Sawal: Bullish and bearish engulfing pattern in forex trading ..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Engulfing candles in forex.

    Forex mai profit hasil karna difficult hai is lia hum log is mai kuch option ko use karta hain jin ki madad sy hum log acchi trade open kar sakta hain or earning bi acchi tub hi hasil hi gi jub hum log acchi trade karian gain forex mai in options ma a option hai candle stick ka pattern jis ko use kar ka hum log sahi point sy market mai entry la sakta hain or jis sy huma fyda hasil ho ga in pattern mai ak pattern hai Englufing Candlestick pattern bohot zabar dast pattern is ko use kar ka hum log acchi trade ko open kar sakta hain or accha profit kama sakta hain laken is ka lia huma is ko sekhna ho ga ya ak asa pattern hai jo hum time sy pahla trend ka change hona ka bara mai inform karta hai jis ki waja sy hum log os time trade ko open kar ka accha profit hasil kar sakta hain is lia huma is pattern ko sekhna chaya ya pattern down pr jub bana tu up ka trend start hona laga hota hai or agr up pr bana tu down ka trend suru hona laga hota hai is sy hum log acchi kamai hasil kar sakta hain kiun ka ya huma market mai entry ka lia accha time data hai is lia huma forex mai mahnat karni chaya ta ka kamyabi hasil ki ja saka forex mai pattern bohot zabar dast kam karta hain candles jub bullish mai banti hai or bearish sy long hoti hai tu ya pattern banta hai is sy huma buy ki trade milti hai isi tahra jub bearish ki long banti hai or pechli candle jo bullish hai os sy long hoti hai tu huma down ka trend milta hai jis sy hum log trade sell ki laga kar accha profit hasil kar sakta hain ya pattern hum log h1 ka time frame mai use karta hain or ya kafi accha result data hai or hum log acchi kamai kar sakta hain is sy
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Engulfing candles in forex.

      experience or information kahan hona bahut hi important hai aur agar kisi bhi member ko kam karne se related koi bhi achcha experience nahin hai tu is tarah Se vah members apne kam mein kabhi successful bhi nahin Ho payenge isliye important baat yah hai ki members ko achcha experience hasil kar lene ke bad hi apne kam ko continue karna chahie aur yah achcha experience kis tarah Se hasil Kiya ja sakta hai yah members par depend karta hai agar koi bhi member maximum online hokar aur apne kam ko bahut acchi tarah Se continue karne mein successful ho jaega tu is tarah Se main bas ko acche results a jaenge agar koi bhi member apne experience ko apne trading mein istemal kar lena chahta hai to iske liye members ko maximum practis karna hogi aur jab membership ne practice ko bahut acchi tarah Se continue kar lete hain to is tarah Se Hi members koi idea ho jata hai ki members ko different tarah Se trading kis tarah Se karni hai aur is tarah Se Hi members apne kaam mein maximum successful Ho jaate Hain maximum members ko yahan per kam karne se related koi bhi achcha idea nahin hota aur iski vajah yah hai ki vah members apne kaam se related acchi tarah Se interest nahin le rahe hote aur yah vajah hai ki vah log apne karm ke sath committed nahin hote aur maximum time forex ko nahin de rahe hote hain yahan per join ho jane ke bad members ko apna maximum time forex ko Dena hota hai maximum time Dene Ka yah fayda hota hai ki members ko yahan per kam karne se related fayda bhi maximum ho jata hai
       
      • #63 Collapse

        Re: Engulfing candles in forex.

        1. Bearish engulfing pattern:-

        Bearish engulfing pattern technical chart pattern hai jo trader ko ye signal deta hai k marker ma lower price any wali hai. Es pattern ma pehle ik bull candle banti hai or phr sy large bearish candle ban jati hai jo price ko down drag kar lati hai. Ye pattern es lae important hai k ye show karta hai k market ma pehle buyers thy or market tori uptrend ma ge. But phr sellers ny takeover kar leya or market ko down drag kar leya. Second candle ka first candle ko engulf karna zaruri hai or es patten ki etni zayada significance ni hai jb market choppy condition ma hu. But kuch trader ye b kehty hain k engulfing pattern banta he tb hai jb market choppy behave kar rahi hu. Es patten ma ham stop loss both candle k high point par laga sakty hain ta k ham maximum loss ay bach jaein.

        2. Bullish engulfing pattern:-

        Bullish engulfing pattern two candlestick ky reversal pattern ko kaha jata hai. iss pattern mein second candlestick pehly candlestick ki body ko completly engulf karti hai. iss pattern mein pehly candle bearish hoti hai or second candle bullish hoti hai aur ye pehly candle ki body sy bari hoti hai. iss pattern ki help sy hamein market ka pata chalta hai ky market mein pehly seller ziada thy aur market down fall kar gai but phir next session mei buyer ziaada ho gae aur wo market ko previous candle ky opening point sy bhi up move karwany mein kamyab ho gaye. Bullish engulfing pattern mein ham stop loss ko both candle ky low pattern par set kar sakty hain. Bullish engulfing pattern bearish engulfing pattern k bilkul opposite banta hai aur agr trader ko aeisy patterns ki knowedge ho tou wo in sy best result hasil karny mein kamyab ho sakty hain. So hamein patterns ko zaroor importance deni chahiye.
        • #64 Collapse

          Re: Sawal: Bullish and bearish engulfing pattern in forex trading ..

          Forex mein achi trading ke liye chart pattern ko samajhna hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle hamen chart pattern ko achi tarah se samajhna chahie aur chart pattern ka acha knowledge aur achi information hamari ki madad se hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein koshish karni chahie k forex mein ham candlesticks ko bhi achi tarah se samjhen forex mein achi trading ke liye candlesticks ka acha knowledge our achi information hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein hamen koshish karni chahie ke forex chart mein ham ache indicators ko apni achi trading ke liye use karen kyonk forex mein kuch indicators hamari achi trading ke liye bahut hi zaruri hote hain jis ki madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading money management ke sath karni chahie forex main achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading sabar ke sath karni chahie aur forex main trading fresh our active mind k sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakta hai aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #65 Collapse

            Re: Sawal: Bullish and bearish engulfing pattern in forex trading ..

            patterns ko agar ap sahe tarah se samajh jate hain to ap is main se sahe tarah se trading kar sakte hain sab se pehle patterns ko samajhna bahut zarori hota hae to ba hamen cahiye ke hum is main tamam patterns ke indication ka hamen zaroor pata hona cahiye abhe hum bat karte hain bahut he important bullish and bearish engulfing pattern ke bare main

            Bullish Engulfing Pattern
            bullish engulfing pattern jo hota hae is main yeh upish side main ja kar engulf karte hae to is tarah se yeh move karte hae uper ke side main yeh apne highest level ko bhe breach kar jate hare to is liye hamne cahiye ke hum is main is ke creation ke bare main hamen pata hona cahiye tab he to hum is main se sahe tarah se faida hasil kar sakte hain or hum kuch na kuch yahan se hum gain kar bhe sakte hain to hamen in ke bare main pata hoina cahiye take hum ese patterns ko use kiya karen apne demo account main lakin is ke liye hamen sahe tarah se mehnat bhe to karne he ho ge

            Bearish Engulfing Pattern
            bearish engulfing pattern yeh jab market main create hota hae to market hamesha he downside main he move karte hae to is tarah se hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam kiya karen is main mehnat karen take hum is main success gain kar len or is main hum ache tarah se kamyab ho jaen or is main hum aik ache tarder ban he saken lakin hamen kabhe bhe is main himmat nhe harne cahiye balke is tarah se hamen cahiye ke hum is main apne kam ko better karne ke liye hamen is main apne is pattern ko samajhna ho ga take hum is main kamyab ho saken tab he to hum is main ache tarah se trading kar sakte hain or hum yahan se kamyab ho he sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X