Reversal Breakout strategy aapke liye boha hi important role play kar rahi hoti hai. jab ap market mein Apne support level aur resistance level ko Breakout karty hain aur uske baad apni movement Jaari rkhty Hain Tou Aeisi situation mein humein bohat zyada profit aur loss bhi ho sakta hai. agar market Hamari pair mein Hoti Hai Tou Aeisi situation Mein Ham bohat ziyada addvantages Hasil kar sakty hain aur Agar market Hamein favour nahin karti To Aeisi situation mein humein bohat zyada nuksaan hony ky chances ho sakty hain issi liye Humein Puri koshish Karni chahiye phir Jab Ham market Mein kam Karty Hain Tou Humein Forex trading se related complete learning Hasil Karni chahiye aur is ki reversal trends se related aapko properly updated Rehna chahiye.
jo trader aek hi side par sochty hain wo kbhi bhi kamyab ni ho paty. Market aek time mein trader ko profit dy sakti hai aur agly hi pal mein us sy profit cheen kar us ko itna loss dy sakti hai k us ka account b wash ho sakta hai. So, trader ko chahiye k wo apni trades ko stop loss aur take profit sy protect kary. Jo trader market ko easy leta hai us k liye market mein survive karna bohat mushkil ho jata hai. Jo trader market ko aek oppose ki nazar sy deikhta hai wo acha profit b hasil kar leta hai aur uska account bhi safe aur secure rehta hai ye hii aek kamyab or expert trader ki nishani hai k wo market ko kbhi bhi easy nahi leta balky is ko serious le k is mein mehnat se kaam karta hai phir hi usko faida hota hai..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим