Dear friend plz jo kamyaab traders hen wo zaroor new logoon ko helpout kia kren ta k wo aap say seekh saky is main aap ka koi nuqsaan ni hy magr un ka boht faida ho sakta hy. Ye tamaam experties sy request hy.
`
X
new posts
-
#1 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky. -
InstaForex -
#2 Collapse
Forex business ko esi ley to learn kia jata hay key traders apni money jo key trading me involve ho jati hay es ko apny knowledge aur trading expernice se safe rak kar profit earn karny ki koshish karen, es key ley Forex business ki complete learning karna har trader key ley zarori hay, ham esi books ko read kar key learning kar sakty hey jes ka maqsad hi Forex business me traders ko expert banana ho aur indicators signals ko be bahot zeyda ehmeyat hasil hay jo key auto system se hi market ka technically jaiza le lety hey. -
#3 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Bahut Sare log Kis Ko join Karte Hain is a long time ke liye working karte hain qismat time spent karte hain market ko baat karte hain jaise Jaise main market ki movement dekhte hain in Mein Aana karne ki conditions for Bhi Jyada start ho jati isko samajhna lazmi Hota Hai Iski learning required Hoti Hai Jaise Jaise aap isko learning ke liye use Karenge aap ki earning increase ho jayegi -
#4 Collapse
-
#5 Collapse
forex ko sikhny k liye recoureces tu boht hoty hain or yah bhi kah skty hain k kafi material milta hai jis se hum apni trading ko sikh skty hain es liye apni trading ko bhatr karny k liye jo sahi or basic tarika hai wo yahi hai k pahly foex ko leran karen k forex kiya hai jis k liye apko market se books milti hain pher ap google par har trah ki help mil jati hai osko dekhen ab tu boht se expert ki vedios bhi hoti hain jin ko dekh kar trading ko sikh skty hain jub ap leraning kar lety hain os k bad apko os leraning ko test karny k liye demo account ko use karna chahye or 3 se 4 moth main demo ccaount par trading practice kar skty hain tu hum kafi had tak trading ko sikh skty hain or apna expiernce gain kar skty hain dosra swal yah hai k hmain loss kesy kam hoga or hum kesy loss se bach skty hain?
loss se bachny k liye hmain apny learning ko use karty howe trading karni chahye market ko achi trah se analyse karen apni trading main risk ko akm se kam set karen q k jitn apki trading main risk akm hoga otni he apko loss nahi hoga -
#6 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Dear friends forex ka mukamal knowledge hasil karna tou bohat hi mushkil hy lekin agar ap seekhna chahty hyn tou behtreen treeqa ye hy k ap isi post forum pe har qism k sawal dekh k answer hasil kar sakty hyn in me bhi kafi information hoti hy. Q k har bandy ka mukhtalif jawab hota hy or is se log compare kar k ghalatiyon ko side pe ker k apni info nikaal lety hyn is k ilawa ap demo account use kar k trading lagaana seekh jaaty hyn books parrha karen jo forex se mutaliq hn is k ilawa forex news or calender per zor den or trading me jin ghaltion ki waja se loss hota hy un se seekhen yehi ap k liye best hy -
#7 Collapse
Forex ka business 1000 business hai business ki help se aap sab log easy Se Usko join kar sakte hai isme acche se working Karke isme experts Ban sakte hain jaise Jaise apko working karne ka idea Aata Jayega aap ke kam karne ki condition speed increase hoti Jayegi aapka market Mein long time working karne ka ek achche wala Idea Mil Jayega Aap Yahan Se Achha wala business develop kar sakte hain sab kuch bhejne ke liye -
#8 Collapse
Forex trading mein involve honay se pehlay is baat ko jaan lena chahihe kay nuqsan aur munafa dono forex ka hissa hain, kabhi profit hoga aur kabhi loss. Ab strategy banani parti ha kay jis se loss kam se kam aur profit ziyada se ziyada ho. Aam tor par 60:40 ki strategy achi samjhi jati ha kay 60% profit aur 40% loss total account par ho lekin ye ratio account ki amount aur trader ki strategy par depend karti ha. Kuch accounts par 40% loss bhi bohot ziyada hota ha aur aisay accounts bhi hotay hain jin kay liye 60% profit kam jota ha. Forex trading ki nature ko agar samajh liya jaye aur us kay mutabiq strategy develop ki jaye to loss kam se kam hoga. -
#9 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
Friend ap ny bilkal tek kaha hy senior members ko junior k sath apna knowledge or experience share krna chaiy ta k dosron ko b is sy fayda ho forex trading sekhny k bot sy treqy han ap forex ko sari zindgi b learn krty rahan to nakafi hy forex ko ap net sy search kr k b sekh skty han anylyses ko study kr k b sekhty han sb sy zyada ap pak forum m posts kr k apna knowledge or experience brha skty han demo account m practice kr k b ap forex k mutaliq experience hasil kr k successful traders ban skty han bs ap ko hardworking ki zrort hoti hy forex ko zyada sy zyada learn karan ta k successful hon -
#10 Collapse
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
Forex trading business ki learning zaroori hy forex trading business mein agr learning knewledge acha hy tu hi forex trading business ko kar saktay han aur forex trading business mein kaamyaab ho saktay han aur forex trading business ki learning k liye ap ko buht ziada mehnat ki zaroorat hoti hy aur is k liye forex trading business ki learning ap ko js traha bhi ho mehnat kar k karni cahaiye aur knewledge Jahan se bhi mil Jaye hasil Karna cahaiye aur forex trading business ki learning knewledge ap apne experience trader see hasil kar saktay han aur khud mehnat aur hardwork kar k ap net par search kar k learning kar saktay han aur sab se ehm hy wo hy ap Pak forex forum par bhi kaam kar k learning knewledge hasil kar saktay han aur is k elawa ap apni mehnat se demo account par practice kar k trading ki learning hasil kar saktay han learning knewledge hasil karna cahaiye js traha bhi ho is k liye khud buht ziada mehnat karni parti hy khud mehnat karain gay tu hi forex trading business ki learning knewledge aur experience hasil kar saktay han -
#11 Collapse
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
forex ko sikhne ke liye hard work ki zarurt hi jo ke bohat zuari hai learning ke liye bohat se ways hain jo ke ap use kar skte hian or ap successful ho skte hai Forex ki market main or is main hum ko fida hia mare khayal se or hum ko lazmi is main fida lena ha success haisl karne ke liye. -
#12 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
dear forum member agar hamko koi yeh kahay k forex ko aisay seekha ja sakta hay k is main kisi kisam ka koi nuksaan nai hoga to wo hamko aur ziada nuksaan dainay k chakkar main hay aisa koi bhi method nai hay jisk hasil kr lainay say ham markeet main 100 percent tak safe tareekay say kaam krnay main success ho saktay hain hamko lose ka hona zaruri hota hay laikin agar ham achay tareekay say isay learn krntay hain to ham is main honewlay lose ko ziada say ziada kam kr saktay hain laikin finished nai kr saktay hain is liye better yahi hay k hamko aisay shorcuts say bachna chaye aisay fake tareekay azmanay say ziada better hay k ham is main apnay knowledge k hisaab say mehnat krtay rahain jo asal aur sab say achi success hay. -
#13 Collapse
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
Assalamu Alaikum ji han aapki baat bilkul theek hai bahut Sare log yah Sawal Karte Hain ke Forex ko kaise Sikha Jaaye to iske liye sabse behtarin HAL liye hai ki aap demo account mein kam Karen aur ismein kam Karke Achcha expensive kar le Jab aapke pass Achcha experience Ho Jaaye to Uske bad hi Apne real account mein investment Karke trading start karen jisse aap loss Nahin Hoga aur aapko acchi experience ki vajah se bahut hi kam time mein achi earning ho jay gi bahut se log Dam account mein kam Kiya Gaya Jab unke pass experience Nahin Hota To vah real account management Karke trade karte hain isliye Unka account was ho jata hai aur unko Ek bahut hi Bada loss Sahana padta hai yah Baat bilkul galat hai is vajah se aapko sabse pahle Dam account mein kam karna chahie jab tak ki aapke pass Ek Achcha experience Na Ho Jaaye aapko real account mein investment Karke trading bilkul bhi nahin Karni chahie -
#14 Collapse
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
Ji ap nay bohat acha sawal kia hay Forex ko start karnay say pehlay har traders kay mind main yeh bat zaror aati hay k ham kaisay learning karan k haman loss na ho ab agar bat ki jay Forex main loss ki to us kay liay first of all trader ko Forex ka basic and technical knowledge hasil karna chahiay is kay bad kisi aisay zariay say Forex trading ki learning karni chahiay jis say achi taran Forex ko seekha ja sakay us kay liay chahay kisi tauter ka choose karan ya phir kisi online zariay say learning karan ya phir Forex ki books say learning karan maray khial main to yeh sab say best rahay ga k kisi expert aor senior trader say help li jay jo k ap ko face by face trading sekha sakay is say sath sath Forex trading ki practice bhi hoti rahay gi aor kamyab learning bhi kun k expert trader jo k ap ka Forex teacher bhi ho ga ap ko live trade kar kay dekhay ga aor ap ko sath sath sekhay ga bhi is say jab ap trading khud start karan gay to ap ko koi nuqsan nahi ho ga aor ap kamyab trading kar sakay gay. Dosra agar bat ki jay learning kay doran ki k learning kay sath sath learner ka koi nuqsan na ho to is kay liay learner ko chahiay k woh Pakistan Forex Forum ko join karan aor is say learning kay sath sath bonus bhi earn karan is say trader ka jo abhi Forex ki learning kar raha hay koi mali nuqsan nahi ho ga bal k usay apnay zati akhrajat kay liay withdraw able bonus bhi milay ga jisay woh withdraw bhi karwa sakta hay aor usay use bhi kar sakta hay sath sath non withdraw able bonus bhi milay ga jis say trading start karnay main help milay gi aor bina kisi investment kay trading start ki ja sakay gi. -
InstaForex -
#15 CollapseInstaSpot: کسی بھی EPS اور بینک سے منافع واپس لیں، اور EPS اور cryptocurrencies کے تبادلے پر 7% تک کمائیں۔
Re: Aksar log sawal karty hen k forex ko kesy seekha jay k nuqsan sy bach saky.
aslamualikum.....Acha tool lag raha hai muje lagata hai hame ise ek baar use karke dekhnahay key traders apni money jo key trading me involve ho jati hay es ko apny knowledge aur trading expernice se safe rak kar profit earn karny ki koshish karen, es key ley Forex business ki complete learning karna har trader key ley zarori hay, ham esi books ko read kar key learning kar sakty hey jes ka maqsad hi Forex business me traders ko expert bananachahiye apni trading mai kyunki bahut baar ham bas technical analysis karke trading karte hai market mai jab ki hame pata nahi hota hame kitani risk leni chahiye apni account aur kitani nahi.. thankssss.....
اب آن لائن
ہم مواصلات کے پلیٹ فارم کے طور پر فاریکس فورم فاریکس پاکستان کے آپ کے انتخاب کی تعریف کرتے ہیں۔
موجودہ وقت 01:42 PM (GMT+5)۔
Working...
X
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим