Jaiza: Traders ki soch aur planing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear brother jo aap nay information di hai aik achy trader ki opproch hooti bhi yeh hi hai ais liye her new trader ko bhi ye he sooch rakhni chahy ky koi bhi entry leety wakt pehly apny risk and reward ky ratio ko samny rakhy aor zaroori nahin ky aap her wakt market main kuch na kuch earn karien ager jis wakt trader ko lagy ky ais trade main risk ziyada hia to us ko trade entry nahin lani chahyee aor us ko chahyee ky best opportunity ka wait kary aor jab trader ko profit ky chances ziyada lagien to phir her trade entry leeni chahee aor ye he aik achy trader ki pehchaan hooti hia ais liye market ko observe roz karien likin trade us wakt he lain jab aap ko lagy ky ab aap ki entry safe ho gee
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      business koe bhi ho us ke kamyabi aur nakami is kay proprietor py depend karti hay.agar business man acha aur tajarba kar planner hay aur positive soch ka maalik hay to yaqeenan apny business ko wusat dy ga aur ziada say ziada profit kamany kay rasty dhondy ga aur agar business man itna qabil ni hay to profit kamana to door ke bat hay kahin aisa na ho kay wo loss he na kar bethy.forex trading chonky boht he risky business hay is main aksar trader apna qeemti sarmaya sirf apni he khamyon ke waja say zaya kar bethty hain aur phr bad main gila forex market ko dety nazar aty hain. yahan par yeh amar boht zaruri hay kay traders ke apni soch aur un ke planning aur trading strategies hamesha kamyabi ke traf ley jati hain.andha dhund trading seedha seedha loss hay.
      • #18 Collapse

        Traders ki soch aur planing trader ki trading per bara effect kerti hain. Ager koe trader achi soch rakhta hay to ye aik confirm bat hay kay us ki planing bhi achi ho gi. wo different chezon ko trading say hat ker bhi achi tarah manage ker raha ho ga. Wo apnay mamlat ko bhi ahsan tarikay say manage ker raha ho ga. Que kay wo acha sochta hay apni chezon ko aur apnay kamo ko achi trah manage kerta hay to wo apni trading ko aur trading time ko bhi us lehaz saymanage keray ga kay us ko achi out put den isi trah money aur risk management ko bhi umda tarikay say manage ker kay wo apnay account ko risk free karay ga. is liye trader ki soch achi ho gi to sab kuch thek hota jaye ga.
        • #19 Collapse

          Dosto aik baat app ko forex market k hawalay say clear honi chahy k us maen wishes k oper ye business kisi trader ki marze say nahe chal raha hy ye aik boht he risky business hy our jab tak app us reality ko accept nahe kertay haen tab tk app us maen kabhe bhe successful trader nahe ban sagtay haen app ko forex maen analysis technical our fundamental kernay hoty haen our chahy app karean ya kisi bhe insta forex py deay gaey professional ko follow kerta haen ya kisi say signal lety haen to wo probability py hoty haen koin bge us maen app ko 100% confirm move nahe bta sagtahy jo jitna zeada hard work kerta hy wo us say utna achy analysis technical base py kerta hy to app ny us baat ko maday nazar rakhna hota hy k app ny trade aik to money nanagement k mutabik lena hote hy our dosara us maen risk reward jes ka app ko acha mil raha hoo wohi laen kiin k 1:3 ki trades say bechy ki laen gy to un maen acha profit nahe hoo ga to pher over all app loss maen hoon gay
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Traders ki soch aur planing

            is thread main traders ki soch aur us ki planing ka jaeza lina hy keh jub woh trade karta hy to us ki soch aur us ka jazbah kia hota hy jnab insan jo bhi kam karta hy to har us kam jo woh kar rha hy us ky pichy us insan ka eik jazbah aur eik soch hoti hy jes ky tehet woh kam karta hy planing ky baghair koe bhi kam ni hota to forex markit main kam karny waly ka bhi eik soch or planing hoti hy keh ji main forex main trade kar rha hon is sy mujhy naffah hasel ho us naffy ki agy forex hi main trade karon ga to anqarib main hazaron sy lakhon ka malek ban jaon ga pher us raqm ko kesi aisy karobar main lgaon ga jes main mulazem logon sy kam karwaon ga but us karobar ki sarbrahi khud sambhalon ga or us karobar ko itna mazbot karon ga keh maeri any wali naslin us kam sy rozi khati rahin gi to woh kam un ky lie bhi kafi ho ga aqi har eik ki soch or planing alag alag hoti hy
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Traders ki soch aur planing

              Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main sab dost successful hona chaty han or sab ki koshish hoti ha ache earning karny or loss sy bacha ja saky sab apni tarif sy ache planning karty han statiges banaty han par phr bi baz dafa loss ho jata ha is sy parshan ni hona chae ha balky seekna chae ha k hum sy Kya mistakes hoe ha jab aik bar pata chal jay k Kya galti hue ha to is ko dobra na karny try karny is sy seekeny ap ka knowledge or experience isi tahra ziada ho ga jab ap k pass knowledge or experience ziada ho to auto pe ap ache trading karny gy AP ko ache earning ho ge ap forex trading main successful hon gy loss jab bi ho disheart na ho balky is sabiq seeken or anda asi galti dobra na karny ki koshish karny isi sy ap forex trading main successful hon gy

              اب آن لائن

              Working...
              X