trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dears positive behaviour ap k us waqt kaam aata hy jab ap logon se baat cheet karty hyn us waqt apka behaviour positive hona zaruri hy tarding me apka behaviour jesa bhi ho chal jaey ga q k wo ap k behavious ko nahi dekh rahy hoty unhon ny ap k kaam ko dekhna hy ap k analysis ko dekhna hy ap k pas knowledge hona chaye ye ap k liye bohat zaroori hy agar ap k pas kniwledge nahi hy or ap ka behaviour positive hy tou ap ny behaviour ko kia karna hy jab apko ksi kam k baary me information hi nahi hy so plz behaviour positive rakho lekin apny faidy k liye
    Or
    Trading k liye positive knowledge rakho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Trading main positive behaviour:
      Trading main apne mind ko trading par focused ralhna parta hai aur trading ko behtar banany kay liey apne account main profit hasil karne kay liey apny mind ko aik positive thinking ke taraf lay kar aana parta hai. Agar minf main positivity hoti hai to us kay positive affects aapki trading par nazar aaty hain aur mind main negativity ho ge aur trading say loss ka dar ya phir koi aur tension mind main hoti hai to us ka nuqsaan aapko apni trading main nazar aa jata hai.
      Positively kaam karney ka fawaaid:
      Positively kaam karne say aapko apne aap par bharosa hota hai aur trading improve ho jaati hai.
      Jab ap positive reh kar kaam karte hain to us ka long term trading main Apko faida hota hai aur aik acha mindset ban jaata hai.
      Es ka aik bht bara faida ye hai kay aap ko kitne bhe mushkil soortehaal ka samna na karna par raha ho aap apne account main kabhe bhe tension say ghalat decision nahi karte haina ur har halat main aik acha faisla karne kay kabil hote hain.
      • #18 Collapse

        my dear brother ager him log forex ma mhnat krty ha to hi him log acha profit bna skty ha is leya him logo ko zayada sy zayada mhnat krna chaya ta ky him log achi earning kr skty or acha profit bna skty
        Removed by Moderator.
        • #19 Collapse

          Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k agar hum ais market mai koi bhi trade lagaty hai aor wo humri trade loss mai jati hai aor ausi time hum ko koi aor trade mil jati hai magar hum wo ais liay ni lagaty k phly hi trade lagai hai wo loss mai chali gai hai to hum ye ghalti kar rahy hoty hai kun k her trader ki kuch trades loss mai jati hai aor kuch trades profit mai jati hai ye zarori ni hai k ap ki her trade profit mai jaye ais liay ap ko ais mai jab kaam karna hota hai to ap ko postive ho k sochna parta hai aus se ye ho ga k ap ko atni zayda tension ni ho gi aor ap ais market mai se achi trades autha sakty hai jis se ap ko kafi zayda faida ho sakta hai aor ap ko her time tension bhi ni hoti.
          • #20 Collapse

            Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k koi bhi buisnes ho forex trading ho ya koi bhi business ho us main aapka attitude bht matter hai aap kis tarah approach kartay ho serious letay ho business ko jitna time detay ho woh bht matter karta hai lehaza Jo bhi kaam karain chaye woh trading ho ya koi or kaam ho serious ho k kaam karain aur isko as a time pass ya joke nan lain aur forex aik aisa business hai jis main aap jitna ziada time do gay utnan kaamyab hi gay lehaza isko ziada say ziada time do aur Acha profit gain karo...
            • #21 Collapse

              Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

              Asalam o alikum friend ap ny both acha question kea ha forex trading main jab bi trading karny to apna behavior positive rakhna chae ha chae ap ko loss ho ya profit ap ko apna behavior positive he rakhna chae ha agr dar jany gy ya ap negative suchen gy to ap ko forex trading ni kar saken gy ap ko ulta or loss hota jay ga jab k agr ap positive rahan gy to analysis kar k trading karny gy to ap ko loss ni ho ga is ley ap ko chae ha jab bi trading karny to knowledge or experience hasil kar k analysis k baad trading karny ta k ap ko loss na ho or ap ko ziada sy ziada profit hasil ho
              • #22 Collapse

                Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                Positive behavior her kaam mai bohat helpful hota hai. Forex trading mai positive behavior traders ki bohat help kerta hai. Forex aik business hai aur iss mai profit aur loss dono he hotay hain. Agar traders apna behavior positive rakhain tou woh na tou loss say tense hotay hain aur na he profit say overjoyed ho kay usay zaya kertay hain. Forex traders ko profit aur loss dono mai he khud ko qaabu mai rakhna hota hai kiyu kay traders jab takk apna behavior aur attitude positive nahi rakhtay unhain loss ka he chance rehta hai. Positive behavior waley traders her cheez mai positive pehlu daikhtay hain jiss wajah say woh ziada seekhtay hain.

                Forex traders ko apna behavior positive rakhnay kay liye achi practice aur learning ki zarurat hoti hai. Kiyu kay jitna confidence ziada hota hai utna he behavior bhi positive hota hai aur wohi traders kay liye helpful hota hai
                • #23 Collapse

                  Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                  Forex trading Mein Hamesha hi positive behavoiur Hona bahut jaroori hai aur bahut dafa Hamari trading Mein sensitive session a Jaate Hain To Ham usko postage ke sath sath handle kar sakte hain isliye yah bahut jaruri hai Kyunki Aisebehaviur a ke sath trading Karen To Ham apni trading Mein risk bhi kam kar sakte hain aur apni trading Mein loss ko bhi control kar sakte hain isliye kabhi bhi apni trading Mein Jaldi Baji na Karen Kyunki jaldbazi Mein Hamara behaviur postinve Nahin hota hai agar positive Hoga To Ham kabhi bhi jaldbazi nahin Karte Soch samajhkar trading Karte To Ham profit on kar sakte hain aur Agar Soch samajhkar chatting Karen To Hamen Ek Din kamyabi mil Jayegi To Hamen chahie ki Ham Apna Kam Soch samajhkar Karen aur acche se Karen Taki Ham Jyada Se Jyada Hamen bonus mil sake aur ham acche trading Karke Achcha profit Hasil kar sake
                  • #24 Collapse

                    Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                    Ji han bilkul main aapki baat se aagrah karta hun postman ke sath Hamesha training Karni chahie aur positive behaviour Rakhna chahie ki Forex trading na to aapke emotion ke sath work karta hai ya technical work hai aur yah mind work Hai To jab tak aap ismein achha experience knowledge Nahin Sakte aap ismein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi aapki personality ko dekhta hai aur na hi Kisi chij Ko to isliye jaruri hai ki aapke pass Achcha experience hoga to aap Kamyab Ho Gaya aap Forex trading Mein fail ho Jaenge to isliye mehnat Karte jaen To Aane Wale Waqt mein aapse bahut hi acchi Nahin Hasil kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                      Dear aap nain bht acha sawal kiya hai jub bhi market main enter hun to aapki thinking positive honi chaye agar aap positive sochain gay to aap k sath acha hi hoga gar aap enter honain say pehlay hi negative sochain gay air double mind rahen gay to aap ka bhi bhi kamyab ni ho payen gay is liye hamesha achay ki umeed rakhain ayr market kabhi kabhi dhokha day jaata hai Lakin yeah surf us waqat ota hai jub koi news ati hai mgr maximum te is ki movement same analysis k mutabiq hoti hai lehaza jub bhi kisi news k chances hun to tradi g na arain is tarah ap ki thinking main kisi qisam k ghalat ideas ni ayengay
                      • #26 Collapse

                        Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                        Foreign currency trading ek aisi market hai jo ki positive behaviour ke sath aur confidence behaviour ke sath hi mukammal ki ja sakti hai hi kyunki agar aap trading mein behaviour negative rakhte Hain to phir aapko kisi bhi lamhe bahut bada loss a sakta hai. Training mein positive behaviour se Murad yah hoti hai ki aapane yahan per trading platform ki terms and condition ko avoid nahin karna aur trading ki learning mukmmal sar per lene ke bad hi aapane trading start karni hai. trading ki basic se lekar advance ka jitne bhi term Hai unko aapane acche tarike se samajhna hoga aur apne hi trading terminal per utilise karte ho ya apne trading Life ko aur ziada strong banana hoga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: trading ma positive behaviour every time helpful hota hai kya?

                          Assalamu Alaikum dear friends ji han Janab aapane bilkul sahi kaha hai Forex main aapka behaviour Bada matter karta hai agar aap positive attitude ke sath kam Karenge to aapko bhi Badle Mein Achcha Khasa bonus Milega Jab isko is joke Lenge to yah bhi aapko joke banaa Dega aapko ismein hard work karna chahie agar aap Kamyab trader Banna Chahte Hain aapko chahie kya positive attitude ke sath kam Karen Jab are positive Milenge agar aap Sochenge hi negative Iske bare mein to aapko Los hi hoga aur koi fayda nahin Hoga ismein isliye think positive polity table and bi positive successful ho sakte hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X