Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?
    dear members mene bohat say logon say yahi suna ha k expert traders koi 2 se 3 wajuhaat ki bina pey trade lagatay hen warna nahe kartay trade wo 3 wujhaat konsi hoti hen ap batain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear trade open karny key bahot si wajuhaat hoti hey koch traders fundamental analysis (market news) key bina par trades open kar lety hey aur koch traders technical technique use karty hey magar me samjta hon key key fundamental analyzing se proper market ka jaiza leya ja sakta hay, technical analyzing market big news ki waja se work nahi kar paty magar jes trader ne news key bina par trades open key hoty hey us ko news ki waja se market ki big movement se acha profit earn karny ka advantage mil jata hay.
    • #3 Collapse

      H Kuch Aise method hi kuch Aisi increase hi kuch Aisi plan Hoti Hai jinko Hum use kar sakte hain jinko Hum follow kar sakte hain Jiske Ji Baja sae Hum Jyada Se Jyada Apna capital generate kar sakte hain koun Hum maximum earning for his ke sath sath learning bhi yahan se kar sakte hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ashiashi پيغام ديکھيے
        dear members mene bohat say logon say yahi suna ha k expert traders koi 2 se 3 wajuhaat ki bina pey trade lagatay hen warna nahe kartay trade wo 3 wujhaat konsi hoti hen ap batain
        My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma following wajuhaat ha just ki Bina py him log trading KR skty ha or acha profit hasil KR skty ha

        Mhnat
        Analysis
        Forex signals
        Lalach sy dor
        Support or resistance
        News
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

          Chahiye ke Hamesha trading karte hue aur Pompeii posting karte hue achi post Karen aur post ki party ko Jarur Dekhen Kitni acchi Hamari dost ki quality Hogi Hum Kitna Jyada bonus Bana Sakenge post ki quantity ke saath saath posts ki quality ko bhi Jarur dekhna chah he is se Hamara bonus increase hota hai aur hum usse achi apni bhi kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

            Jee haan bhae h forex main jab bhe trade letter Hain us main 2 say 3 reason mean wajohaat hoti Hain pher he hum kise bhe pair ko sell yabuy kerty haen us main main ko explain kerte Hoon
            Aik to meet dost app k pass technical knowledge hooga pher he app Trend line ka use karean gy pher app support and resistance deikhain gy our fibo tool ka 50 ya 61.8% level ban raha hoo ga to pher he app but ya sell ki trade lain gy our market main enter Hoon gy Kum say Kum 3 wajohaat app k pass trade open karny k leay app k pass honi chahain pher he app mini lot k sath capital k mutabik sell yabuy karean
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

              meray khayal se har trader ki apni trading strategy hoti ha jis k teht woh trading karta ha aur market ma entry leta ha is lye chand ahm aur common chezain jin ki wajah se trader traders lagatay hain jaisay
              == Fundamental analyses: boht say trader news ko follow kartay hain aur calendar ko follow kar k high profile news ka wait kartay hain aur ziadah tar pending order ka use kartay hain
              == trend k mutabiq trades open karna bhi aik ahm wajah hoti ha q k forex m trend friend ki tarha hota ha trading ma
              == apni trading strategy ma indicators k signal ka wait kar k entry lena otherwise agar signals na houn to wait karna bhetar smajhtay hain
              == support aur resistance levels ko check kar entry leana
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

                Trade lagany ki reasons agar ap puch rahy hai to profit hi main reason hai agar ap kahy k me wesy hi trading karta hu to galat hai agar ap sahi kahy k to ap profit ki waja sy hi trading karty hai.
                Or agar ap puch rahy hai k trading kesy lgai ja sakti hai to ap ko btana chahta hu k analysis kar k agar movement smjh ajaye to ap trading kar ly yani trade open kar dy.
                or agar ap ko market ki movememnt smjh nahi ati hai to ap ko trading nahi karni chahiye q k agar ap phir trading kary gy to ap ko loss ho jaye ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

                  wo 2 wajuhat hain jin ky zairiye Trading ki jati hai .
                  Trading krny se pehly Analysis / Tajzia kia jata hai . analysis 2 tra ky hoty hain. fundamental and technical analysis . Fundamental Analysis ky bary me malommat : EURUSD ap dekty hain ke amraca me by rozgari ki shara ziada hai ya majmohi pedawar me kami waqia hoi hia ya fhir baraamdat me kami waqia hoi hai to is ka mean hai doller kamzor howa hai . Doller kamzor howa to EURo behtar howa . to fhir hum EURO buy kryn gy .
                  Agar by rozgari me kami hoi hai ya majmohi pedawar me azafa howa hai ya barAamdat me azafa howa hai to iska mtlab hai dollear mazboot howa hai . Doller Mazboot howa to EURO kamzor howa . is sorat me hum EURO sell kryn gy . mean EUR/USD sell kryn gy .
                  Mehnat Me Azmat hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

                    Aik perfect trader kabhi bhi us time tak trading start nahen karay ga jab tak woh Forex trading kay baray main full knowledge hasil nahen kar leta aor Forex ko poori taran learn nahen kar leta kamyab trading kay liay Forex trading ka knowledge aor learning dono bohat zarori han learning amain market ki movement ko judge karna profit earn karna loss say avid karna aor sahi time pay trade lagana shamil hota hay traders ki Forex main trade laganay ki sab say bari waja Forex ka knowledge hay is kay bad woh market ki movment ko dekhta hay jab usay yeh yaqeen ho jata hay k news kay hisab say market up ho rahi hay to woh trade start kar deta hay aor jab usay pata chalta hay k market down ho rahi hay to woh trade close kar deta hay is taran woh bohat had tak loss say bach jata hay bal k big profit hasil kar leta hay dosra yeh k log apnay experience ki wajah say bhi trade lagatay han lakin market ki movement def rent honay ki waja say kafi mushkil paida ho jati hay is liay ziada tar traders news pay hi trade lagatay han.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Wo konsi wajuhaat hoti hain jinki bina pey trade lagatay hain?

                      Lalach traders Ki Sabse Badi mistake hai traders Jab knowledge Karta Main To traders ka profit bhaina loss Mein change ho jata hai isliye traders ko chahiye K trading karte hue Hamesha reasonable profit Banaye Jyada project banane ki grid na Karen is salons ke chances badh Jaate Hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X