Jaiza: Ichimoku Indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Ichimoku Indicator
    Ye indicator Goichi Hosoda name kay aik analyst na banaya tha. Ye indicator chart mein apply kartay hi chsrt mein 2 lines aa jatay hain, based ones aur conversion, lines kay sath hi aik cloud shape structure bho hota ha jisay ichimoku cloud kehty hain.
    Click image for larger version

Name:	1.PNG
Views:	1
Size:	27.1 کلوبائٹ
ID:	12461784
    Click image for larger version

Name:	2.PNG
Views:	1
Size:	96.5 کلوبائٹ
ID:	12461785
    Is indicator ka istemal bhi Moving average jesa hi ha.Sab se pehlay last 9 candles conversion line ki maloom ki jati hain, aur 26 candles baseline ki. Phir in ki maximum and minimum price calculate ki jati ha aur in kay darmiyan average ko Tenkan kehtay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aapke paas Forex trading mein both Jada essay indicator and you aapko market kar friend batate hain agar aap Chahte Hain Kya wo Sar indicator use Karke market kit send kar Pata Laga Le Sabhi possible hai aur aap bilkul kar sakte hain Forex trading ne bola indicator Karke aap bahut jyada profit bhi Hasil kar sakte hain aur Jyada Jyada adding bhi kar sakte hai agar aap Chahte Hain capacitor Bane toh aapke chahiye indicator ka Sahi Jaye Se Laga kar usse Lagaye
    • #3 Collapse

      Market Mein working karne ke liye main indicator ka use moving average ke sath karna chahiye sabse Pehle main candlestick iski basic lines Ka Pata hona chahiye ke score calculation Kaise ki Jati Hai Zamana Ishq basic knowledge Ka Pata Lag Jayega uski moving average Ka Pata Lag Jayega from market mein bahut isliye working kar sakte hain ko samajh sakte hain market ki direction Ka Pata Hona confidence ke sath increase ho sakta hai Jiska business ko develop karna bahut pasand ho jayega
      • #4 Collapse

        my dear brother indicater ki waja sy him log forex market sy acha profit bna skty ha is ky leya him logo ko apny knowledge ko increase krna hota ha or phir apny experience ko istmal krna hota ha phir him log kamyabi sy trading kr skty ha
        Removed by Moderator.
        • #5 Collapse

          assalamu alaikum bhai Agar Hum logo ko Fresh Market Mein Se Accha profit banana hai to hum Logon Ko indicator istemal karne chahiye indicator Kumar karne ke fayde ha indicator ko istemal karne se hum log kafi profit bana sakte
          • #6 Collapse

            Ichimoku indicator ki development technical tareeky se ki gai hay jes me 9 candles ki movement se market key future movement ka andaza lagaya jata hay, Ichimoku indicator me all indicators key formulas ko include kia jata hay jes me (support and resistance, trend direction aur momentum) shamil hey, ichimoku indicator other technical indicators se zeyda potent (taqatwar) tool hay es ley es key signals ko be bahot zeyda strong ya powerful samja jata hay, traders indicators se all trading lines aur trading information hasil karny key bad confidence se trades open kar sakty hey.
            • #7 Collapse

              Ichimoku technical indicator ko other indicators se ham compare nahi kar sakty hey es ki waja ye hay key ichimoku indicator me extra indicators ki calculation be include hoti hay jo key es indicator ka plus point hota hay aur ye indicator other kesi be technical indicator se zeyda batter signals provide kar sakta hay, support and resistance, momentum indicator aur sath me market trend direction ye all indicators 1 sat hi same time me work karty hey jes se traders ko market trend ko follow karny me ya market key reversal point ka zeyda behtar andaza ho sakta hay.
              • #8 Collapse

                My trading fellow main to app ko ye advice karoun ga k app simple RSI indicator use keran koin k wo simple hai our us ki aik simple c strategy hain divergence ki jes ko main modified jo main nay us ko kia hai app ko explain kerta hoon
                wesy to dosto hum normal RSI divergence aik point pay lety hian lekin app rsi ka high market ker lain our price ka high mark karen app ko aik point A rkhana chahy second price high B ho our market third high C point bnati hai our RSI still divergence main ho to app us ko sell C say krean gay to aik most confirm entry ho ge our us say app ko kafi acha profit milay ga our us ko understand kerna bhe koi mushkil nahe hai
                • #9 Collapse

                  Humm mera bhe point of view us barey main yahi hai k us main humean wo indicators use kerny chahin jo k boht he simple hoon our jin ko samjhnay main asani ho jesa k humery pass RSI hai our Main to Stochastic indicator use kerti hoon us mian ye boht he simple hai us k do level hain iak 80 our aik 20 ka jab market simple higher time frame main 80 ko cross kerti hai to main sell kerna shuro ker dite hon our same 20 say buy ker k simple profit un dono ka mean point rakhti hoon our us say mujhey kafi acha profit milta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Ichimoku Indicator

                    Hamein Pompeii Aisi post Karni chahiye Jis Ke quality or quantity donon Jyada honi chahie form page Hamesha trading se related hi posts Karni chahiye Kitni acchi Hamare post Hogi Hamein utna hi accha form se bonus Milega Is liye Hamesha form pesh Forex trading se related knowledge share Karen is se aapki post ki Valu Jada Hogi aur jo bonus Milega Woh Bhi Jyada hoga
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Ichimoku Indicator

                      Dear friend forex trading main humy indicators ka knowledge hasil karna both zarori ha q k ap aik indicator istamal karty han or us ko kase istamal karna ha ap ko pata he ni ha to ap ko ziada loss ho sakta ha fayda k ley humy pehly proper indicator ko samjena ho ga lchimoku indicator ko main abi tak seeka ni ha or na humy itna pata ha main simply RSI istamal karta hon sath moving average jis sy humy ziada sy ziada fayda ho sakta ha or humy loss kam sy kam hota ha jo bi indicator istamal karny to us k bary main maximum knowledge or information hasil kar lani chae ha ta k hum kamyab hon na k loss karwany

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X