Kiya forex main strategy kay baghair profit ho sakta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex main strategy kay baghair profit ho sakta hai?
    Dear forex forum members kiya aap kay pass koi acji strategy naho aur aap simple tareeky say trading karin to apko long term main profir ho sakta hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G nahi dear esa bilkul be mumken nahi key without any trading strategy use key ham profit earn kar saken, trades to ham andazy se open kar be sakty hey aur luck par depend kar key us me hamy profit be ho jata hay magar ham kabi be esi trading ko achi aur successful trading nahi keh sakty hey, kamyab trading wo hoti hay jo har trade ham strategy key open karty hey esi trading me hamy loss ka zeyda dar nahi hota aur hamari har trade hamy acha profit hi de sakti hay, risk free trading nahi ho sakti magar strategies key help se ham risk ko kam zaror ka sakty hey.
    • #3 Collapse

      G han jnb aap nain bht acha sawal kiya hai mgr meray khiyal main forex main aap tb hi kamyab ho saktay hain jub aap kisi stretgy k through kaam karaingay aap ki aik stretgy honi chaye or is stretgy pr aap ko qayem rehnan hoga jis ki wajah say aapko acha profit ho sakta hai .agar forex main aapko loss ho jaye to yeah ni karnan k aap apni stretgy say hat jao balkay apni stretgy ko thora sa time dain umeed hai markeet aap k haq majn move karaygi aur aapko acha khasa profit daigi jo k aap withdraw karsa saktay ho js forum j zariye.
      • #4 Collapse

        kisi bhi online or off line business mi ak achi munsobabundi acha profit dilati ha , in forex bhi iysa he ha ke is mi agar ak trader better planing rakta ha and us ke pass achi strategy ha ke tu wo achi trade laga ker profit hasil ker skata ha , kisi strategy ke bager and munsobabundi ke bager profit hasil kerna kafi mushkal ha , her kamyab tarder apni strategy rakta ha .

        Click image for larger version

Name:	5ema-and-8ema-forex-trading-strategy.png
Views:	3
Size:	169.1 کلوبائٹ
ID:	12321031
        • #5 Collapse

          dear forex trading members Assalamualaikum ma apko yeh btana chahta hun ky without strategy profit ho skta hai lkn risk factors ko avoid nhi kia ja skta hai apko maloom hona chye ky forex trading ma expert bnana zaroori hai tukky lgany sy apko profit bhi ho jata hai jub ky long term trading ky leay apko trend ka maloom hona zarori hai
          Analysis ky bina trading na kren strategy short term ya scalping ky leay best rehti hai

          ​is leay apko trading ma knowledge aor experience hasil krna hota hai Forex trading ky leay apko planning zazaror krni chye aor skills aor management ky sath tradtrading ka apna he maza hai
          • #6 Collapse

            Forex Main Strategy k Baghair kamyaabi
            Forex main say main cheez strategy hoti hain aur agar apki strategy sahi nahi hai to apko kamyab hona dhushwaar nazar aata hai. mane kafi saary traders ko observe kiya hai kay wo kise mustanad strategy ka bina he trading karty hain to unko shyed kise kise trade main faida ho jaata hai magar most trades main unko loss he hota hai. jis k main reeason strategy ke ghair mojoodgi hai. lehaza main samjhta hun k strategy ka bina trading main profit hasil karna na mumkin sa hai. es ka elawa aap ye bhe daikh lain ka kabi kabi aise situation ho jati hai ka apko bhy samjhdari aur jaldi ma faisla karna hota ha jo k aap strategy ko dekhy aur banay bina decision nahi la sakte.
            • #7 Collapse

              Nhi planning ky bgr him log kabi bi forex market ma kamyab nhi ho skty ha is leya him logo ko zayada Sy zayada mhnat krna hoti or achi sy achi planning krna hoti ha jtni achi planning itna acha profit
              • #8 Collapse

                Achi trading strategy kay baghir forex trading mai long term kamyabi hasil karna namumkin se baat hai .
                Iss liye maire kahyal say achi strategy kay baghir forex trading mai kamyabi hasil nai ke ja sakti hai. Traders apny trading style , investment aur baqi factor b made nazar rakh kar he traders ko apni strategy develop karne hoti hai. jis kay baad he forex trading mai kamyabi ka hasool mumkin hota ha .
                Kafi saray traders yeh b karty hain ke kisi dosray traders ke strategy per kam karty hain . yeh b aik nakami ke bari waja hai. ksi dosray trader ke strategy har trader kay liye suitable nai hoti hai aur trader ke liye behtar yehi rehta hai ke woh apni trading strategy zaroor develop Karin aur phir iss kay mutabiq kam Karin.
                • #9 Collapse

                  Kabhi bhi aap Log Yahan Par planning ke Bukhar kam nahi kar sakte hain planning both are important Hoti Hai Jaise Jaise aap isme earning increase karte hain experience increase karte hain aap ki Yahan Par planning week Uske Speed ke sath increase Ho Jati Hai phir aap Yahan Par long time ke liye Spain capital generate Karte Hain easily Adnan Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Dear forex aik aisa business hai his main aap Betti g bilkul ni kar Sakta Betti g k zariye aap aik bar kamyab ho jayen gay do baar kamyab ho jayen gay lakin bar bar kamyab ho saktay is liye o chaye k aap apni stretgy koi tiyar kar main air best stretch aapko us waqat milay GI jub aap different type of stretgy apply karain gay demo account PR air jis say aapko ziada profit ho us ko aap real account PR apply karo aur us say profit earn karo had trader ko apni aik stretgy hoti hai jisko woh use kartay hain koi scalper hota hai koi short-term trader hota hai koi long term trader hota hai...
                    • #11 Collapse

                      Aap Yahan Par kabhi bhi planning ke bagair earning kar nahi sakte hai jitni Jyada aap Yaha par earning karte hain aap Yaha par maximum working or stable business ko develop kar sakte hain Yeh plannings aapko market Mein kaam karne ka ek achha wala Idea provide Karta Hai Kitne acche se aap kaam karte hain aap market mein jyada working se satisfaction Hasil kar sakte hai aur aap ko kabhi bhi yahan se nuksaan nahi hoga
                      • #12 Collapse

                        g nhi bhai forex ma jtni achi ap ki strategy ho gye ap ko itna acha profit mil ga is leya ap apny strategy ko acha or bhter bnao tak ky ap ko acha profit mil skty or ap achi earning kr sko
                        Removed by Moderator.
                        • #13 Collapse

                          Dear jaha tak baat hai market mai profit ki to ais mai kuch keh ni sakty kun k ye to depend karta hai market ki moment par agar market acha move kar jaye aor ap ne trade lagai ho to ho sakta hai k ap ko aus mai profit ho jaye magar ais mai ye hai k bahot hi zayda trading strategies hai aor help k liay banda koi indicator bhi use kar sakta hai aus se ye faidda hai k hum agar ais mai kaam karty hai to hum ko ais mai koi bhi aik trading strategy bana leni chaye ya koi indicator pakar lena chaye aor aus k sath hi kaam karna chaye kun k aus mai ye ho ga k ap ko over all profit ho ga ye to ni keh sakty k ap ki her trade profit mai jaye gi kuch stop loss bhi hit ho jaty hai ais liay hum ko ais mai soch samjh k kaam karna chaye.
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                            Dear forex forum members kiya aap kay pass koi acji strategy naho aur aap simple tareeky say trading karin to apko long term main profir ho sakta hai?
                            Forex trading main dinner ready all planning case trailer 100 successful karte hain lekin continuous profit banane ke liye Forex trading Mein Hame trading strategies for planning banana padta hai bina Strategies for planning ke hum Forex trading Mein successful nahi ho sakte isliye traders ko chahiye Ke Jab We delete Kare Toh usse Pehle apni Puri strategies of planning Banaye Kabhi was successful Honge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading koi aam business nahi hai iss ko log bohat aasan samjhty hain mager jab wo trading start kerty hain to un ko loss ho jata hai aur phir wo mayoos ho k trading chorr jaty hain iss ki main waja ye hai k log beghair planning k trading shuru ker dety hain. Duniya ka koi bhi kaam ho iss ko shuru kerny se pehly hum ko planning kerni perrti hain aur phir uss target ko hasil kerny k liye hum koi na koi strategy banaty hain k hum kiss tareqy se apni manzil tak pohchain gay. Forex trading main ager hum beghair planning k kaam kerain gay to iss main risk bohat ziada hoga ho sakta hai k aap ko profit ho jaye mager jab aap yehi kam koi strategy bana k kerty hain to uss main risk k chances bohat kam ho jaty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X