krty hum boht si common mistakes kr dety hain jis ki waja se hum boht loss mai jaty hain in common mistakes mai over trading, risk management, trading tools aty hain.
        over trading
        Over trading ek aisi mistake hai jo trader kr jaty hain aur unain loss hota hai us loss ko really cover krny k liyay wo ek hi din mai koshish krty hain k loss or recover ho jaye magr wo aur loss kr bethaty hain bajeye 3 4 din mai thora thora recover krny mai
        riskmangement
        Riskmanagement bi ek aisi mistake hai jo har new trader ni kr skta kuch big traders ki bi sub se zaida mistake yehi hoti hai is ky liyay mukamal planing krni perti hai aur iteyat rkahni perti hai.
        trading tool
        Trading tool mistake mai zaida ter log terminal key ko use krty hain per inko ye use nai krna chaheyay inko stop loss aur take profit wali stretagy use krni pery gi aur mukamal planning k sath trade krna pry gi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Jaiza: common mistakes kon si ho sakti hey

          First common mistake bina analysis ke trading karna
          traders ki sub se bari mistake yeh hoti ha ke jub wo first time trading ki field me atay hain tu wo forex market ko boht easy letay hain aur forex ko buy sell ki game samaj kar trading karte hain aur market ko bina analysis kiey emotion aur greed ki bina per trades open karna start kar detay hain jis se aik aik kar ke un ki trades loss me jana start kar deti ha aur traders ki is mistake ki waja se account wash ho jata
          boht zeyda indicators per depend karna
          jo new traders hotainy hain wo aik tricks ki talash me hotainy jaha se wo buy sell ke signal bina ki mehnat ke hasil kar sakain aur is ke liey blind ho kar indicator soer depend kar ke signal hasil karte hain un per trades lagatay hain jis se loss ho jata ha yeh bhi big common mistake me ha

          اب آن لائن

          Working...
          X