Gold ko aynalise karna......GOLD
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ko aynalise karna......GOLD
    Dear jesa ap sub janty hein k forex market mein sub sy ziyada riski havey pair gold he hy is k sath sath sub sy ziyada profit deny wala pair gold he hy agar gold per sakhti sy mehnat k sath aynalise kiya jaye phir trad ki jaye to gold kafi profitable hy lekin gold k aynalise jis traha sy mushkil hein to aik senior ki zarorat parti hy gold ko aynalise karny ki to seniors koi information share karein hmary sath taky hum gold ko loss pair ki jga sy hta kar profit pairs k oper rakhein
    welcome to pak forum
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yaha par long time working karne ke liye sabse Pehle Aap Ko analysis nikalne ka idea aapko analysis nikalne ka method Ka Pata hona chahiye Jab Bhi Yeh Sab methods ke sath working kar lete hain aap ko pata le gaya tha kya main market Mein Kaise working karni hai long time working karte huye Koi Yahan Par analysis important for both help provide karte hai aapko market ki Idli movement or easily direction ka aaram se Pata lagta hai aap kaise kam kar sakte hain in cheezon ke baad long time ke liye market Mein working kar sakte hain Apna business develop kar sakte hain kaam ke saath saath
    • #3 Collapse

      Jnb aap nainbilkul sahi by ki hai agar is waqat forex main koi risky pair hai to woh metals main say gold hai aur oil k aad gold hi. Ht ziada risky hai is liye gold pr trading karain sat pehlay aik bar sahi analysis kar lain q k inki movement bht ziada hoti hai auragar market opposite gayi to loss bht hoga lehaza be carefull
      Gold pr trading kartay hoye usd ka khaas khiyal rakhain q k yeah aik dosray pr bht depomd kartay hain aur aik dosray k opposite move kartay hain aikup jaye to doosra down jayega automatically..
      gold pr trading karain k lite dononanalysis bht zaroori hain technically and fundamentally analysis ziada important fundamental hai..
      • #4 Collapse

        Dear brother main sab say first baat aapko ye bata dun kay gold aik pair nahi hai balkay gold aik commodity hai. Aur pairs jo hoty hain na wo sirf currencies kay hoty hain.
        Aur main aapki es baat say to bilkul agree karta hun kay gold aik nehayat he risky hai aur gold par trading agar zaida risk kay saath karte hain to kuch he dino main gold aapko zero say hero bana sakta hai aur agar aapki luck nay aapka sath na diya yaa phir aapki trading achi na hui to gold aapko aik he din main hero say zero bana sakta hai. Jab koi bhe trader gold par trading karta hai to wo ye pehly lazmi daikh leta hai kay us kay pass kitne amount hai jis say wo trading kar sakta hai aur kitne lot say us nay gold par trade lagani hai. Trade lagany kay liey gold ke pehly daily ke jo movement hoti hai uss ko dekha jaata hai kay kitne hoti hai. Phir us ko dekhtye huy apne apna target set karna hota hai k kitne lot aap laga sakte hain. Aur phir jab aap ye sab daikh lety hain to ap aik baar apne capital ko chk karte hain aur gold ke lot ko dobara say daikh lety hain.
         
        • #5 Collapse

          gold ma market ki movement bhot fast hoti ha is leya gold ma akser loss hota ha is leya him logo ko currency ma trading krni chaya phir him log acha profit hasil kr skty ha or kamyab trading kr skty ha or kafi knowledge ma or experience ma ezafa hota ha hmry
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: SAHO پيغام ديکھيے
            Dear jesa ap sub janty hein k forex market mein sub sy ziyada riski havey pair gold he hy is k sath sath sub sy ziyada profit deny wala pair gold he hy agar gold per sakhti sy mehnat k sath aynalise kiya jaye phir trad ki jaye to gold kafi profitable hy lekin gold k aynalise jis traha sy mushkil hein to aik senior ki zarorat parti hy gold ko aynalise karny ki to seniors koi information share karein hmary sath taky hum gold ko loss pair ki jga sy hta kar profit pairs k oper rakhein
            Forex trading in Gold subsidies ki commodity hai aur uske analysis bhi karna sabse Jyada difficult hai lekin Main Apni trading ke liye gold bhejo analysis Ki Hai Wo ye hai ki Mere Pyar Mein gold upward Jayega Aur Hum gold, Karke profit bana sakte hain Kyunki long term pe agar aapne khaya to Gold ka trend aap Kahein Aur Hum gold, Ghar Ke profit bana sakte hain lekin Gold Coast Mali lot size long term trading
            • #7 Collapse

              Gold ko agr ham analysi kr lyty hy to ya hamary liya sab sy achi bat hoti hy kio k sab ko pta hy gold ayk nayab chez hy is my bhot zeada profit hy ya bhot zeada ham ko profit dyta hy agr ham is ko amjh lyty hy to ham bhot pesa kam a sgty hy is ki mada sy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Jnb aap nain bht achi BT share ki hai fired main agar koi ehm cheez hai to woh gold and oil hai agar aap fired main kamyab hoan chahtay hain to aap surf gold and oil PR trading seekh pain in say aap lakhon monthly basis PR nikalwa sktay hain agar aap gold PR trading karnna chhaty hain to sub say pehlay in cheezon ka khiyal rakhain
                Fundamental news k barhay main laazmi knowledge rakhain air jub bhi koi trade open karain gold PR to aapko chaye k fundamental analysis PR zaroor tawajuh dain
                USD ki movement ko bhi mind main rakhain jub aap gold PR trading karnana chahtay hun air jub USD strong hoti hai to gold down jaati hai air jub USD down bata hai to gold up jatay hai..
                • #9 Collapse

                  Assalamu alaikum bhai mere khyaal main gold Neha market Bahut tazi move Katti Hai isliye Hum logo ko gold Mein Soch Samajh Kar Ke Din Karni chahiye Kyuki isme Hamara account be wash ho sakta hai aur Agar Hum Logon ny trader Laga Rahi To Phir Hum logo ko profit bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Gold ko analise karna:

                    Dear forex market main gold ko high risky kahty hian but aisa ha hy nhy qion kah agr gold high risky hota aor traders ko profit na data phr yeh pair forex market main hota hy nhy aor forex market say gold ka pair khtam kar dia jata hay main yah kahon ga kah forex trading market main gold aik profitable trading ka pair hay aor is ko smjhna aor is main experience aor knowledge say trading karna trader kay liay important hay aor trader ko gold market ko acchy say analyise karna aor gold kay complete information khod gain karna ya phr senior traders say gold kay information lana trader kay liay important hay jab trader gold ky all updates ko smjh kar gold main trading karta hay aor gold main koi aisi trading nhy karta hay jo gold price movement kay baraks ho phr trader ko kabhy gold main loss ny hota hay aor trader gold main trading karain aor gold ky trading ko smjhain is main koi hard nhy hay aor gold ko understand karna easy hay jab trader market main active rahay aor gold market kay news ko watch karay aor gold kay price movement ko follow kar sakta hay phr trader gold ko easily trade kar kay accha khassa profit daily bases pay kar lata hay.
                    • #11 Collapse

                      Dear gold ho ya koi aor pair ais mai ye hai k hum ne agar ais mai trade lagani ho to hum ko ais mai ye pata hona chaye k ais pair k analysis karny k liay resistance aor support level kon kon se hai ais mai ye hai k jab market ais mai moment karti hai to ais mai ye hai k hum ko jab market k major resistance aor support level kaha kaha hai to aus mai ye hai k hum ko aus mai pata hota hai k market yaha se wapis aye gi agar hum ais mai aisy level par trade lagaty hai to aus mai hum ko atna pata hota hai k market ne yaha se lazmi wapis aana hai aor hum ne ais mai waha se trade lagani hai to hum ko ais liay gold par analysis karny k liay hum ne agar koi sath indicator use kia ho to aus se trade lagany mai help mil jati hai.
                      • #12 Collapse

                        Dear Gold ki market hamy sab se zeyda profitable to lagta hi hay es ki market ko analysis karna etna hi difficult hay, expert traders apny expernice key base par correct analyzing to kar hi lety hey aur profit be gold me hi zeyda earn karny me kamyab ho jaty hey magar new traders esi waja se kamyab nahi ho paty hey wo gold me hi trading karna apny ley best samjty hey es ko ham lalach ka hi name den gey, trading ka expernice zarori hay aur ye expernice kabi be gold ki market me hasil nahi kia ja sakta hay, demo account me agar gold me trading karen gey per to teek hay magar real account aur bonus account me market fast hony ki waja se expernice hasil karna namumken hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold ko aynalise karna......GOLD

                          forex mai hamy gold pair ke movement ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik bohat bara business hain is mai agar hum bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga forex aik real business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold ko aynalise karna......GOLD

                            Forex trading main gold aik boht hi heavy currency hay aur is main move boht fast hoti hay jo kay trader ko alert honay ka moka hi nahi deti hay. is liye gold per analysis kernay say pehlay trader ka mind bhi us level ho ka kay wo gold ko aur gold ki move ko sagta ho. wesay to gold per boht say log analysis ker rahay hotay hain jo kay kabi thek aur kabi wrong hotay hain to new trader kay liye hamesha yeab bat zehn main rakhni chahye kay wo jis bhi analysis ko follow ker rahay hain pehlay us ki accuracy kisi demo account per trading ker k dekh len.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold ko aynalise karna......GOLD

                              Dear friend forex trading main gold main both ziada fast movement karta ha is k ley humy proper analysis karny hon gy ta k humy ziada sy ziada ache analysis kar k ziada sy ziada ache trading kar sakty han or ache earning kar sakty han
                              Forex trading main gold main trading both muskal ha is ko seekena both zarori ha or achy analysis kar m trading karni chae ta k hum kamyab ho sakeny gy or apni life ko behtar bana sakty han
                              Forex trading main gold sy hum log ziada ache earning kar sakty han par agr hum forex trading main bagar analysis sy trading sy humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper analysis k bad trading karny or ache earning kar k kamyab ho sakty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X