What is bid price & ask price in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: what is the difference between BID and ASK in forex market??? explain

    forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates deikhny ko milty hain.jese k ID aur ASK prices mein kia difference hai. tou yh wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahn pe jo currency k 2 Rates chal ry hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain .
    BID:
    dear forex members BID price low price hoti hai jab market move kar rahi hoti hain tou us mein apko 2 rate milty hain. 2 rates nazar at hain 1 upper side pe likha hota hai. aur dusra rate down side pe likha hua hota hai. jo downside wala rate hota haiusko ham BID kehty hain. jab ham koi cheez sell kar k trade lgaty hain to wo price BId se start hoti hai aur jab ham usko ASK price touch karty hain tou us waqt hmara profit or loss "0" ho jata hai.forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates deikhny ko milty hain.jese k ID aur ASK prices mein kia difference hai. tou yh wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahn pe jo currency k 2 Rates chal ry hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain.

    Ask prices :

    Dear ask price sa related jb ap metatrader 4 ko clearly observed kar rahe hote hain to ismein Jo price aapko Jyada Najar a Rahi hoti hai usko aap ask price Kahate Hain for example Jab aap crudeoil ya Kisi commodity se related metatrader 4 Mein prices observe kar rahe hote hain tu jo Jyada rate chal rahe hote hain vah Hamesha ask prices hoti hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

      Forex trading me Kam krty hvy hmy bid price ask price or spread k Bary me Janna BHT zrori hota ha AGR hmary pas inky Bary me information or knowledge Ho to hum trading achy sy perform krskty Han..

      BID PRICE & ASK PRICE
      Market me hmesha bid price ask prize sy less hoti ha..ab me apko btana chahta hon k bid price hota Kia ha for example apko ksi NY 1000 dollars gift krdye Han or ap Western Union Gaye Han ya money Brooker me ya ksi b money gram me Gaye Han to ap NY unsy kaha k mjhy yeh 1000 dollar exchange kr k Pakistani rupees Dy den to wahan py Brooker Jo hmari money exchange kr k price hmy dega woh bid price hoga bid price Brooker ka offer price hota ha Jo trader ko offer krta ha Brooker hmesha apko km price hi Dy ga JB apko bechna ha to isi trha JB Brooker apsy price khred ly ga or koi or trader usky pas ayega or kahy ga k usy dollar Brooker sy khredny Han to Brooker usy wohi dollar ziada rate me Dy ga isy ask price khty Han ask price me Brooker apna benefit b nikal k trader ko dollar bechty
       
      • #63 Collapse

        Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

        Assalamualaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha sawal poochha hai ki Forex trading mein bid price aur ask price kya hoti hai agar aap ine donon ke darmiyaan different samajh jaen aur aur Market mein candlesticks baton ko dekh kar great karen to aap bahut achcha profit kab a sakte hain isiliye koshish karen ke market ko jyada se jyada time de jitna jyada aap market ko time denge ab utna hi achcha profit Kama sakte hain

        BID PRICE :

        Bed price hamesha ask price se kam hoti hai bid price paise ka livo price hoti hai jis price per broker aapse koi bhi chij purchase karta hai agar broker aapse koi bhi chij purchase karega koi bhi comment koi bhi share purchase karega to uski vah jo aapko buying amount dega usko Ham bed price kahate Hain aur yah hamesha ask price se kam hoti hai

        aur bed price aur ask price ke darmiyaan Jo difference hota hai vahi aapka brokar ka profit hota hai ya usko Ham aapke brokar ka profit bolty Hain

        ASK PRICE :

        jab bhi aap Forex trading mein yah stock exchange mein Koi bhi committee sale karte hain to use sale karne ke waqt aapko broker job price deta hai usko ham ask price kahate Hain uska price hamesha bed price se jyada hoti hai aur ine donon ke darmiyaan Jo difference hota hai vah aapka broker ka commission hota hai ya usko Ham sapread bhi bolate Hain
         
        • #64 Collapse

          Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

          Forex trading Mein kam Karte Waqt is me bid price aur ask price ko acchi Tarah Se understand kar lena chahie Hamen bed price ASk price ke knowledge ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Agar Ham Aisa Karenge To Ham market Mein Kabhi Bhi Apna Kam acche tarike se nahin kar Payenge aur na hi market se acchi success Hasil kar Payenge Kyunki market Mein bid price aur ask price bahut jyada importance rakhte Hain

          Market me Jab thread Ki price bahut jyada kam hoti hai to use kam price ko Ham bid price Kahate Hain aur jab market mein kisi thread ki price bahut jyada hoti hai to use price ko Ham ask price Kahate Hain isliye Tamam traders ko chahiye keva market ki aaj ki price aur bed price per acchi Tarah Se knowledge Hasil karna Kyunki in price ke jarie se market ki price ki movement ko bhi acchi Tarah Se understand kar Sakenge market Mein trade lagata Hua Tamam members ko chahie Kyon bahut hi Soch samajhkar market Mein trade lagaen aur use Waqt bid price Ko use na Karen Kyunki Agar wo bid price ko use karte hain to Is Tarah Se unhen market Mein nuksan uthana per sakta hai Agar vah is Mein hone wale loss Se Bachana chahte hain aur acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to unhen chahie Kyon market Mein ask price ko hi select Karen Kyunki ask price ke jariye se vah market ki price ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur market se acchi earning kar sakte hain

          Agar Ham market ki price ko samajhna Chahte Hain To uske liye Hamen market Mein maujud brokers ko select karna chahie Kyon brokers ki help chahie Ham market ki price ko acchi Tarah Se understand kar paate Hain isliye Hamen Unki help Se Hi market Mein Apni trade Lagani chahie
             
          • #65 Collapse

            Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad-ummi پيغام ديکھيے
            Forex trading me Kam krty hvy hmy bid price ask price or spread k Bary me Janna BHT zrori hota ha AGR hmary pas inky Bary me information or knowledge Ho to hum trading achy sy perform krskty Han..

            BID PRICE & ASK PRICE
            Market me hmesha bid price ask prize sy less hoti ha..ab me apko btana chahta hon k bid price hota Kia ha for example apko ksi NY 1000 dollars gift krdye Han or ap Western Union Gaye Han ya money Brooker me ya ksi b money gram me Gaye Han to ap NY unsy kaha k mjhy yeh 1000 dollar exchange kr k Pakistani rupees Dy den to wahan py Brooker Jo hmari money exchange kr k price hmy dega woh bid price hoga bid price Brooker ka offer price hota ha Jo trader ko offer krta ha Brooker hmesha apko km price hi Dy ga JB apko bechna ha to isi trha JB Brooker apsy price khred ly ga or koi or trader usky pas ayega or kahy ga k usy dollar Brooker sy khredny Han to Brooker usy wohi dollar ziada rate me Dy ga isy ask price khty Han ask price me Brooker apna benefit b nikal k trader ko dollar bechty
            Assalam o Alaikum! Dear ummeed ha aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha sawal poochha hai ki Forex trading mein bid price aur ask price kya hoti hai agar aap ine donon ke darmiyaan different samajh jaen aur aur Market mein candlesticks baton ko dekh kar great karen to aap bahut achcha profit kab a sakte hain isiliye koshish karen ke market ko jyada se jyada time de jitna jyada aap market ko time denge ab utna hi achcha profit Kama sakte hainBed price hamesha ask price se kam hoti hai bid price paise ka livo price hoti hai jis price per broker aapse koi bhi chij purchase karta hai agar broker aapse koi bhi chij purchase karega koi bhi comment koi bhi share purchase karega to uski vah jo aapko buying amount dega usko Ham bed price kahate Hain aur yah hamesha ask price se kam hoti haiaur bed price aur ask price ke darmiyaan Jo difference hota hai vahi aapka brokar ka profit hota hai ya usko Ham aapke brokar ka profit bolty Hainjab bhi aap Forex trading mein yah stock exchange mein Koi bhi committee sale karte hain to use sale karne ke waqt aapko broker job price deta hai usko ham ask price kahate Hain uska price hamesha bed price se jyada hoti hai aur ine donon ke darmiyaan Jo difference hota hai vah aapka broker ka commission hota hai ya usko Ham sapread bhi bolate Hain.
            • #66 Collapse

              Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

              Bid price and ask price in Forex trading market
              Trading members Forex trading market mein terms used ki jaati hain jinko aapane understand karna hai isko initial trading knowledge kaha jata hai agar aap kisi currency pair per koi trade entry lete ho aur usko sell opportunity wale karte ho to aapko is order ko ask price kahan jaega agar aap Kisi current affair per apni trade open karte ho aur vah buying opportunity ho to usko bid price kaha jaega.
              Forex trading market mein basic terms aapko Pakistan Forex forum mein hi learning ka mauka milta hai aur yahan per aapko each and every information bahut iji ve mein milati hai aur aap yahan per just like family community kam karte ho aur ek dusre ki help karte ho senior trading members aapko apna experience share karte hain aur aapko aisi baten batate hain jo aapko maloom hone mein time lag sakta hai agar aap yahan per minute karoge struggle karoge to aap effect professional expert ban jaaoge aur aapko less time mein zeyada profit lene mein help milegi.
              dear trading members is market mein humne kam is tarah karna hai jaise humko kuchh maloom nahin hai humne overconfidence hokar trading nahin karni hai lekin slowly slowly humne gradually apna race increase karna hai aur market mein management sikhani hai stop loss lagane ka tarika maloom karna hai aur market mein independent trading analysis karna hai is tarah ham expert trading member ban sakte hain
              Forum members bid price and ask price Forex trading market mein easy terms iske alava bhi aapko long term opportunity and short term opportunities terms Kabhi maloom Hona chahie long position and short position hidden secret words hote hain jinko professional trading member use karte hain is kam maloom Hona aapko jaruri hai long position usko Kaha jata hai jab aapane buying opportunity avail karni ho short position is waqt show Kiya jata hai jab aapane Kisi bhi trading per seling opportunity karni ho.
              Last edited by ; 26-09-2020, 12:39 PM.
              • #67 Collapse

                Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                Je dear ap ny aksar note kiya ho ga k kuch pair ya commodity k spread high hoty hain or kuch k spread low hoty hain. Kiya ap ny kbi socha hai k asa kiu hota hai. Asa es lae hota hai k kisi pair ya commodity ki bid or ask price zayada ho gi. Jb kisi pair ka ya commodity ka spread high hota hai to eska matlab ye b hai us pair ya commodity ma liquidity zayada hai. Or jis pair ka ya commodity ka spread kam hota hai to es ka matlab hota hai k es ki liquidity low hai. Ab ham ask or big price ko mazeed discuss kar lety hain.

                Ask and bid price. Bid price wo price hoti hai jis par forex trader kisi pair ko sell karny ma razi ho jata hai or ask price wo price hoti hai jis par forex trader kisi pair ko buy karny par razi ho jata hai. Ye both prices constant ni rehti balky ye continuously update hoti rehti hai. Ye value pair k interest rate par b depend karti hai. Misal k tor par us dollar k against british pound ki bid price hai 1.20720 ye wo price hai jis par trader gbpusd ko sell kary ga. Es k bad jo seller ye sochta hai k currency fall karny wali hai wo es bid price par pair ko foran sell karny ki khosis kary ga ta k market ma usko pair k downfall sy kam sy kam nuksan ho. Bid price or ask price k difference ko spread kaha jata hai. Spread ki valur aksar change hoti rehti hai. Kbi kisi pair ka spread barh jata hai or kbi kisi pair ka spread low ho jata hai. Trader ko trade ma in hony sy pehle spread ka pata hona chahe.
                   
                • #68 Collapse

                  Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                  shayad is ki wajah yeh hai ke khorda faroshon ka sirf ghair mulki currency trading ke hajam par thora sa assar parta hai, jo binkron aur deegar maliyati idaron ke tijarti hajam ka taayun karta hai jo ziyada tar muashi / bunyadi tajzia ke zariye tijarat karte hain. barray tajir nikal taajiron se chand qadam agay hain, lehaza agarchay aisa lagta hai ke takneeki tajzia car taajiron ki himayat mein hai, lekin haqeeqat mein yeh zaroori nahi ke ziyada munafe haasil kere kyunkay ghair mulki currency ki naqal o harkat barray taajiron ke zair control rehti hai jo ittafaq se market ko chillate waqt ghhor o fikar karte hain. takneeki se khorda tajir sirf takmeeli hain aur market ki naqal o harkat par amal pera hain jo is se pehlay ho chukay hain, is qeemat ko nahi berhate kyun ke tijarat shuda funds mehdood hain
                  • #69 Collapse

                    Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                    trading market mein kuch terms use ki jati hain jin ka knowledge aap ko lena chahiye aur ye aap k liye bohat he zeada eham bhi sbait ho sakti hain agar aap kisi currency pair par koi trade lagaty hain aur us ko sell opportunity avail kerty hain tou aap ko is order ko ask price kaha jata hai aur agar aap kisi current affair par itni trade open kerty hain aur wo buying opportunity ho tou us ko bid price action kaha jata hai forex trading market mein basic terms aap ko learn kerna ka moka pakistan forex par he milta hai yahan par har kisam ki information aap ko bohat he detail mein mil jati hai aur yahan par har kisi ki aik doosry k sath bohat he zeada equality hai yahan par senior members juniors ki help kerty hain taa k un ko bhi kaam kerny mein asani feel ho
                    humen yahan par is tarhan kaam kerna chahiye jesy humen kuch bhi maloom nahi hai kuen k yahan par hamen over confident hony ki zaroorat nahi hai agar hum yahan par over confident hon gy tou humen is se loss ho ga kuen k yahan par cheez aik limit mein achi lagti hai us limit k paar har cheez buri lagti hai excess of evrything is bad ye tou aap ne suna he ho ga forex ki market mein humen easy terms ko use kerna chhaiye aur is ko doosron tak spread kerna chhaiye taa k is se doosry logon ko bhi benefit ho aur humen bhi forex mein long position us ko kaha jata hai jab aap ne buying opportunites avail kerni hon aur ye us waqt show kiya jata hai jab aap ne kisi bhi trading per selling opportunity kerni ho
                       
                    • #70 Collapse

                      Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                      Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn kam krty huy hymn malom hona chy k trading krny k liy kin baton ko madnzar rkhna chy dosto Pakistan forex trading mn whe traders succeed hota h jo acha knowledge gain kr k trading krta h.
                      Dear members Pakistan forex trading mn ask price ar bid price line bhi mojod hoti hy. Dear members uon smjh len k ye prices ik qisam ki dealings hn jo hum apny broker sy krty hn dear friend bid prices hamseha ask price sy choti hoti h. Is mn hota ye h k jab hum apny broker sy koi bhi currency chng krvaty hn to brokers hymn kum price mn apna benefits rkh kr price ada krta h to ye bid price khlati h isi trha jb brokers sy hum koi chz purchase krty bn to phr bhi brokers hymn apna benefits rkh kr jo price deta h usy ask price khty h.
                      Mukhtasrann mn ye khna chta hon k bid price wo price hoti h jis pr koi bhi trader koi pairs sell krny pr raza mandd ho jata h. Ar asks price wo hoti h jis pr koi bhi brokers sy traders koi pairs buy krny k liy agree ho jata h.
                      So dear friends hymn chy k hum forex trading mn successful hona chty hn to hymn isi trha apny knowledge ko kisi na kisi toer pr improve krty rhna chy ta k hum acha knowledge gained kr k achi trading ke saekn
                      • #71 Collapse

                        Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                        Forex exchanging market mein terms utilized ki jaati hain jinko aapane comprehend karna hai isko introductory exchanging information kaha jata hai agar aap kisi cash pair per koi exchange section lete ho aur usko sell opportunity rib karte ho to aapko is structure ko ask cost kahan jaega agar aap Kisi current undertaking per apni exchange open karte ho aur vah purchasing opportunity ho to usko offer cost kaha jaega. Forex exchanging market mein fundamental terms aapko Pakistan Forex discussion mein hello there learning ka mauka milta hai aur yahan per aapko every single data bahut iji ve mein milati hai aur aap yahan per simply like family network kam karte ho aur ek dusre ki help karte ho senior exchanging individuals aapko apna experience share karte hain aur aapko aisi baten batate hain jo aapko maloom sharpen mein delay sakta hai agar aap yahan every moment karoge battle karoge to aap impact proficient master boycott jaaoge aur aapko less time mein zeyada benefit lene mein help milegi.mery aziz exchanging individuals is market mein humne kam is tarah karna hai jaise humko kuchh maloom nahin hai humne presumptuousness hokar exchanging nahin karni hai lekin gradually humne continuously apna race increment karna hai aur market mein the board sikhani hai stop misfortune lagane ka tarika maloom karna hai aur market mein autonomous exchanging investigation karna hai is tarah ham master exchanging part boycott sakte hain. Discussion individuals offer cost and ask value Forex exchanging market mein simple terms iske alava bhi aapko long haul opportunity and transient open doors terms Kabhi maloom Hona chahie long position and short position concealed mystery words hote hain jinko proficient exchanging part use karte hain.
                           
                        • #72 Collapse

                          Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                          Dear jab aap Forex trading me kam karte hain to aapko bid price aur ask price main difference Jarur Pata Hona chahie otherwise aapko bahut jyada problem ho sakti hain aur aapke take profit aur stop-loss ki calculation me Kuchh difference a sakta hai agar aapko bid price aur ask price main proper difference Nahin Pata to ismein aapki calculation wrong ho sakti hai Jiski wajah se aapko sometime Kuchh nuksan Bhi hone ke chance ho sakte hain.

                          Bid Price:

                          Dear jawab metatrader 4 per kam kar rahe hote hain to ismein aapko different do prices Najar a Rahi hoti hain Jin Mein Ek price bahut kam hoti hai aur ek price Jyada hoti hai dear Jo price kam show ho rahi hoti hai usko aap bit price Kahate Hain.

                          Ask Price :

                          Metatrader 4 per Jo price aapko Jyada Najar a Rahi hoti hai vah aapko ask price mil rahi hoti hai dear price se related main aapko further information apni post may provide Karunga jismein aapka ask price related concept clear ho jaega.

                          Dear jab aap metatrader 4 me kaam karti hui bid price aur ask price ki proper learning Hasil kar lete hain aur is ke Darmiyaan Jo difference hota hai usko calculate kar lete hain to isko aap broker ka Commission Kahate Hain Jisko aap Forex trading ki language mein spread Kahate Hain.

                          Dear jab aap Forex trading mein kisi commodity sapere ko purchase karte hain to usmein aapko Hamesha bid price mil rahi hoti hai aur aapki trading me yah entry point aapko mil raha hota hai jismein aapki trade ki calculation aapko mil rahi hoti hai aur ISI Tarah Jab aap selling Karte Hain To usmein aap ko Hamesha ask price mil rahi hoti hai dear jab iski against of Koi trade open karte hain to usmein aapko totally against prices offer ki ja rahi hoti hai iska matlab Yahi hota hai ki Jab Forex trading mein aap Koi chij purchase Karte Hain To usmein aap ko Jyada rate per purchase karna hoti hai aur Jab Koi oye commodity ya currency pairs sale karte hain to usmein aapko less rates per apni commodities of currency pairs ko sale karna Hota Hai.
                             
                          • #73 Collapse

                            Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                            Assalamu Alaikum dear member aapane Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai Ke bid price and ask price ka Forex trading Mein Kya Kam Hota Hai To Aaja Main aapko bataenge ke bid price and ask price ka Forex trading Mein Kya Kam hota hai aur isko Forex trading Mein Kitni importance Di Jaati Hai Ham Forex trading ke Business mein use Waqt Kamyab ho sakte hain Jab hamare pass Forex trading ke business ka Achcha Se Achcha experience or knowledge hoga without experience or knowledge Ham kabhi bhi is market Mein acchi earning Haasil nahin kar sakte isliye Hamen chahie Hamen apne kam ko Hamesha acche experience aur knowledge ke sath hi karne ki koshish karen



                            Bid price

                            Hamare Paas Hai bid price ke related acchi se acchi information Ka Hona bahut jyada important hai Jitna Jyada hamare pass bid price ki acchi se acchi information Hogi To Ham bid price ko acche tarike se understand kar Payenge bid price Hamesha ask price se less hoti hai bid price se Agar ham market Mein kam Karte Hain To Hamen Apne kam Mein loss hone ke Jyada chances Najar Aate Hain Agar Ham Apne iskam Mein hone wale loss Se Bachana Chahte Hain To Hamen bid price ko Apne kam ke liye kabhi bhi select nahin karna chahie



                            Ask price

                            Ask price Hamesha bid price a a Jyada important aur Jyada acchi Hoti Hai ask price se Ham forex market Mein kaam karke acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Jab Ham Apne kaam ko ask price ke sath Karte Hain To Hamen profit ke Jyada Se Jyada chances Najar Aate Hain Hamen Hamesha ask price ko hi Apne kam ki Pathri ke liye select karna chahie ask price ki madad se Ham apne business ko ek profitable business banaa sakte hain
                               
                            • #74 Collapse

                              Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                              Bid and ASK Dear friends jab Ham trade karte Hain to vahan per hamen currency rates k mutaliq pata hona chahie jo BID price hoti hai yah low price hoti hai jab market ki movement ko Ham dekh Rahe hote hain us m hamen do rates nazar a rahe hote Hain ek rate up side per likha hua hota hai aur dusra rate neeche likha hota hai downside wala rate jo ha wo hai selling rate hota hai is ko hm BID price kahate Hain Ham Koi sell trade lagate Hain to wo BID price se start hoti hai usko jab bhi ASK price touch kar rahi hoti hai to yahan per hamara profit aur loss 0 ho jata hai,Next baat karte Hain ASK price ki ask price wo price ha jab Ham market ki movement ko dekh rahe hote Hain jab market movement kar rahi hoti hai to hamen yaha per currency ki rates main aapko nazar a Raha hota hai jo buying price hoti hai usko hm ASK price kahate Hain Asan alfaz men ham keh sakte hen k ooper wali price ko BID yani buying price kaha jata ha aur neeche wali price ko ASK price kaha jata ha. Thanks
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

                                ji members kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se khate honge aaj ka jo question hai vah bidprice aur uska price ke bare mein hai ki yah training mein kya kidhar Ada karte hain bed price hamesha Ace price kailash hoti hai with price ki apni ek value hoti hai aur ISI tarah hi aas price ki bhi apni ek value hoti hai yah donon price hi apne apne tarike se bahut jyada trading ke liye important hoti agar hamen inke bare mein Janna hai tu zaroori hota hai ki Ham unke bare mein bahut acche se analyse karne aur market main market mein iski kya value hai iska bhi anda Dal Gale kyunki yah bahut jyada important hoti hai kisi bhi reading ko open karne ke liye ki hamen iski values ke bare mein pata chal jaaye with price bahut jyada istemal hone wali price hai ISI tarah bahut jyada istemal hone wali price hai agar Ham ine donon price ko acche se analyse Kar Le to hamari information nahin Pizza per hoga aur hamare experience main bhi ijaafa hoga agar hamen experience jyada hoga to isase hamen bahut jyada fayda hoga ki Ham bahut acche se kisi bhi price per kam kar lengehamen chahie ki Ham maximum time de apne kam ko aur hardworking ke sath kam Karen aur sabse aasan karne ke liye jaruri ho jata hai Ham hardworking ke sath kam Karen bed price aur aaj price donon price hi bahut jyada important and trading karne mein aur in price ko bahut acche se nice karne ke bad hi amaze price ke bare mein pata chalega aur apne senior member ko follow Karen aur unse guard 99 ki price kya hoti hai mujhe janne ke liye
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X